Table of Contents
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Astaghfar kise kehte hai ?
Insan ki fitrat hai ke us se khata, galati ya gunah ho jate hai, aur jab wo apne kiye par sharminda ho kar sacche dil se apne Rab se muafi talab karta hai tou usey ‘Astaghfar‘ kehte hai.
Astaghfar ki Ahmiyat:
۞ Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Main Allah ki bargah me Astaghfar (Muafi Manga) karta hoon aur uski taraf ruju karta hoon din me 70 baar se bhi jyada.”
📕 Bukhari, Vol:8, Book:75, Hadith 319
Hum sab jante hai ke Ambiya (Alaihi Salato Salam) Gunaho se paak hote hai, aur Allah ke Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam) tou bakhshe bakhshaye hai, lekin fir Aap (ﷺ) apni Ummat ko tarbiyat dene ke liye khud Astagfar ki qasrat kiya karte they. lihaja hum par tou lazim hai ke hume jyada se jyada Astaghfar karna hai.
Astaghfar ki Fazilat:
✦ Hadith: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Jo Astghfar karne ko apne upar lazim karega tou Allah Subhanahu usko har tangi se nikalne ka ek raasta ata farmayega aur har gham se nijat dega aur aisi jagah se rozi ata farmayega jahan se usko guman bhi nahi hoga.”
Astaghfar ki Duaein:
۞ Hadees: Aap (ﷺ) ne farmaya: jis shaks ne kaha:
1. “Astaghftrullaahal-lazee laa ilaaha illaa Huwal-Hayyul-Qayyooinu wa atoobn ilayhi”
“Main Allah se bakhshish talab karta hoon jis ke elaawah koi sachcha mabood nahin, woh humesha zindah rahne wala hai, qaayim rakhne waala hai aur main usi ki taraf taubah karta hoon.” tou Allah ta’ala use bakhsh dega chaahe woh maidaane jehad se bhaaga ho.
📕 Sunan Abu Dawood: 1517, Sunan Tirmizi: 3577
2. Laa ‘ilaaha illallaaku wahdahu laa shareeka lahu, lahul-mulki wa lahul- hamdu, waHuwa alaa kulli Shayin Qadeer.
Allah ke elaawah koi sachcha mabood nahin, woh akela hai, uska koi shareek nahin, usi ke liye badshahat hai aur usi ke iiye tamaam tareefaat hain aur woh har cheez par qaadir hai.
📕 Sunan Abu Dawood: 5077-Sahih
📕 Sunan Ibne Majah 3868
📕 Musnad Ahmed: 4/60-Sahih
۞ Hadees: “Ek martaba padhna bhi durust hai aur jis shakhs ne din mein 100 martaba yeh kalimaat kahe tou usey 10 Ghulaam Aazaad karne ka sawaab milega. uske liye 100 nekiyan likhi jayengi aur 100 Ghalati mitaa di Jaayengi, shaam tak shaitaan se mahfooz rahega, aur qayamat ke din us sey afzat amal lekar koi nahi aaeyga lekin woh shakhs jisne yahi kalimaat ziyada martaba kahe.”
📕 Sahih Bukhari: 3293, Sahih Muslim:2691
۞ Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : Allah se Astaghfar (Apne Gunaaho ki Muafi) ki sabse behtar Dua hai –
3. “Allahumma Anta Rabbi La Ilaha Illa Anta, Anta Khalaqtani Wa Ana Abduka, Wa Ana ‘Ala Ahdika Wa Wa’dika Mastata’tu, A’udhu Bika Min Sharri Ma Sana’tu, Abu’u Laka Bini’matika ‘Alaiya, Wa Abu Laka Bidhanbi Faghfirli Innahu La Yaghfiru Adhdhunuba Illa Anta.”
Aage Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
“Agar koi Shakhs ye Dua yakeen ke sath din me parhe aur Shaam se pehle Intiqaal(Mout) kar jaye tou Jannat me jayega aur agar yakeen ke sath raat ko parhe aur Subah hone se pehle inteqal kar jaye tou Jannat me jayega.“
📕 Bukhari, Vol:8, Book:75, Hadith 318
4. “Astaghfirullahu Rabbi Min Kulli Zanbbiuw Watoobu Ilaih”
(Ya Allah ! Magfirat chahta hu har kism ke Gunaah se aur Main teri baargah me Taubah karta hu)
Ameen! Allahumma Ameen ! …
Astaghfar ki Digar Duaien:
۞ Dua list ۞
- Zikr ki fazeelat
- Neend se bedaar hote waqt ke Azkaar
- Baitul khala mein daakhil hone ki dua
- Baitul khala se nikalne ki dua
- Subah aur Sham ke Azkaar
- Istaghfaar aur taubah ka bayaan
- Bechaini ki dua
Wazu se pahle aur baad ke azkaar
Namaz ki Duaien
- Dua-e-lstaftaah
- Qunoot-e-witr ki duayein
- Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
- Qunoot-e-Naazilah
- Suratul Faatiha
- Ruku1 ki duayein
- Ruku1 se uthhne ki dua
- Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
- Sajdah ki Fazeelat
- Sajde ki duayein
- Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
- Tashahhud
- Nabi kareem par darood padhna
- Durood Shareef padhne ki fazeelat
- Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
- Salaam pherne ke baad ke Azkaar
- Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein
- Shaam ke Azkaar
- Sote waqt ke Azkaar
- Raat pahlu badalte waqt ki dua
- Bura khwab dekhne wala kya kahe?
Khane peene ke waqt ki Duayein
- Khana khate waqt ki dua
- Khana khane se faarigh hone ki duayein
- Khaaa khilaane wale ke liye dua
- Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua
Safar ki duayein
- Safar ki dua
- Sawaari par sawaar hone ki dua
- Basti ya shahar mein daakhil hone ki dua
- Musaafir ko rukhsat karte waqt ki dua
- Padaao daalne ki dua
- Musaafir ki muqeem ke liye dua
- Safar se waapsi ki dua
- Bazar mein daakhil hone ki dua
Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar
- Namaze-lstekharah
- Jise Museebat pahunche uski dua
- Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
- Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
- Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
- Qalbi wasawis ke tod ki dua
- Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
- Dushman ke liye bad dua
- Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua
Qarz ke talluk se Dua
- Jism me takleef mahsoos karne wala ki dua
- Mukhtalilf mouqe par dam karna
- Mareez ke Ayadat ki dua
Munasibat par Masnoon duayein
- Barish talab karne ki duayein
- Barish utarte waqt dua
- Barish utarne ke ba\'d zikr
- Zyadah Barish se khatra Mahsoos ho tou ye Dua Padhen
- Aandhi ke waqt ki duayein
- Badal garajte waqt ki dua
Mutafarriq Duayein
- Cheenk ki dua
- Shaadi karne waale ke liye dua
- Shaadi karne aur sawaari khreedne waale ke liye dua
- Humbistari ki Dua
- Gadhe ki aawaaz aur kutte ki bhonk sun kar yeh dua kare
- Raat me kutte bhoonkte waqt ki dua
- Murghe ki aawaaz sun kar yeh dua kare
- Kaffaar-e-majlis ki dua
- Ghusse ke waqt dua
- Museebat zadah ko dekhne ki dua
- Tohfa dena aur use qubool karne waale ki dua
- Pehla phal dekhne ki dua
- Ghar se nikalte waqt ki dua
- Ghar mein daakhil hote waqt ki dua
- Masjid me dakhil hone ki dua
- Masjid se nikalne ki dua
- Azaan ke Azkaar
- Azan ke baad ki dua
- Rozah kholte waqt ki dua
- Aftaar karwaane waale ke liye dua
- Rozedar ki dua jab khaana haazir ho aur woh rozah na khole
- Rozedar ko koi shakhs gaali de tou ?
- Laylatul Qadr / Shabe Qadr ki dua
- Ilm aur Rizq me Barkat ki Dua
- Paak rizq mangne ki dua
- Shirk se bachne ki dua
- Chand dekhne ki dua
- Kapda pahanne ki dua
- Naya libaas pahanne ki dua
- Naya libaas pahanne wale ko kya dua di jaye?
- Libas utare to kya padhe?
- Husool-e-ilm ki dua
- Samajhdar bachche ko dekh kar yeh dua kare
- Sajda-e-Tilawat ki duayein
- Allah ki panah me aane ki dua
- Duniya aur bhalayi ke liye duayein
- Hidayat, Taqwa, Paak damni aur be niyazi talab karne ki dua
- Sabr Shukr aur Tawazu ke Husool ke liye dua
- Masayib-e-alam me deen par sabit rahne ki dua
- Muhabbat-e-ilaahi ke husooi ke liye dua
- Muhabbat-e-Rasool (ﷺ) ke husool ke liye dua
- Husool-e-lzzat ke liye dua
- Laa hawla walaa quwwata ilia billah ki fazeelat
- Baaqi rahne wale nek amaal
- Allah Ta\'ala ke mahboob kalimaat
- Nau Muslim ko taleem ke moqa par dua
- Dua lsme-Aazam
- Qurbani Ki Dua
- Sarkash shayateen ke makr-o-fareb se bachne ki dua
- Jise tum ne bura bhala kaha uske liye dua
- Jab ek Musalman dusre musalman ki tareef kare tou kya kahe
- Apni tareef sun kar kya kahe?
- Salaam aam karna
- Koi ghair muslim salam kare tou usey kya kaha jaye?
- Jise emaan me shak hone lage uski dua
- Bachhon ko kin kalimat ke sath di jaaye
- Jiske yahan bachhah paida ho usey mubarakbad dena
- Doosra shakhs uske jawab mein kahe
- Zindagi se mayoos mareez ke liye dua
- Asma-e-Hunsa aur Inki fazeelat
- Ahadees-e-Shifa
- Ashyaa-e-Shifa
- Namaz-e-Janazah ki duayein
- Namaz-e-Janazah me bachche ke liye dua
- Taziyat ki dua
- Mayyat ki aankhein band karte waqt dua
- Qabron ki ziyarat ki dua
- Mayyat ko qabr me dakhil karte waqt dua
- Mayyat ko dafn karne ke baad ki dua
- Hajj ya Umrah ka ehraam bandhne wala talbiyah kaise kahe
- Jab Hajr-e-Aswad ke paas aaye to takbeer kahe
- Rukn-e-Yamaani aur Hajr-e-Aswad ke darmiyan dua
- Safaa wa Marwah par thahrne ki dua
- Yaum-e-Arfah ki dua
- Mashar-e-Haraam ke qareeb dua
- Rami jimar karte huye har kankari ke saath takbeer padhna
Qur’ani duayein
- Aadam (A.S) ki dua
- Ibraheem (A.S.) ki duayein
- Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
- Yunus (A.S.) ki dua
- Ayyub (A.S.) ki dua
- Yaqoob (A.S.) ki dua
- Yusuf (A.S.) ki dua
- Moosa (A.S.) ki dua
- Ashab-e-kahf ki dua
- Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
- Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
- Eman par sabit qadam rahne ki dua
- Ibaadur Rehmaan ki duayein
- Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
- Ahl-e-Taqwa ki dua
- Ahl-e-Emaan ki dua
- Istaghfaar ki fazeelat
Gujarati lengveg banavo plzz