Ramadan Day 29 | Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz se pehle Nikalne… Ramadan Hadees: Day 29 Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz se pehle Nikalne ka Hukm ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki: "Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz ke liyejaane se pehle pehle Nikalne ka Hukm diya." 📕 Sahih al-Bukhari 1509
Ramadan Day 27 | Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din pehle… Ramadan Hadees: Day 27 Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din pehle dey ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke: "Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek yaDo din pehle bhi de diya karte they" 📕 Sahih al-Bukhari 1511
Ramadan Day 26 | Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak… Ramadan Hadees: Day 26 Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak karne ke liye Sadqa e Fitr ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, "RasoolAllah (ﷺ) ne Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak karne ke liyeaur Miskeen ko khilane ke liye Sadqa-e-Fitr mukarrar farmaya."…
Fitra / Sadqa-e-Fitr / Zakaat al Fitr Kya hai aur kyun dete… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. SADQA-e-FITR / ZAKAT AL-FITR Kya Hai? Sadqa-e-Fitr ya Zakat al-Fitr, jise hum aam taur par ‘Fitra’ ke naam se jaante hai, yeh ek aisa Sadqa hai jo aap ke tamaam Rozo ko Paak karta hai. yeh ek khane pine ki cheez ki Shakal me di jaati…
Ghar ke Afraad ki Taraf se "Sadqa-e-Fitr" Sadqa fitr se Murad Ramdan ke Mahine ke pura hone par Namaze Eid se pahle har Musalman shakhs ki taraf se Fitra ada karna hai. ♫ Sadqaa-e-Fitr Ke Audio Bayan Ke Liye is Link Par Jaye ✦ Hadees: Hazrat Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alahi…
Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
Zakaat-Ul-Fitr Se Rozey Ko Paak Karey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne, "Zakat-Ul-Fitr Ko Bekar Aur Behuda Baat Se Rozey Ko Paak Karney Aur Miskeeno Ki Parwarish Ke Liye Muqarar Farmaya Hai, Jo Shakhs Eid Ki Namaz Se Pahley Isey Ada Karega Wo Zakat Ki Tarah…
Hadees: Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa… Ramadan Quotes: 14 - Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa Ramzan ka Roza na rakha (ya tod diya) tou Saari Umar ke Rozey bhi iski kami ko puraa na kar…
Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi Na Chorey Ramadan ke Baad kya kare ? Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi na Chorey Namaz 5 Waqt ki Namaz Allah Ta'ala ne Musalmano par Hamesha ke Liye Farz ki hai, Sirf Ramadan me nahi Lehaza Jo Ramadan me Humne 5 Waqt ki Namaz Padhi Usko Jaari Rakhe Uske…
Hadees: Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke… Hadith: 6-June: ✦ Roman Urdu: Abu Ayyub (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke 6 Roze rakhe tou goya is ne poore saal ke roze rakhe." ✦ हिंदी हदिस: अबू अयूब (र.अ) से…
Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Adha Ka Roza Nahi .... » Eid Ka Roza: Eidain (Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha) Ka Roza Rakhna Manaa Hai, Isliye Ke Hadees Me Hai. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Karte Hain Ke - "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha Ke Din Roza Rakhne Se Manaa Kiya Hai" - (Bukhari Jild…
Namaze Nabawi in Hindi Pdf free Download Full Namaz in Hindi PDF Download, Namaz ki surah in hindi pdf, Namaz in hindi translation pdf, Complete Namaz in hindi pdf, Free Download Namaz ka tarika in hindi Pdf, Shab e Qadr ki Namaz ka tarika in hindi pdf free download, Shab e Barat ki Namaz ka tarika in…
Uski 40 Din Namaz Qabool nahi hoti ✦ Mafhum-e-Hadees: Hafsa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ki ❝Agar koi Musalman kisi Majoosi (Qaahin) ke paas jakar kuch daryaft karta hai tou uski 40 din ki namaz qubool nahi hoti.❞ - Muslim Sharif; Vol 2 Page-233 Ek aur riwayat me…
Ramzan ke din aur raat mein har Musalman ki Dua qubool ki… ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya "Ramadan mein Allah subhanahu har din aur raat mein dozakh se logo ko azad karta hai aur har musalman ki din aur raat mein dua qubul ki jati hai." Musnad Ahmed - 7450-Sahih ۞ हदीस: रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया "अल्लाह सुबहानहु रमज़ान…
Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Jafar Sadiq (Rehmatulahi Alaihi) Se Kisi Ne Sawaal Kiya Ke - "Agar Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab Kuch Likh Diya Gaya Hai Tou Phir Dua Kyon Kare ? Aap Ne Farmaya Ke, "Ho Sakta Hai Tere Parwardigar Ne Yehi Tumhare Naseeb Me Likh Diya Ho…
Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
Zakat Saqda aur Fitre ke Masail Adv Faiz Sayed https://www.youtube.com/embed/FROFzZoA9To 01. Zakat Sadqa aur Fitre me Kya Farq hai02. Zakat Ka Nisab Kya hai aur Kab Di Jayengi03. Zakat Kisko De ?04. Kya Aurat ko Apne Zewar ki Zakat Dena Padegi agar Sohar Na de tou05. Khawateen - Aurat - Women Zakat Kaise De Jabke Wo Kamti Nahi Hai06.…
Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)
Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai: *"Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare !!!" • Logon Ne Puncha - "Agar Uske Paas Sadqa Dene Ke Liye Kuch Na Ho Tou Kya Kare ?" *Irshad Farmaya - "Apne Hatho Se Mehnat Majduri Karke Apne Aap Ko Bhi…
Ramadan Day 9 | Roza ek Dhaal hai 9th Ramadan Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.❞ [Sahih Bukhari 1904]
Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza rakhne ki… Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak ...
Ramadan Day 24 | Shab-e-Qadr me Ibadat ki Fazilat... Ramadan Day 24 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jo Shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ...