Wazu se Gunah nikal jate hai

Acchi Tarah Wuzu se Gunaah Nikal Jaate hai

Hadees Of The Day

Acchi Tarah Wuzu se Gunaah Nikal Jaate hai

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke –

“Jo Shakhs Acchi Tarah Wuzu kare tou Uske Gunaah Badan se Nikal Jaate hai Yahan tak ki Naakhuno ke Neeche se bhi Nikal Jaate hai.”

📕 Sahih Muslim: 245

5/5 - (3 votes)
Hadees Of The Day | 1 October

Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare

Hadees Of The Day

Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

“Koi momin Shohar apni kisi Momina Biwi se Nafrat na kare. Agar Usey Biwi ki Ek Baat Napasand hogi tou Dusri Zaroor Pasand Aayegi.”

📕 Sahih Muslim: 3645

5/5 - (3 votes)
Hadees Of The Day | 16 September

Allah bande ki Madad me Rehta hai

Hadees Of The Day

Allah bande ki Madad me Rehta hai

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Aur Allah Bande ki Madad Mein Rahta hai Jab tak Banda Apne Bhai ki Madad me Rahta hai..”

📕 Sahih Muslim : 2699

5/5 - (2 votes)
Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai

Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai

Hadees Of The Day

Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Beshaq Allah Ta’ala Tumhari Suraton aur Tumhare Malon ko Nahi Dekhta Balki Tumhare Dilon aur Tumhare A’amaal ko Dekhta hai.”

📕 Sahih Muslim : 2564

4.7/5 - (54 votes)
Zikr Azkar ki fazilat

Zikr Azkar ki Fazilat

Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad … Read More

Azan ke azkar aur jawab

Azan ke Azkar aur Jawab

۞ Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) hai ke, “Jab Moazzin ko Azan kehte Suno tou jo wo kehta hai … Read More