Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Beshaq Allah Ta'ala Tumhari Suraton aur Tumhare Malon ko Nahi Dekhta Balki Tumhare Dilon aur Tumhare A'amaal ko Dekhta hai.” 📕 Sahih Muslim, Hadees : 2564
Islamic Quiz 219 : Apne Ghar ki Behayai… Apne Ghar ki Behayai par khamosh rehne wale mard ko kya kehte hai? | Options Are: A. Dayyus, B. Mutakabbir, C. Maghroor, D. Mu'azziz
Allah Subhanahu farmata hai 'agar tumne… Allah Subhanahu farmata hai 'agar tumne Shirk nahi kiya to Main Zameen bhar Magfirat lekar tumse miluga' ۞ Hadees-e-Qudsi: Abu Dhar (R.A.) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: 'Allah Subhanahu farmata hai - "Neki (ka ajar) 10…
Dil Sahih tou pura Jism Sahih Dil Sahih tou pura Jism Sahih Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Jism me ek tukda hai jab wo thik rahega tou pura jism thik rahega aur jab wo kharab ho jayega tou pura jism kharab ho jayega. Soon…
Tum doosron par kharch karte raho, Allah… Tum doosron par kharch karo, Allah tum par kharch karega Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke: "Allah Taala ne farmaaya: Aye logo! tum doosron par kharch karte raho, main tum par kharch karta…
Al-Quran: Aur Baaz log kehte hai ke wo… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Dil se Imaan Na Laane Waale Log Allah Taala Quran me farmata hai: "Aur Baaz log Aise bhi hai jo (Zaban se to) kehte hai ke Hum Allah par aur Qayamat par Iman Laye , Hala ki…
Allah sabse Zyada Raham karne wala aur… Hadith : Allah Subhanahu sabse zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai Abu Dhar Radi Allahu Anhu se rivayat hai, RasoolAllah ﷺ ne farmaya : "Qayamat ke din ek Admee ko laya jaega aur kaha jayega uske chote…
Islamic Quiz 348 : Kaunse Nabi ne Allah… Kaunse Nabi ne Allah Taala se ye farmaya:“Aye RAB! main tujhse panah maangta hu ki aisee cheez ka sawal karu jiski haqeeqat mujhko malum nahi, aur agar tu mujhe nahi bakhshega aur mujh par raham nahi karega toh main nuqsan…
Hadith: Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke… Hadith: 30-Oct: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai. -Ibn Majah 3369