[tabs]
[tab title=”Roman Urdu”]
Table of Contents
✦ Hadith Roman Urdu:
No’man bin Bashir (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ki, Huzoor Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
❝ Momineen ki Misaal ek dusrey par Reham karne, Dosti rakhne aur Shafqat ka mujahira karne me ek Jism ki tarah hai, chunanche jab Jism ke kisi bhi hisse ko takleef pahunchti hai tou saara jism bekhwaabi wa bukhaar me us ka shareeq hota hai.❞
Muttafaque Alayh –
- Bukhari As-Sahih, 05/2238, Raqam-5665,
- Muslim As-Sahih, 04/1999, Raqam-2586
- Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 04/270
- Bayhaqi As-Sunan-ul-Kubra, 03/353, Raqam-6223
- Bayhaqi, Shuab-ul-Iman, 06/481, Raqam-8985
- Bazzar Al-Musnad, 08/238, Raqam-3299
- Ibn Mundah Al-Iman, 01/455, Raqam-319
- Ibn Sulayman Al-Qureshi, 01/74
- Al-Minhaj-us-Sawi, Safah-104, 105, Raqam-19.
[/tab]
[tab title=”English”]
✦ Hadith on Brotherhood: The believers are like one body in their compassion
Al-Nu’man ibn Bashir reported: The Messenger of Allah (ﷺ) said,
❝The parable of the believers in their affection, mercy, and compassion for each other is that of a body. When any limb aches, the whole body reacts with sleeplessness and fever.❞
[/tab]
[/tabs]