Ramadan Day 26 | Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak karne ke liye Sadqa e Fitr

Ramadan Hadees: Day 26

Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se
Paak karne ke liye Sadqa e Fitr

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke,

“RasoolAllah (ﷺ) ne Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak karne ke liye
aur Miskeen ko khilane ke liye Sadqa-e-Fitr mukarrar farmaya.”

📕 Sunan Ibn Majah 1827-Hasan

Leave a Reply