Home / Musnad Ahmad ibn Hanbal
06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
Mafhoom-e-Hadees: Shab-e-Meraj par Namaz ka Bayan ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Anas bin Malik (R.A) bayan …
Read More
Hadees of the Day
Allah Taala us Insan ki Doulat ko kum kar deta hai
Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke,
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
❝Jo Shakhs Maal wa Doulat badhaane ke Liye maangna shuru karta hai, to Allah Taala us ki Doulat ko us se bhi kum kar dega.❞
📕 Musnade Ahmed 9624
Astaghfar ka Taruf Astaghfar kise kehte hai ? Insan ki fitrat hai ke us se …
Read More
Durood Sharif ki Ahmiyat aur Fazilat 10 Rehmat aur 10 Gunah Muaf, Durood e Ibrahim ki Fazilat
Shabe Qadr ki Nishaniyan Aahadees ki roshni mein ۞ Hadith: Hazrate Ubada (RaziAllahu anhu) se …
Read More
4. Ramzan ka Umrah Hajj ke barabar sawab deta hai: ۞ Hadees: Hazrate Ibne Abbas …
Read More
Qarz ki Adayegi ke liye Dua اللّهُـمَّ اكْفِـني بِحَلالِـكَ عَنْ حَـرامِـك، وَأَغْنِـني بِفَضْـلِكِ عَمَّـنْ سِـواك …
Read More
Taweez ki Haqeeqat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Taweez ka mas’ala thik waisa hai jaisa ke, kisi …
Read More
✦ Gadhe ki aawaaz aur kutte ki bhonk sun kar yeh Dua kare ❝ أَعُوذُ …
Read More
۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya “Ramadan mein Allah subhanahu har din aur raat mein …
Read More
1.〘 أصبحنا على فطرة الإسلام وعلى كلمة الإخلاص وعلى دين نبينا محمد وعلى ملة أبينا …
Read More
Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr …
Read More
Uqba bin Aamir (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Us shakhs me koi Khair (Bhalayee) nahi jo mehman nawazi nahi karta.❞
📕 Musnad Ahmed, 7088 – Sahih
♥ हिंदी हदीस: उक़्बा बिन आमिर (र.अ.) से रिवायत है के , नबी-ऐ-करीम (ﷺ) ने फ़रमाया: ❝उस शख्स में कोई खैर नहीं जो मेहमान नवाजी नहीं करता।❞
📕 मसनदे अहमद, 7088 – सहीह
For more Islamic messages kindly download our Mobile App
✦ Hadees: Zamana Allah hai. Bohot Saare log Kehte Hain ke Bura Zamaana Agaya hai …
Read More
[bs-heading title=”Roman Urdu” show_title=”1″ title_link=”#RomanUrdu” heading_color=”#ef4e56″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading] Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai: …
Read More
Irbaz bin Saariyah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
❝ Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar bhi Sawaab diya jata hai..
📕 Musnade Ahmed 17155
Aaisha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
❝ Sabse se Zyada Barqat wala Nikah woh hai, jisme Mehnat, Mashaqqat aur Kharch kum ho.
📕 Musnade Ahmed 24529
Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:
‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega.
📕 Musnade Ahmed 1399
Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:
‟Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo.
📕 Musnade Ahmed 2136
[tabs] [tab title=”Roman Urdu”] ✦ Hadith Roman Urdu: No’man bin Bashir (RaziAllahu Anhu) riwayat karte …
Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Umar Bin Khattab (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Ek Roz hum …
Read More
“Bismillah Hir-Rahman Nir-Rahim” 1. Roza Rakh Ne Wala, Janabat (Biwi Se Mubashirat Ya Mani Ka …
Read More
✦ Mafhum-e-Hadees: Abdullah Ibne Mas’ud (RaziAllahu Anhu) ne farmaya ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: “Taweez, …
Read More
۞ Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) hai ke, “Jab Moazzin ko Azan kehte Suno …
Read More
✦ Ilm Ki Ahmiyat aur Fazilat: 1). Hadith: Abu Umama (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai …
Read More