Hadees about Allah ki Raah me kharch karne ki Fazilat

Kharch karnewalo ke liye Farishton ki Dua

Hadees of the Day

Allah ki Raah me kharch karne ki Fazilat

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Koi din aisa nahi jata ke jab bandey subah ko uthte hai tou 2 farishtey aasmaan se na utarte ho, ek Farishta yeh kehta hai ke Aye Allah! (Khairat/Zakaat/Sadaqat) kharch karne wale ko is ka badla de, aur dusra farishta kehta hai, Aye Allah! Kanjush (Baqeel) ke maal ko barbaad karde.”

📕 Bukhari Shareef, 1442

4.9/5 - (21 votes)
Allah Ki Raah Me Kharch Karne ki Misaal

Allah Ki Raah Me Kharch Karne ki Misaal

Aaj ki Aayat | Verse of the Day

Allah Ki Raah Me Kharch Karne ki Misaal

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Unki Misaal Jo Apne Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai Uss Dane ki tarah hai Jisko 7 Baali nikley Aur Unn har Baaliyon me se Sou-Sou Daane nikle Aur Allah Uss se bhi Zyada Barhaaye jiske liye chahe aur Allah Wus’at Wala Ilm Wala hai.”

📕 Sureh Baqrah 02:261

» Wajahat: *Allah ki Raah me Kharch Karnewale ke Talluk se Iss Ayat me Allah Ta’ala Ek Misaal ke Tehat Farmata hai –
“Ke Koi Shakhs Ek Dana(Beej) Zameen Me Boye aur Uss Daane se 7 Baliya Nikal aayi aur Har Baaliyon me 100-100 Daane hai.

Matlab Agar Isey 7 Se Multiple karey Tou 700 Gunaa Azr Yaa Uss se bhi Jayada Uss Beej Bone Wale (Yaani Allah Ki Raah Me Kharch Karnewale) ko milta hai … ” (Subhan’Allah!!!)

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!! Allah Rabbul Izzat Hume kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufeeq dey. Ameen

5/5 - (2 votes)
8 Rabi Ul Akhir

8. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

रसूलुल्लाह (ﷺ) की चचा अबू तालिब से गुफ्तगू, नमाज़ छोड़ने पर वईद, नफा न पहुँचाने वाली नमाज़ से पनाह मांगना, अमल : जबान और शर्मगाह की हिफाजत करना, बुराई से न रोकने का वबाल, जख्म वगैरह का इलाज …

8 Safar | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

8. सफर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

इस्लामी तारीख: हज़रत लुकमान हकीम, मुअजिज़ा: अरब के रास्तों के मुतअल्लिक़ पेशीनगोई, एक फ़र्ज़: जकात की फर्जियत, यतीम पर रहम करने की फ़ज़ीलत, नाफ़रमानों के माल व दौलत को न देखना …

Zakat Sadqa aur Fitre ke Masail

Zakat Saqda aur Fitre ke Masail Adv Faiz Sayed

01. Zakat Sadqa aur Fitre me Kya Farq hai
02. Zakat Ka Nisab Kya hai aur Kab Di Jayengi
03. Zakat Kisko De ?
04. Kya Aurat ko Apne Zewar ki Zakat Dena Padegi agar Sohar Na de tou
05. Khawateen – Aurat – Women Zakat Kaise De Jabke Wo Kamti Nahi Hai
06. Kya Syed ko Zakat De Sakte Hai
07. Fitra(Sadqe Fitr) kaise dena Chahiye
08. Sadqa e Fitr Koun de Kab de aur kisko Dena Chaiye
09. Zakat Koun de aur Kitni de – Who Should Give Zakah & How Much
10. Zakat Kisko Dein – to Whom we Should Give our Zakah

5/5 - (3 votes)

Badan Ki Zakaat Roza Hai ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) …

Read More

Islaam Ke Paanch(5) Sutoon

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) …

Read More

Ek Shakhs Ki Khairaat

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey …

Read More