Jo Allah par bharosa kare to Allah uske… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Jo Allah par bharosa kare to Allah uske liye Kaafi Hai” – (Roman Urdu: Al-Quran; 65:03) “जो अल्लाह पर भरोसा करे तो अल्लाह उसके लिए काफ़ी है” – (हिंदी अनुवाद; कुरान 65:03) “जर कोणी अल्लाहवर विश्वास ठेवतो तर…
Aur Beshaq humne aapki Taraf Roshan Daleel… Aur Beshaq humne aapki Taraf Roshan Daleel bheji Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Aur Beshaq humne aapki taraf Roshan Daleel bheji hain, Jinka Inkar siway badkaaro ke koi nahi karta." 📕 Al-Quran; Surah Baqrah 2:99
Jo Tum Bura Karoge Woh Tumhare Saath Rahega Ek Aurat Hamesha Jab Apne Ghar Waalo Ke Liye Roti Pakaati Tou Ek Roti Khidki Ke Bahar Rakh Deti, Yeh Soch Kar Ki Koi Bhuka Faqir Aayega Tou Ye Roti Utha Kar Le Jayega Aur Dua Dega. Jab Woh Aurat…
Islamic Quiz 194 : Kaunsa amal Ramzan me… Kaunsa amal Ramzan me karna Nabi (ﷺ) ke sath Hajj karne ke barabar hai? | Options Are: A. Namaz parhna, B. Roza rakhna, C. Umrah karna, D. Zakaat dena
Kya ghar me Aurat aur mard Aik Sath Jamat… Kya Ghar me Aurat aur mard Aik Sath Jamat bana kar Namaz padh Sakte hain? 👫👬👨👩👦👦 Jawab: Padh Sakte hain ✔️ 👉 Usme Imam Mard hoga, aur Mard ki Saff (Line) Aage lagegi aur Aurto ki saff (Line) uske baad…
Beshaq Wohi Allah Mout ke Baad Hume dubara… Beshaq Wohi Allah Mout ke Baad Hume dubara Paida karega Allah Taala farmata hai: "Beshaq Wahi Allah Pehli Baar Paida karta hai Wahi (mout dekar Hume) dubara paida karega" 📕 Quran 85:13
Ramadan Day 20 | Roza Allah ke liye hai… Ramadan Day 20 ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Allah Ta'ala farmata hai: "Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway roze ke, Roza Mere liye hai Aur mai hi uska Badla dunga...
Apne Walidain ke sath accha sulook karo ... Apne Walidain ke sath accha sulook karotumhari Aulad bhi accha sooluk karegi ۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‟Apne Walidain ke sath accha sulook karna, tumhari aulaad bhi tumhare sath accha sulook karengi.…
Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti hai Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti Allah Ta'ala farmata hai: "Aye Rasool ! Jo Kitaab Tumhare Paas Nazil ki Gayi hai Uski Tilawat karo aur Pabandi se Namaz Parho, Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kaamo se Baaz(Rokti) Rakhti…