Gadhe, Kutte aur Murghe ki aawaaz sun kar yeh dua kare

✦ Gadhe ki aawaaz aur kutte ki bhonk sun kar yeh Dua kare

أَعُوذُ بِاللهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ  ❞

Auzu Billahi Minash Shaitanir Rajim

– (Allah ki Panah Mangta/Mangti hu Shaitan Mardud ke Sharr se)

     📕 Sahih Bukhari:6115
📕 Sahih Muslim:2610


✦ Raat me Kutte bhonkte waqt ki dua

۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:

“Jab tum raat ko Kutte ke bhonkne aur Gadhhe ke henkne ki aawaaz suno to us’se Allah ki panaah talab karo kyun ke woh aisi cheez ko dekhte hai jo tum nahin dekh sakte”

     📕 Sunan Abu Dawood:5103,
     📕 Musnad Ahmad: 3/306


✦ Murghe ki aawaaz sun kar yeh dua kare

۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: “Jab tum Murghe ki Aawaz suno to ALLAH se uske fazl ka sawaal karo, aur kaho.

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ مِنْ فَضْلِكَ

Allaahumma innee as’aluka min fazlik

Aye Allah! main tujh se tere fazl ka sawaal karta hoon. (kyun ke usne farishtah dekha hai.)

     📕 Sahih Bukhari: 3303

۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

Leave a Reply