Gusl Ki Zaroorat Ho Aur Paani Na Ho Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Imran Bin Husain Al-Khuzai (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Aadmi Ko Dekha Ki Alag Khada Hua Hai Aur Logon Ke Saath Namaz Me Sharik Nahi Ho Raha ,.. Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: "Aye Falah! Tumhe Logon Ke…
Aap (ﷺ) Ka Mubarak Mojza: Ungliyo se Paani Ka Chasma Nikalna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabeer (R.A.) ne kaha ki Suleh Hudaibiya ke moqe par logo ko pyaas lagi thi, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke samne paani ka ek chhota sa matka (bartan) rakha hua tha Aapne logo se farmaya kya baat hai ? logo ne kaha ki jo paani aapke samne hai…
Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama bura hota hai ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko bhi dena jaruri hai)" - (Surah Nisa(4) Aayat 11) ♥…
Jo Shakhs Juma ke din Apni Biwi ko Gusal karwaye aur khud… Hadees of the Day Jo Shakhs Juma ke din Apni Biwi ko Gusal karwaye aur khud bhi Gusal kare Aws bin Aws (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Juma ke din (Apni Biwi) ko gusal karwaye aur khud bhi gusal kare phir namaz ke liye…
Paani Pilaney Ka Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Kehte Hain Ke, Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Kutta(Dog) Kuve(well) Ke Aas-Paas Ghum Raha Tha Aur Pyaas Ki Vajah Se Marney Ke Kareeb Tha Ke, Bani-Israiel Ki Ek Zaniya Aurat(Zinaakar) Ne Iss Ko Dekh Kar Apna Juta(Shoe) Utaar…
Kya Biwi Shohar ko Zakaat dey Sakti hai? ۞ Mafhum-e-Hadees: Abdullah Ibne Masud (RaziAllahu Anhu) ka ibtedayi dour tha, Aapki Biwi RasoolAllah (ﷺ) ke paas aayi aur kehne lagi ke "Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Meri Itni-Itni Zakat banti hai , Mai kis ko du, koun jyada Mustahik hai ?" Jab wo Aap (ﷺ) se Mas'ala daryaft…
Puraa Badla De Diya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sa'ad Bin Abi Waqqas (RaziAllahu Anhu) Bayan Farmate Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ki Raza (Allah Ko Raazi Karne) Ke Liye Jo Bhi Tumne Kharch Kiya Uska Tumhe Allah Se Pura Pura Badla De Diya Jayega, Yaha Tak Ki Agar Tumne…
Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her… Ek Hi Biwi Hai Magar Mard Uske Paas Nahi Rehta, Balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta Hai tou Aurat Shohar Par Mutalbah Kar Sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm Diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi Raha Kare ki Hadees me Farmaya Gaya hai Ki: “Tumhari Biwi Ka…
Diye huye Tohfe Waapas Na Le ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Amr bin Aas (RaziAllau Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum me se koyi bhi apne diye huye Tohfe ko waapas na le ! siwaye ek baap ke (Jo diya hua tohfa waapas le sakta hai) apni Aulad se." - (Sunan…
Hamesha Sach Bolo Aur Jhoot Se Bachte Raho ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Sachhayi Ko Laazim Pakdo Aur Hamesha Sach Bolo, Kyun Ki Sach Bolna Neki Ke Raaste Par Daal Deta Hai Aur Neki Jannat Tak Pahuncha Deti Hai. Aur Jab Aadmi Hamesha…
Biwi Se Nek Sulook Kiya Karo ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Unsey (Biwi Se) Aacha Bartav Karo Fhir Agar Woh Tumhe Pasand Na Aaye Tou Kareeb Hai Ki Koi Cheez Tumhe Na Pasand Ho Aur Allah Uss Me Bahut Bhalayi Rakhey". - (Tarjuma Kanjul Emaan: Surah Al-Nisa, Ayat:19) » Tafsir: Yaani Ki Apni Biwi Ko Kisi…
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Hadith: Jab tum me se koi paani piye tou bartan me saans na… Hadith: 29-March: Abu Qatadah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jab tum me se koi paani piye to usey chahiye ke bartan me saans na le. -Bukhari 154
Baith kar Namaz ada karne se sawab me kami ki jati hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Amr (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se kaha ki (Aapne farmaya tha) "Baith kar Namaz padhna aadhi Namaz ke barabar hai aur Aap baith kar namaz padh rahe hain" tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, "Haan! ye sach hai…
Hadees: Kisi Nabeena ya Kamzor Nigaah wale ko rasta dikhana… Hadith: 22-June: Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Kisi (Nabeena ya) Kamzor Nigaah wale ko rasta dikhana Sadqa (Sawaab ka kaam) hai. 📕 Jami` at-Tirmidhi 1956
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou uss Waqt usey aisey Aadmi ka Khayal karna chahiye jo…
Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Hadees of the Day Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bhugz (nafrat) na rakkhe, kyunki agar Us sey uss ki koi Aadat Napasand hai tou koi dusri pasand bhi hogi." 📕 Sahih Muslim:…
Jab Banda koi Nek Amal pabandi se karta rehta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, wo kehte hain maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko ek ya do baar hi nahi balke mutaddad baar ye kehte huye suna Ke: "Jab banda koi Nek Amal (pabandi se) kar raha ho, phir koi Bimari ya safar usey mashgool…
Jiske Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jis Aadmi Ke Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga Wo Jannat Me Nahi Jayega!". Ek Aadmi Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! "Hum Me Har Aadmi Yah…
Hadees: Jhooth se bacho, isliye ke jhooth Gunah tak le jata… Hadith: 2-April: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jhooth se bacho, isliye ke jhooth Gunah tak le jata hai aur Gunah Jahannum tak le jata hai. 📕 Muslim 6805
Jab Mousiqui (Music Instruments) aam ho Jayegi ✦ Mafhum-e-Hadith: Abu Malik Ash’ari (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Karem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke: ❝Aakhri Zamane me logon ko Zameen me Dhansa diya jayega, Unpar pattharo ki barish ki jayegi aur unki Shaqle mask (Mita) kar di jayengi. ek riwayat me aata hai ke "Unki Shaqlo ko Suar…
Aadmi ne Pait se jyada Bura koi Bartan nahi bhara ۞ Hadees: Mikdam Ibn Madikarab (R.A) se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (ﷺ) ko yeh farmate huye suna ki - "Aadmi (Insan) ne Pait se Jyada Buraa koi Bartan nahi bhara. Ibne Aadam ko Chand Luqme Kaafi hai Jo Uski Peeth Ko Sidha Rakhe Agar Jyada Khana Zaruri ho tou…
Har Kaam Ke Waqt Tumhare Paas Shaitaan Aata Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir (RaziAllahu Anhu) Bayaan Karte Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Har Kaam Ke Waqt Tumhare Paas Shaitaan Aa Jata Hai, Hatta Ke Khaney Ke Waqt Bhi Aa Jata Hai, - Jab Tum Me Se Kisi Shakhs Ka Luqma Gir Jaaye Tou Wah Uss Par…
Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa" *Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya: "Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. " - (Tabarani: Chapter-'Ikramul Muslimeen') *Isi Aahadeese Mubarak Ke Tehat Likhney Walo Ne Bada Behtareen Qaul Likha Ke - "Chahe…