Ye 3 Surah tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi ✦ Hadith: Abdullah bin khubayb (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: 'Subah aur sham 3 baar Surah Al-Ikhlas , Surah Al-Falaq aur Surah An-Nas padh liya karo, ye tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi (yani har tarah ki pareshaniyo se bachne ke liye ye…
Allah ke Siwa kisi ki bhi Qasam khana Shirk hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu anhuma) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallalalahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Allah Subhanahu ke siwa kisi ki bhi Qasam khana Shirk hai" - (Al-Silsila As-Sahiha, 1073) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu anhuma) se riwayat hai ki RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ki: "Agar kisi…
Hadith: Aisi baatein na kaho jo dusro ko sunne me buri lage Hadith: 24-April: Aas bin Amr Tufaawi (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Aisi baatein na kaho jo dusro ko sun'ne me buri lage. -Musnade Ahmed 16701
Hadith: Jo shakhs apne aap ko bada samjhta hai ya Takabbur… Hadith: 27-April: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo shakhs apne aap ko bada samjhta hai ya Takabbur ke saath akad kar chalta hai, Qayamat ke din woh Allah Taala se is haal me milega ke Allah Taala us se Naraz hoga.…
Raat me Kutto ke Rone ya Gadhey Ki Awaz Se Allah Ki Panah… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir bin Abdullah (Razi Allahu Anhum) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya: "jab tum raat mein Kutto ka bhonkna aur Gadhon ki Aawaze suno, tou Allah ki panah mango! kyun ke wo aisi chizen dekhte hain jinhen tum nahi dekhte,.." - Sunan Abi Dawud…
Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Se Mana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya, Hatta Ke Suraj Achi Terha Zahir Ho Jaye , Aur Namaz Asr Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya. Hatta Ke Suraj Achi Terha Gayab Ho Jaye.. - (Bukhari, Mawaqiat Salaat,…
Hadees: Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf… Hadith: 17-April: Anas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf kar ke kha le, shaitan ke liye naa chhode. 📕 Sahih Muslim 2034 In-book reference : Book 36, Hadith 180 USC-MSA web (English) reference…
Tayammum ka Sahi Tarika ♥ Mafoom-e-Hadees: Hazrat Ammar (RaziAllahu anhu) farmate hai ke mujhe RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne kisi kaam se bheja tha. Safar mein mujhe ghusal ki zarooarat ho gayi, lekin paani na mila. Is liye Phir maine mitti mein janwaro ki tarah lotpot liya. Phir maine RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se…
Seerat Un Nabi (ﷺ) in Urdu : [4 Day] Session by Br Imran Sirate Nabi Kya hai ? Nabi Salallahu Alaihi Wasallam ki risalat ka asal maksad kya hai? Aap Salallahu Alaihi Wasallam ko Allah ne Kine Liye Nabi banakar bheja? , Aadam (Alaihi Salam) se lekar Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasslam) tak ke Tamam Aham Amibiya (Alaihi salam) ke bare me tafsili jankari…
Hadees: Jis Qoum me Sood aam ho jata hai, us me pagal pan ki… Hadith: 10-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jis Qoum me Sood (interest/usury) aam ho jata hai, us me Pagal pan ki bimari phail jati hai. 📕 Al Kabair Liz Zahabi: 1/61
Hadith: Tum log ajnabi aurto ke paas jaane se bacho Hadith: 30-March: Uqba (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Tum log ajnabi aurto ke paas jaane se bacho, ek ansari sahabi ne sawal kiya ke aye Allah ke Rasool ! Dewar ke baare me Aap ka kya khayal hai? Tou RasoolAllah SAW ne…
Hadith: Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath… Hadith: 7-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath Husne Sulooq karo. -Shoaib Ul Iman 7950
Hadees: Jhooth se bacho, isliye ke jhooth Gunah tak le jata… Hadith: 2-April: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jhooth se bacho, isliye ke jhooth Gunah tak le jata hai aur Gunah Jahannum tak le jata hai. 📕 Muslim 6805
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi… Hadith: 15-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo. 📕 Musnade Ahmed 2136
Hadees: Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa… Hadith: 13-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa Khoonrezi aam ho jati hai. 📕 Mu'atta Malik 1670
Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445
Hadith: 5 Cheezon ki 5 cheezon se pehle Qadr karlo; apni… Hadith: 4-Nov: Abdullah Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟5 Cheezon ki 5 cheezon se pehle Qadr karlo (un me se ek ye hai ke) apni jawani ki qadr kar lo budhapa aane se pehle. -Shu’ab al-Iman 9575
Hadith: Qataa Rahmi (Rishte todne) wala Jannat me nahi… Hadith: 27-March: Jubair bin Mut`im (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya “Qataa Rahmi karney wala (Yaani Rishtey todney wala) jannat me nahi jayega.” -Sahih Bukhari, Hadith: 5984 ✦ हिंदी हदिस: जुबैर बिन मुतिंम रज़ी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है के, नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने…
Hadith: Jab tum me se koi paani piye tou bartan me saans na… Hadith: 29-March: Abu Qatadah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jab tum me se koi paani piye to usey chahiye ke bartan me saans na le. -Bukhari 154
Hadees: Kanjoosi aur fuzool kharchi se bachte huwe kharch… Hadith: 17-March: Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Kanjoosi aur fuzool kharchi se bachte huwe kharch karna aadhi kamaai hai. 📕 Shoaib Ul Iman 6568
Hadees: Aurto Jaisi Shakl wa Surat ikhteyar karnewale mardon… Hadith: 02-July: Abdullah ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke: ❝ RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne Aurto jaisi Shakl wa Surat ikhteyar karnewale Mardon par Laanat farmayi. 📕 Bukhari 5885
Walidain Ki Nafarmani Bahut Hi Bada Gunah Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mugeerah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat karna bhi haraam Qarar diya hai, aur Ladkiyon ko Zindah dafan…
Hadith: Tum apne liye, apni Aulaad aur apne Amwaal ke liye… Hadith: 30-March: Jabir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Tum apne liye, apni Aulaad aur apne Amwaal ke liye bad-dua mat karo! kahin qubooliyat ka waqt ho aur Allah us bad-dua ko qubool kar le (phir tum pachhtaate raho). -Muslim 7705
Hadees: Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi… Hadith: 4-April: Amar (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge. 📕 Shoaib Ul Iman 5557