Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

Hadees of the Day

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

– TRANSLITERATION –

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Kaamil imaan waale woh log hain, jin ke akhlaaq sab se achchhe hain aur tum mein sab se achchhe woh log hain, jo apni biwiyon ke saath achchha bartaao karte hain.

Read More

4.7/5 - (3 votes)
Agar Shohar ke Piche koi Gair Aurat Padi hai tou kya kare ?

Agar Shohar ke Piche koi Gair Aurat Padi hai tou kya kare?

Agar Shohar ke Piche koi Gair Aurat Padi hai tou kya kare ?

Agar koi NaMehram aurat shohar ke piche pad jaye tou kya karna chahiye? us ke Sharr se kaise Shohar ko bachaya jaye, Funny but ilmi – must watch & share this more than more …

5/5 - (1 vote)
1 Rabbi Ul Awwal

1 Rabi-ul-Awal | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

इस्लामी तारीख: हज़रत ज़करिया (अ.स), अस्र की नमाज़ की फज़ीलत, मेहमान का अच्छे अलफाज़ से इस्तिकबाल करना, पड़ोसी के साथ अच्छा सुलूक करना, रसूलल्लाह (ﷺ) की नाफ़रमानी करने का गुनाह, अल्लाह और उसके बन्दों के हुकूक …

Wo Shakhs kamil iman wala nahi ho sakta …

Hadees: Jo khud pait bhar ke khaye aur uska padosi bhuka reh jaye

Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:

‟Wo Shakhs kamil iman wala nahi ho sakta
jo khud pait bhar ke khaye aur
uska padosi bhuka reh jaye.

📕 Shoaib Ul Iman 5660

5/5 - (4 votes)

Waldain ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed

Waldain (Maa Baap) ke Aulad par kya Huqooq hote hai,  Walidain se Baccho ne Kaisa Bartaw karna chahiye, Walidain agar Gairmulsim ho tab bhi Aulad ka rawayya unke haq me kaisa ho, Walidain ke Gaursharai amal par Aulad ne kya karna chahiye ? tafsili jankari ke liye Aaiye is bayan ka muatala karte hai.

Baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. JazakAllahu khairan kaseera.

Rate this post

Mehman Nawazi ke Adaab by Adv. Faiz Syed

Mehmaan Ki Khidmat, Mehmaan Ke Huqooq, Mehman Nawazi In Quran, Mehman Nawazi Hadees, Mehman Ki Izzat, Mehman Nawazi In Islam In Urdu, Mehman Nawazi Ki Hadees, Mehman Nawazi Ke Adaab, Mehman Nawazi In Urdu.
Video Dekhe:

3.7/5 - (3 votes)

Aulad ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed

Aulad Ke Huqooq Waldain Par kya hai, Unki Tarbiyat kaisi ho aur Aulaad me Insaf kaise kiya jaye ?iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is bayan ka mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera.
Video Dekhe:

Rate this post

Huqooq ul Ibaad (Complete lecture) by Adv. Faiz Syed

Bando ke haqooq Bando par kya hotey hai iske bare me jankari ke liye is Bayan ka Mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
Video Dekhe:

Rate this post

Miya Biwi Ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed

Miya Biwi Ke Aapas me Huqooq kya hai, aur isme gaflat ke sabab kya kuch fitne barpa hotey hai ? Aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye aayiye is bayan me mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan.
Video Dekhe:

Rate this post

Misali Miya Biwi by Adv. Faiz Syed

Miya biwi ke liye behtareen Misaal kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
Video Dekhe:

Rate this post

Hadith: Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke hadiye (tohfe) ko mamuli na samjhe, agarche Bakri ka khur hi ho

Hadith: 31-Oct:

Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya:

❝ Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke hadiye (tohfe) ko mamuli na samjhe, agarche Bakri ka khur hi ho.

Bukhari 6017


Allah’s Messenger (ﷺ) said:

❝ O Muslim women! no neighbour should underestimate a gift of her neighbour even if it is (only) a sheep’s foot.

Bukhari 6017

Rate this post

Imam Ki Ahmiyat …

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke – “Imam Sirf Iss Liye Banaya Jata …

Read More