Bechte aur Khareedte wakt Narmi

Hadees Of The Day

Bechte aur Khareedte wakt Narmi

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

“Allah Ta’ala us Shakhs per Raham
kare jo bechte aur Khareedte wakt
aur Taqaza karte wakt
Narmi se Kaam le.”

📕 Sahih Bukhari: 2076

Rate this post

2 thoughts on “Bechte aur Khareedte wakt Narmi”

  1. PLZZ ap thore easy words bhi likha kre side me q.ki bahot se log ayse hai to pura nhi smjha pate mai new Islam me aai hu to muje smjh nhi ata

    Reply
    • Asslamu Alaikum Sister,
      isme likha hai ke,
      Allah us Shakhs par reham kare jo Bechte wakt, Kharidte wakt aur len den ke saude karte wakt narmi se kaam leta hai.
      means Allah aise bande ko pasand karta hai.

      Reply

Leave a Reply

Related Posts: