Ghusse ko Qabu me Karne ka Nabvi Tarika (Gusse ko Qabu karne ki Dua)

✦ Hadees: Gusse ko Qabu karne ki Dua ✦

Sulaiman bin Sard (R.A.) ne bayan kiya ki Main RasoolAllah (ﷺ) ki khidmat mein baitha hua tha aur qareeb hi do aadmi aapas mein Gaali Galoch kar rahe they ki ek shakhs ka munh surkh (laal) ho gaya aur gardan ki ragein phool gayeen. RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki mujhe ek aisa kalima maloom hai ki agar ye (koi bhi) Shakhs usko padh le to is ka gussa jata rahe ga.

أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ

Auzubillahi Min Ash-Shaitanirrajeem

# Tarjuma: Main panah mein aata hu Allah ki shaitan mardud se

📕 Sahih Muslim; Jild 6, 6648 © www.ummat-e-nabi.com/home


Jab tum Quran padhne lago to Shaitan mardood se Allah ki panah me aa jaya karo (yani pahle Auzubillahi-Minash-shaitanirrajeem padh liya karo)

📕 Al-Quran; Surah An-Nahal 16:98 © www.ummat-e-nabi.com/home


✦ Urdu Hadees ✦

سلیمان بن صرد رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ میں نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں بیٹھا ہوا تھا اور ( قریب ہی ) دو آدمی آپس میں گالی گلوچ کر رہے تھے کہ ایک شخص کا منہ سرخ ہو گیا اور گردن کی رگیں پھول گئیں ۔ آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مجھے ایک ایسا کلمہ معلوم ہے کہ اگر یہ شخص اسے پڑھ لے تو اس کا غصہ جاتا رہے گا

*أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيم*ِ ‏
( ترجمہ ) ” میں پناہ میں آتا ہوں اللہ کی شیطان مردود سے
صحیح مسلم جلد ٦ / ٦٦٤٨

اور جب تم قرآن پڑھنے لگو تو شیطان مردود سے پناہ مانگ لیا کرو
سورة النحل (١٦) آیت ٩٨


✦ हिंदी हदिस : गुस्से को काबू करने की दुआ ✦

सुलेमान बिन शर्द रदी अल्लाहू अन्हु ने बयान किया की रसूल-अल्लाह (ﷺ) की खिदमत में बैठा हुआ था और क़रीब ही दो आदमी आपस में गाली गलोच कर रहे थे की एक शख्स का मुँह सुर्ख (लाल) हो गया और गर्दन की रगें फूल गयी रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की मुझे एक ऐसा कलमा मालूम है की अगर ये शख्स (या कोई और) उसको पढ़ ले तो इस का गुस्सा जाता रहेगा:

أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ

आऊज़ुबिल्लाहि मीन अशशैतानीर्रजिम

#तर्जुमा: मैं पनाह में आता हूँ अल्लाह की शैतान मरदूद से

सही मुस्लिम, जिल्द 6, 6648 © www.ummat-e-nabi.com/home


जब तुम क़ुरान पढ़ने लगो तो शैतान मरदूद से अल्लाह की पनाह में आ जाया करो (यानी पहले आऊज़ूबिल्लाही -मिनअश-शैतानिर्रजिम पढ़ लिया करो)

📕 सुरह अन-नहल 16:98 © www.ummat-e-nabi.com/home


✦ English Hadith: Dua for Control Anger ✦

Narrated Sulaiman bin Surd (R.A.) While I was sitting in the company of the Prophet (ﷺ) , two men abused each other and the face of one of them became red with anger, and his jugular veins swelled (i.e. he became furious). On that the Prophet (ﷺ) said, “I know a word, the saying of which will cause him to relax and all is anger will go away.”

أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ

Auzubillahi Min Ash-Shaitanirrajeem

#Translation: I seek Refuge with Allah from Satan the accursed

📕 Sahih Muslim, Book 32, Hadith 6317 © www.ummat-e-nabi.com/home


❝ When you want to recite the Qur’an, seek refuge with Allah from Shaitan (Satan), the cursed one. (by saying Auzubillahi Minash-shaitanirrajeem) ❞

📕 Al-Quran; Surah An-Nahal 16:98 © www.ummat-e-nabi.com/home

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

Leave a Reply