Shohrat ke liye koi kaam karne ka Gunaah Shohrat ke liye koi kaam karne ka Gunaah Hadees: Hazrate Jundub (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke: "Jo Shakhs Shohrat ke liye koi Kaam karega tou Allah Taala uske Aib Mash'hoor kar dega." 📕 Bukhari, Hadees…
Betiyan Qayamat ke din jahannam se uski… Hadees of the Day Betiyan Qayamat ke din jahannam se uski aad (protection) hongi Aisha (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "jiski betiyan ho aur wo unke saath neki kare tou wo Qayamat ke din jahannam se…
Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi… ✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya: "Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee hai aur ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee…
Hadees: Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat… Hadith: 22-April: Anas bin Malik (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟ Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye Qayamat ke din uske liye wabal hogi. 📕 Shoaib Ul Iman 10710
Sacha aur Amanatdar Tajeer Qayamat ke din Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai: “Sacha aur Amanatdar Tajir Qayamat ke din Ambiya Siddiqeen aur Shuhda ke sath hoga.” 📕 Tirmidhi, Hadees 1209
Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab… Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: Haritha Bin Wahab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Sadqa Karo! Ek aisa Zamana bhi Tum par aane wala hai, Jab Ek Shakhs apne…