Hadd se jyada tareef na kare: Hadees

Hadees: Hadd se jyada tareef na kare

Hadd se jyada tareef na kare

Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Suna ki :
Ek Shakhs Dusre Shakhs ki Tareef kar raha hai aur Tareef mein Bohot Mubalgha se kaam le raha tha to Nabi Kareem (ﷺ) ne farmaya:

“Tumne Usey Halaak kar diya ya Tumne us Shakhs ki Kamar ko tod diya.”

📕 Sahih Bukhari, Hadees: 6060

Hadd se jyada Tareef karna ya kisi ke Mooh pe Taarif Karna Goya usko Halaq karne ke barabar hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *