Jo kuch duniya me hai wo lanat kiya hua… Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Duniya maloon (yaani lanat ki huyee ) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai, siwaye Allah Subhanahu ke Zikr ke aur jisko Allah subhanahu…
Dua Ibadat Hai ~ Allah ka farman hai… Dua Ibadat Hai Hadees: Numan Ibn Bashir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Dua hi tou Ibadat hai," phir Aap (ﷺ) ne "Surah (40) Momin" ki Aayat 60 tilawat farmayi, "Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe…
Islamic Quiz 270 : Wo kaunsa kaam hai… Wo kaunsa kaam hai jisko karne se insan ki umar bhi lambi hoti hai aur rizq bhi badha diya jata hai? | Options are: A. Yateem ki parwarish, B. Tahajjud ki Namaz, C. Ramzan ke Roze rakhna, D. Rishtedaro se…
Agar tumhare paas 4 Cheezein ho tou Agar tumhare paas 4 Cheezein ho tou Abdullah bin Amr (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Agar Tumhare paas 4 Cheezein ho tou duniya ki kisi cheez ke na hone ka afsos nahi hoga:…
Ibn Aadam Allah ko Gaali deta hai, Jab wo… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah ko Gaali na do Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: Allah Ta'ala Farmata Hai: Ibn Aadam Mujhe Gaali Deta hai, Halanki Uska Yeh Haq Nahi hai. Uska Mujhe Gaali Dena Yeh Hai ki Woh Kehta Hai…
Momin tou Aise hotey hai, Jab Allah ka… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Sacche Momin ki Pahchan Allah Taala Quran-e-Majid me farmata hai: "Momin tou aise hotey hai, Jab Allah ka Zikr aata hai tou Unke Dil hil jaate hai, aur Jab Allah ki Aayat unke Saamne padkar sunaayi jaati…
Ramadan Day 20 | Roza Allah ke liye hai… Ramadan Day 20 ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Allah Ta'ala farmata hai: "Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway roze ke, Roza Mere liye hai Aur mai hi uska Badla dunga...
Hadith: Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar… Hadith: 5-April: Talha (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah Taala usko Izzat wa sarbulandi ata karta hai. -Musnad al-Bazzar 946
Poori Insaniyat kisi ko utna hi Nafa… ۞ Roman Urdu Hadees ۞ Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Poori Insaniyat mil kar kisi ko utna hi nafa pahoncha sakti hai, jitna Allah Ta’ala ne likh diya hai." 📕 Tirmizi, Hadees:2516 ۞ हिंदी हदीस ۞ अल्लाह के रसूल…