Islamic Quiz 211 : "Allahumma Bismika Amutu wa Aahya" RasoolAllah (ﷺ) Ye Dua kab padhte the?

Islamic Quiz 211

“Allahumma Bismika Amutu wa Aahya” RasoolAllah (ﷺ) Ye Dua kab padhte the? A. Ghar se …

Read More

Islamic Quotes about Saccha Dost

अच्छा और सच्चा दोस्त कौन ? | Best Friend Quotes in Hindi

सच्चा दोस्त कौन ?

हज़रत अली (रज़ि अल्लाहु अन्हु) का क़ौल है के :

“जो शख्स तुम्हारा गुस्सा बर्दाश्त कर ले
और साबित क़दम रहे,
वही तुम्हारा सच्चा दोस्त है।”

📕 बुजुर्गों के अक़्वाल

Read More

5/5 - (2 votes)
Juma me Tahiyatul masjid ha hukm

Juma ke Khutbe ke dauran Tahiyatul Masjid padhna kaisa hai?

Hadees of the Day | Jumuah Series

Aksar dekha jata hai ke Juma ke din jab Imam Khudba de rahe hote hai to kayi log aate hi Namaz padhne lag jaate hai, to kya ye amal durust hai. aayiye aahadees ki roshni me iska mutala karte hai.

Juma me Tahiyatul masjid ha hukm

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Jab Tum Mein se Koi Jumuah ke Din (Masjid) Aaye Jabki Imaam Khutba de Raha ho tou Woh 2 Raka’tein Padhe aur Un mein Ikhtisaar Kare.”

📕 Sahih Muslim: 875 (2024)

Maloom hua ke Jumay ki namaaz ke liye masjid mein pahunchne ke baad sabse pehla kaam Tahayyatul Masjid ki adayegi hai. Chahe woh khutba shuru hone se pehle masjid mein aaye ya imam ke khutba shuru karne ke baad.

4.5/5 - (20 votes)
Mothers day and islam

Mother’s Day और इस्लाम

इस्लाम में Mother’s Day मनाना कैसा है ? Mother’s Day इस्लामिक त्योहार नहीं है, लेकिन …

Read More

Jo Shakhs Allah ke Bulaane Wale ka kaha na Maanega Woh (Quran 46:32)

Jo Shakhs Allah ke Bulaane Wale ka kaha na Maanega Woh…

Aaj ki Aayat | Verse of the day

Jo Shakhs Allah ke Bulaane Wale ka kaha na Maanega

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Taala ka farman hai:

“Aur Jo Shakhs Allah ke Bulaane Wale ka kaha na Maanega Pas Woh Zameen mein Kahin (Bhaag kar Allah ko) Aajiz Nahi kar Sakta, Na Allah ke Siwa aur koi Uske Madadgaar Honge, Yeh Log Khuli Gumraahi mein hain.”

📕 Surah Al-Ahqaaf, 46:32

4.5/5 - (31 votes)
Islamic Quiz 204 : Rasool’Allah (ﷺ) ko Allah ne kin ke liye Rehmat banakar Bheja?

Islamic Quiz 204

Rasool’Allah (ﷺ) ko Allah ne kin ke liye Rehmat banakar Bheja? A. Arbo ke liye …

Read More