Islamic Quotes in Roman Urdu

Islamic Quotes in Roman Urdu, Quran aur Sunnah ki roshni mein islami hawalay se motaivational aur inspiration quotes hasil karen.

Dil mein Bughz rakhna kaisa hai Hadees

Sab se Behtar Banda koun?

Dil mein Bughz rakhna kaisa hai Hadees Hadees-e-Nabwi ﷺ Abdullah bin ‘Amr (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya; “Logo me sab se Behtar wo hai jo Paak aur Saaf Dil wala ho aur Sacchi Zubaan…

Hadees: Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai ۞ Hadees: Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta’ala Tinatah-al-khabaal peelayega Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi…

Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom

Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom

Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Tu apne Bhai ki Madad kar! chahe woh Zaalim ho ya Mazloom.” Tou ek shakhs ne pucha “Aye Allah ke Rasool (ﷺ) !…

Dilo ko bhi Jang(Rust) lag jata hai jo Mout ko Qasrat se yaad karne aur Quraan-e-Kareem ki tilawat se door ho jata hai

Dilo ko bhi Jang(Rust) lag jata hai jo Mout ko Qasrat se yaad karne aur Quraan-e-Kareem ki tilawat se door ho jata hai

✦ Roman Urdu Hadees ✦ Abdullah ibn Umar (RaziAllahu Anhuma) se Riwayat ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya – “Inn Dilo me bhi Jang (Rust) lag jaati hai, Jis tarah lohe me paani lagne se jang lagti hai”. Arz Kiya…

Hadees Of The Day | 18 September

Allah uspar Gussa hota hai

Allah uspar Gussa hota hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Beshaq jo shakhs Allah se nahi mangta tou Allah uspar Gussa hota hai.” 📕 Sunan Tirimizi, Hadees 3373-Hasan

Apne Amal ko Barbaad na karo

Apne Amaal ko Barbaad naa karo

Apne Amaal ko Barbaad naa karo “Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo, aur (Nafarmani kar ke) apne amaal ko barbaad na karo.” 📕 Quran 47:33

Hadees Of The Day | 3 Sep 2021

Taqwa walo ke liye Nijaat hai

Taqwa walo ke liye Nijaat hai Allah Ta’ala Farmata Hai: “Jo Shakhs Allah se Darta hai Allah Uske liye Chhutkare ki Raah Nikaal deta hai.” 📕 Quran 65:2

Samundar ka paani paak hai aur usme Mar jaane wale jaanwar halaal hai

Samundar ka paani paak hai aur usme Mar jaane wale jaanwar halaal hai

✦ Hadith: Samundar ka Paani aur Wuzu ✦ Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki ek shakhs ne Rasool’Allah (ﷺ) se puchha ki “Hum log Samundari safar karte hain aur apne saath thoda bahut paani le jaate hain. agar hum us…

Wo Mu'aziz They Zamane Me Musalman Hokar

Wo Mu’aziz They Zamane Me Musalman Hokar

Wo Zamane mein Muaziz the Musalman hokar Wo Mu’aziz They Zamane MeMusalman Ho kar, Aur Tum Khwar Ho chuke haiTareek-e-QURAN Ho kar. – Dr. Allama Iqbal # Wajahat: Sahaba ko Allah ne uruj ata kiyajab unohne Qurano Sunnat ko thaam…

Naseehat karte raho

Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai

Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai Allah Ta’ala Quran me farmata hai: “Nasihat Karte Raho, Beshak Nasihat Iman Walon ko fayda deti hai.” 📕 Al-Quran, 51:55 

Kya Quran Padhe Tou Amal Karna Padta aur Na Padhe Tou Bach Jatey?

Kya Quran Padhe Tou Amal Karna Padta aur Na Padhe Tou Bach Jatey?

– Quraan Se Doori Ki Ek Intehayi Ghatiya Wajah Yeh Bhi Hai Ke – “Quraan Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Naa Padhe Tou Bach Jatey,..” Subhan’allah!! # Agar Wakay Me “Quran Ko Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Na…

Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai...

Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai…

Hadith: Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Musalman ke Musalman par 5 haq hai: Salam ka Jawab dena, Bimar ki Ayadat karna, Janaze ke Sath Jana, Dawat Qabool Karna,Cheenk ka Jawab dena.” 📕 Sahih…

Jannat ke baag aur iske phal Hadees

Jannat ke Baag kya hai : Hadees

Jannat ke baag aur iske phal Hadees: Abu Huraira (R.A) riwayat karte hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Jab tum Jannat ke baago me se guzro tou phal khao.” Logo ne arz kiya “Ya RasoolAllah ! Jannat ke baag kya…

Kya Quraan Mushkil Kitab Hai ?

Kya Quraan Mushkil Kitab Hai ?

» JAWAAB: Log Allah Ki Hidayat Se Door Rahe Isliye Mafadparsto ne Shariyate Islamiya me Beshumar Tawhaam Gadhey , in me se Ek Ye Bhi hai Ke Quraan Bohot Mushkil Kitab hai, Lihaja Aam Log Isey Samjh nahi Saktey ,..…

Takkabur kya hai aur takabbur karna kisko zeba deta hai ?

Takkabur kya hai aur takabbur karna kisko zeba deta hai ?

Takkabur kise kehte hai ? Jawaab: khud ko Afzal aur dusron ko Haqeer samjhne ka naam Takabbur hai. ✦ Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) farmatey hai ki “Takabbur haq ki Mukhalifat aur logon ko Haqeer jaan ne ka naam hai.” [Sahih…

A man is required to provide for his family

A man is required to provide for his family

Man’s Responsibility Quotes Whatever a wife earns is her right to keep and it counts as charity if she gives it to her husband. #IslamicRights #WomensRightsInIslam A man is required to provide for his family. #Dr Bilal Philips

Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge

Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge

✦ Mafhum-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – 1). Kisi Qoum me Behayayi is Qadar Fayl jaye ke wo Khullam Khulla iska irtiqaab shuru kar dey tou Allah inko Tawoon(Epidemic Disease) ki Bimaar me mulawwis kar deta…

Jo khamosh raha usne najat payi

Nijat ka Matlab | Jo Khamosh Raha Usne Nijat Paai

Nijat / Najat / Najaat ka Matlab ۞ Hadees: Uqba Bin Aamir (R.A.) farmate hai, Maine Arz kiya “Ya Rasool’Allah (ﷺ) ! Najaat kya hai?” Aap (ﷺ) ne farmaya : “Apni Zubaan ko Boori Baato se Roke Rahna Nijat hain.”…

Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal Hadees

Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal

Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amaal ۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai ke: “Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal waqt par Namaz parhna aur Walidain ke saath accha sulooq (Husn-e-Sulooq) karna hai.” 📕 Bukhari, Jild 4, Page 589,…

Momin ke Qatl ka Anjaam

Momin ke Qatal ka Anjaam

Momin ke Qatal ka Anjaam Abu Saeed Khudri aur Abu Huraira (r. a) se riwayat hai ke,Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai: “Agar Aasman aur Zameen wale (saare ke saare) ek Momin ke Khoon me Sharik ho jaye toh Allah un…

Aadmi ne Pait se jyada Bura koi Bartan nahi bhara

Aadmi ne Pait se jyada Bura koi Bartan nahi bhara

۞ Hadees: Mikdam Ibn Madikarab (R.A) se riwayat hai ki, Maine Rasool’Allah (ﷺ) ko yeh farmate huye suna ki – “Aadmi (Insan) ne Pait se Jyada Buraa koi Bartan nahi bhara. Ibne Aadam ko Chand Luqme Kaafi hai Jo Uski…

Lout Aao Apne Parwardigaar Ki Taraf aur Uske Farmabardar Ho Jao ….

Lout Aao Apne Parwardigaar Ki Taraf aur Uske Farmabardar Ho Jao ….

Aaj Ummat-e-Muslima Me Jitney Bhi Ikhtelafat Nazar Aa Rahe Hai Uski Asal Wajah Yahi Hai Ke Nauzubillah! Humne Allah Ki Kitaab Aur Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Ko Chorr Diya, Natijatan Hum Gumraahi Ke Daldal Me Fanstey Chaley Gaye,..…

Hadees : Jo Ilm ki Talash me Nikla Uske liye Jannat ka Raasta aasan

Jo Ilm ki Talash me Nikla Uske liye Jannat ka Raasta aasan

Ilm ki Talash me Jannat ka Raasta RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jo Shakhs ilm Haasil karne ke liye koi Raasta tay karta hai to Allah Ta’ala Uski wajah se Uske liye Jannat ka Raasta Asaan Kar Deta hai.” 📕 Sunan…

Allah ke siwa koi ek Makkhi Bhi Paida Nahi Kar Sakta

Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi kar Sakta

Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi kar Sakta Allah Taala farmata hai: “Allah ke Alawa jin jin ko tum pukarte ho, Woh Hargiz ek Makkhi bhi paida nahi kar sakte, agarche wo sab is kaam ke liye…

Qurani Dua-14 – Aye Allah! Tuney beja nahi banaya is khilqat ko, tu paak hai, bas hume Jahannum ke Azab se bacha.

Qurani Dua-14 – Aye Allah! Tuney beja nahi banaya is khilqat ko, tu paak hai, bas hume Jahannum ke Azab se bacha.

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ رَبَّنَا مَا خَلَقْتَ هَذا بَاطِلاً سُبْحَانَكَ فَقِنَا عَذَابَ النَّارِ ❝ Rabbana ma khalaqta hadha batila Subhanaka faqina ‘adhaban-Naar ❞ ‟ Aye Humare Rab! Tuney beja nahi banaya is khilqat ko, tu paak hai, bas hume Jahannum ke…

Jannat ki adna see jagah Dunia se behtar

Jannat ki adna see jagah Dunia se behtar

Jannat ki adna see jagah Dunia se behtar Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jannat mein Ek Kooda Rakhne Jitni Jagah Duniya aur is mein Jo kuch hai, Sab se Behtar hai.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 6415

Jab Tumhe Mehsoos ho ke Tumhari Tabiyat ko

Jab Tumhe Mehsoos ho ke Tumhari Tabiyat ko…

Bujurgon Ke Aqwaal “Jab Tumhe Mehsoos ho ke Tumhari Tabiyat ko Zikre Ilahi se Mohabbat ho Gayi hai, Tou Jaan Jao ke Woh Yaani Allah Rabbul Izzat Tumhe Pasand karta hai..”Hazrat Ali (RaziAllahu Anhu)

Qurbani kin logon par Farz hai ?

Qurbani kin logon par Farz hai?

Qurbani kin logon par Farz hai?Jawab: Qurbani Wajeebi hukm nahi ikhtiyari mu’aamla hai. Lihaja jo Qurbani karne ki taqat rakhta ho woh Qurbani kare.Lekin yaad rahe Qurbani Mashroo’ aur ikhtiyaari hone (yani wajib na hone) ke bawjood jo is ki…

Har Shakhs ko usi Kaifiyat me uthaya jayega jis par usko mout aayi thi [Hadees - Sahih Muslim 2878(7232)]

Har Shakhs ko uski Mout waali Kaifiyat me uthaya jayega

Har Shakhs ko uski Mout waali Kaifiyat me uthaya jayega Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Har Shakhs ko usi Kaifiyat me uthaya jayega jis par usko mout aayi thi.” 📕 Sahih Muslim, Hadees: 2878(7232)

Sajde ki Fazilat

Sajde ki Fazeelat: Allah ki Qurbat ka Jariya

Sajde ki Fazeelat: Allah ki Qurbat ka Jariya Allah ke Rasool ﷺ ne farmaya: “Banda Apne Rab ke Sabse Zyada Qareeb Uss Haalat mein hota hai Jab woh Sajde mein hota hai, Lihaza is mein Kasrat se Dua karo.” 📕…

RasoolAllah ki Shafat ka Haqdar

Qayamat ke Din Shafa’at ka Haqdar?

Qayamat ke Din Sabse Pahle Shafa’at koun karega? ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya, “Mai Aulaad-e-Aadam ka Sardar Hounga Qayamat ke Din aur sabse Pahle Mai Shafa’at karunga aur sabse Pahle Meri Shafa’at…

Bure Padosi, Buri Biwi aur Bure Bachcho se bachne ki Dua

Bure Padosi, Buri Biwi aur Bure Bachcho se bachne ki Dua

✦ Hadith : Allah ki Panah talab karne ki Dua ✦Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ye Dua farmaya karte theyاللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ جَارِ السُّوءِ ، وَمِنْ زَوْجٍ تُشَيِّبُنِي قَبْلَ الْمَشِيبِ ، وَمِنْ…

Tum Behtareen Ummat ho kyunki...

Tum Behtareen Ummat ho kyunki

Tum Behtareen Ummat ho kyunki Allah Taala farmata hai: “Tum Behtareen Ummat ho jo logon ke liye nikaali gayi ho, (Tum Behtareen isiliye ho kyunki) Tum Neki ka Hukm dete ho aur Burayi se Rokte ho.” 📕 Quran, 3:110 Amr Bil…

Jab Aankhein Nafs ki Pasandeeda Cheezein Dekhne Lage

Jab Aankhein Nafs ki Pasandeeda Cheezein Dekhne Lage …

“Jab Aankhein Nafs ki Pasandeeda Cheezein Dekhne Lage toh Dil Anjaam se Andha ho Jata hai.” – Buzurgon ke Aqwal

Har Shakhs ke sath Bhalayi karo

Har Shakhs ke sath Bhalayi karo

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Har Shakhs ke sath Bhalayi karo ❝ Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari cheez Allah ki raah me kharch na karoge. ❞ 📕 Al-Quran; Surah: Aale-Imran 3:92 “Jo Bhalayi ki Sifarish karega wo…

Waqt par Namaz Padhna

Waqt par Namaz Padhna

Waqt par Namaz Padhna Hadees: Ubadah Ibn As-Samit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya – “Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki mashguliyat unko waqt par namaz ki adayeegi se rok degi, yahan tak ki…

Muslim women are not like non-believing women

Muslim women are not like non-believing women

Islamic Quotes about Muslim Women Always remember, when you’re out and about, that you’re under scrutiny from strangers you just happen to cross paths with. Live up to the Sunnah and be a shining example of a Muslim! Muslim women…

Gunah kya hai

Gunah wo hai jo dil me khatke aur Sabse chupane ka dil kare

Gunah wo hai jo dil me khatke aur Sabse chupane ka dil kare Nawwaas (R.A) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Gunaah wo hai jo Tere dil me khatke aur tujhe accha na lage ke logon ko…

Jummah ke liye khas libaas

Jummah ke liye khas libaas

Hadees of the Day Jummah ke liye khas libaas Ummul Momineen Ayesha (R.A) ne farmaya:Nabi Akram (ﷺ) ne Jumuah ke Din Awaam se Khitaab farmaya tou Aapne Dekha ki Unhone (Roz Marrah Istemaal ki) Chaadrein Odh rakhi hain. Tab Allah…

Beshak Sadaqah Rab ke Gusse ko Thanda karta hai

Beshak Sadaqah Rab ke Gusse ko Thanda karta hai

Beshak Sadaqah Rab ke Gusse ko Thanda karta hai  Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: “Beshak Sadaqah Rab ke Gusse ko Thanda kar deta hai.” [ Tirmidhi 664 ]

ALLAH kisi Shakhs ko uski Taqat se Zyada nahi Aazmata Quran 2:286

Allah kisi Shakhs ko uski Taqat se Zyada nahi Aazmata …

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ALLAH kisi Shakhs ko uski Taqat se Zyada nahi Aazmata “ALLAH kisi Shakhs ko uski Taqat se Zyada nahi Aazmata, Achche kaam karega tou usko uska fayda milega aur Burey karega tou usiko iska Nuqsan hoga.” 📕…

Aye Insan tujhe tere Rab e kareem se kine Bheka diya

Allah se kis cheez ne gafil kar diya?

Allah se kis cheez ne gafil kar diya? Allah Taa’la Quraan-e-Kareem me farmata hai: “Aye Insan! Tujhe Apne Kareem Parwardigaar se Kis Cheez ne Behka diya?” 📕 Surat Ul Infitar Ayat No 6

Jab koi Mard kisi Aurat ke sath tanhayi me hota hai

Aurat ka Tanha Safar aur Mehram ki Ahmiyat

Aurat Mard ke bich Teesra Shaitan hota hai RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: “Khabardar! Jab bhi koi Mard kisi Aurat ke sath Khilwat (tanhaayi) me hota hai to Unke sath teesra Shaitaan hota hai.” 📕 Jame Tirmizi, Hadees 2165, 📕 Sunan…

Namaz padhna bhool jaye aur Waqt Nikal Jaye tou kya kare?

Namaz padhna bhool jaye aur Waqt Nikal Jaye tou kya kare?

Namaz padhna bhool jaye aur Waqt Nikal Jaye tou kya kare? ۞ Hadees: Hazrate Anas (R.A.) riwayat karte hain ke RasoolAllah ﷺ ne farmaya: “Jo Shakhs Namaz bhool jaye (ya so jaye) toh us ka kaffara iske siwa koi nahi…

Sabse Zyada Izzat wala [ Quran, 49:13 ]

Sabse Zyada Izzat Wala woh hai jo …

Sabse Zyada Izzat Wala woh hai jo ” Allah ke Nazdeek Sabse Zyada Izzat wala Woh hai Jo Sabse Zyada (Allah se) Darne wala hai.” 📕 Quran, 49:13

Ye 3 Surah tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi

Ye 3 Surah tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi

✦ Hadith: Abdullah bin khubayb (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‘Subah aur sham 3 baar Surah Al-Ikhlas , Surah Al-Falaq aur Surah An-Nas padh liya karo, ye tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi…

Har musibat se bachne ki dua

Har Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua | La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin

Har Musibat wa Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua لَّآ إِلَٰهَ إِلَّآ أَنتَ سُبْحَٰنَكَ إِنِّى كُنتُ مِنَ ٱلظَّٰلِمِينَ La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin1 Tarjuma : Ilaahi Tere Siwa koi Ibadat ke layaq nahi, Tu Paak hai,…

Sabke Liye Reham ki Dua Kiya Kare

Sabke Liye Reham ki Dua Kiya Kare

Hadees of the Day Sabke Liye Reham ki Dua Kiya Kare Hazrat Abu Hurairah (R.A) ne Bayan kiya ki,RasoolAllah (ﷺ) Ek Namaz ke liye Khade hue aur Hum bhi Aahajarat ﷺ ke saath khade hue ! Namaz Padhte Hi Ek…

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai [Hadees Sahih Bukhari 71]

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai Hadees: Hazrate Muawiya (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool ( ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta’ala Jis ke Sath Bhalayi ka Irada farmata hai Uss ko Deen ki…

Reedh ki Haddi se Insan Dubara Paida kiya jayega

Reedh ki Haddi se Insan Dubara Paida kiya jayega

Reedh ki Haddi se Insan Dubara Paida kiya jayega Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Insan (ke Jism) ka har Hissa Zameen kha Jaati hai Siwaye Reedh ki Haddi (Tailbone) ke. Usi se Woh Paida hua hai aur Usi…