Paani Pilaney ka Sawaab

Hadees-e-Nabwi (ﷺ) Paani Pilaney ka Sawaab Abu Huraira (R.A) kehte hain ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne irshad farmaya – “Ek … Read More

28 Jamadi-ul-Awwal | Sirf Panch Minute ka Madarsa

28. जमादी-उल-अव्वल | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

गज्व-ए-ख़न्दक में सहाबा की कुरबानी, हुजूर (ﷺ) की दुआ की बरकत, शौहर की विरासत में बीवी का हिस्सा, गम के वक्त यह दुआ पढ़े, आखिरत के मुकाबले में दुनिया से राज़ी होने का वबाल, ग़रीबों से मुहब्बत और उन के करीब रहने की वसिय्यत…

23 Jumad ul Awwal

23 जमादी-उल-अव्वल | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

इस्लामी तारीख: ग़ज़व-ए-दौमतुल जन्दल, च्यूंटी की दूर अन्देशी में अल्लाह की कुदरत, एक फर्ज: बीमार की नमाज़, गुनाहों की मगफिरत का वजीफा, क़यामत के दिन लोगों की हालत, जोड़ों के दर्द का इलाज …

Maghfirat ki Dua | मगफिरत की दुआ | Qurani Dua-6

Maghfirat ki Dua | Qurani Dua-6

Maghfirat ki Qurani Dua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ رَبَّنَا لاَ تُؤَاخِذْنَا إِن نَّسِينَا أَوْ أَخْطَأْنَا ❛ Rabbana la tu’akhidhna in-nasina aw … Read More

30 Zil Hijjah | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

30 Zil Hijjah | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

तारीख: तातारी फ़ितना और आलमे इस्लाम, हुजूर (ﷺ) का मुअजिजा : रौशनी का तेज़ होना, एक फर्ज : नमाज़े जुमा के लिए जमात का होना, अहेम अमल : मोमिन की परेशानी में मगफिरत , एक गुनाह : बुरे कामों की सज़ा, नज़रे बद और शैतानी असर से हिफ़ाज़त …

Hadees : Zikr-e-Ilaahi Karne Walo ke Liye Khushkhabri

Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri …

Hadees of the Day

Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri

Hazrte Abu Huraira (R.A) se Mairvi hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ka farman hai –

“Allah Ta’ala ke kuch Sayyah (Yaani Sair Karne Wale) Farishte hai,

Jab Woh Mehafil-e-Zikr (Allah ka Zikr/Ibadat karne walo) ke Paas se Gujarte hai tou
Ek Dusre se kahte hai: (Yahan) Baitho.

Jab Zakirinn (Zikr Karnewale) Dua Mangte hai tou Farishte Unki Dua par ‘Aameen’ Kehte hai.

Jab Woh Nabi (ﷺ) par Durood bhejte hai tou Woh Farishte bhi Unke Sath Milkar Durood bhejte hai, Hatta ki woh Muntashir (Yaani Idhar Udhar) ho jate hai.

Phir Farishte ek dusre ko kahte hai ki Inn Khush-Nasibo ke liye Khush-Khabari hai ki woh Magfirat ke saath wapas ja rahe hai.”

📕 Jam’ul Jawami’a Lissuyuti,J 3, Safa 125, Hadees-7750

Read More

4.5/5 - (17 votes)
Ramzan Ki Fazilat 6

Ramzan ki Fazilat: Part 6

8. Ramzan ke Mahine me Allah har raat logon ko Jahannum se aazad karta hai: ۞ Hadith: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) … Read More

Ramzan Ki Fazilat 3

Ramzan ki Fazilat: Part 3

2. Nuzul-e-Quraan ke liye iss Mahine ka Intekhab kiya: Iski dusri sabse badi fazilat ye hai ke Allah Rabbul Izzat … Read More

13 Jamadi-ul-Akhir | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

13 Jamadi-ul-Akhir | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

गज्व-ए-तबूक, मुंह में रतूबत (थूक), मय्यित का कर्ज उसके माल से अदा करना, कसरत से इस्तिग़फार करने की सुन्नत, अपने अख़्लाक़ दुरूस्त करने की फ़ज़ीलत, किसी के सतर को देखने का गुनाह, माल जमा करने का नुकसान, परहेज़गारों की नेअमत, मिस्वाक के फवाइद, सुबह शाम खूब ज़िक्रे इलाही किया करो …

Al-Quran: Apne Parwardigaar ki humd ke saath saath us ki tasbeeh bayaan karo

Quran: 09 – August

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Roman Urdu _______
❝Apne Parwardigaar ki humd ke saath saath us ki tasbeeh bayaan karo aur us se magfirat maango. Yaqeen jaano woh bahot muaf karne waala hai.❞ [Surah An-Nasr 110:3]

Hindi _______
❝अपने परवरदिगार की हम्द के साथ साथ उस की तस्बीह बयां करो और  उस से मागिरत मांगो , यकीं जानो वह बोहोत मुआफ करने वाला है।❞ [सुर नस्र ११०:३]

English _______
❝ Praise Allah and glorify Him and ask for his forgiveness. Undoubtedly, He is Most forgiving.❞ 📕 Surah An-Nasr 110:3

Marathi _______
❝आपल्या परवारदिगारची स्तुती करत रहा, व त्याचाशी मुआफी मांगत राहा , विश्वास ठेवा कि तो नाक्कीसह मुआफ करणार.❞ [सुर नस्र ११०:३]

5/5 - (1 vote)

Fazail-e-Quran: Part 10

2) Quraan me BARZAQ ki (Qabr ke Zindagi ki) Rehmat – – Aayiye Dusri Reham par Gour Karte Hai Jab … Read More

Uska Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Koi Shakhs Namaz … Read More

Musibat Chupaney Ki Fazeelat ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke – “Jiske Maal Ya Jaan Me Museebat Aaye Phir Usney Usey … Read More