Aaj ki Aayat | Verse of the Day
Jo Mushkil Waqt me bhi Allah ki Raah me Kharch Karte
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Jo Mushkil Waqt me bhi Allah ki Raah me Kharch karte aur Apne Gusse ko roktey hai, Allah Ta’ala Unsey Mohabbat rakhta hai.”
Hadees of the Day Baat Baat par Gussa karne se bachey RasoolAllah (ﷺ) ne Apni Ummat ko Baat-Baat par Gussa … Read More
Hadees of the Day Gusse ka Ilaj Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne … Read More
Aaj ki Aayat | Verse of the Day
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Jo Mushkil Waqt me bhi Allah ki Raah me Kharch karte aur Apne Gusse ko roktey hai, Allah Ta’ala Unsey Mohabbat rakhta hai.”
सीरत – इमाम तिर्मिज़ी (रहमतुल्लाहि अलैहि), हज की फ़र्जियत, आमाल की कुबूलियत की दुआ, यतीम के सर पर हाथ फेरने की फजीलत, दीन को झुटलाने का गुनाह …
۞ Hadees: Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Jab tumhe koi shakhs tumhari (kisi kamzor amal) ko buniyad banakar bura bhala kahe, jiska usey ilm hai, tou tum usey us ki aisi baat par bura bhala na kaho jo tumhe maloom hai (lekin logon ko maloom nahi).
pas iska ajar tumhe milega, aur uska wabaal usi shakhs par hoga.”
Hadees Of The Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya :
“Beshaq jo shakhs Allah se nahi mangta tou Allah uspar Gussa hota hai.”
✦ Hadees: Gusse ko Qabu karne ki Dua ✦ Sulaiman bin Sard (R.A.) ne bayan kiya ki Main RasoolAllah (ﷺ) … Read More
✦ Hadith: Murdon ko Gaali mat do ✦ Al-Mughirah bin Shu’bah se riwayat hai ke, Allah Rasool ﷺ ne farmaya: … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdur Rahman-bin-Abi Bakrah (Rahmatullah Alaihe) Se Riwayat Hai: “Mere Waalid Ne Ubaidullah bin Abi Bakrah (Radi Allahu Anhu) … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (Razi’Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya… “Jo Shakhs Gham … Read More
♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro’n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – “Insan Jo Kuch Peeta Hai Usme Behtarin Ghoont Ghusse … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi’Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Qayamat Ke Din … Read More