Ramadan Day 08
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
✦ Roman Urdu Hadees ✦
Zaid bin Khalid Al-Juhani se riwayat hai ke,
RasoolAllah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya:
❝ Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi. ❞
✦ हिंदी हदीस ✦
ज़ैद बिन खालिद अल जुहानी से रिवायत है के,
रसूलअल्लाह (सलाल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:
“जो कोई किसी रोजेदार को इफ्तार करा दे तो उसको रोजेदार के बराबर सवाब मिलेगा, और रोजेदार के सवाब में से कोई कमी नहीं होगी।”
✦ English Hadith✦
Zaid bin Khalid Al-Juhani reported, Rasoolullah (ﷺ) said :
“Whoever gives food for a fasting person to break his fast, he will have a reward like theirs, without that detracting from their reward in the slightest.”