09th Ramzan | Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai. [Hadees: Sahih Bukhari 1904]

Ramadan Day 9 | Roza ek Dhaal hai

9th Ramadan Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.❞ [Sahih Bukhari 1904]

07th Ramzan | Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (ﷺ) ke sath Hajj karne ke barabar hai. [Hadees: Sahih Bukhari 1863]

Ramadan Day 7 : Ramzan me Umrah karne ki Fazilat

07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863

03rd Ramzan | Islam ke Sutoon paanch (5th Ramzan ke Roze rakhna) hai [Hadees: Sahih Muslim]

Ramadan Day 3 : Islam ka 5th Sooton hai Ramzan ke Roze

3rd Ramadan Quotes: ۞ Hadees: “Islaam ke sutoon paanch (5) hai.” (1). Pehla Ye ke Allah hi ki Ibadat ki jaye aur uske siwa tamaam jhoote khudao ka inkaar kiya jaye, (2). Namaaz parhna, (3). Zakaat dena, (4). Baitullah ka Hajj karna aur (5). Ramzan ke Roze rakhna…

01st Ramzan | Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they [Al-Quran: 2:183]

Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye

Ramadan Day 01

Tum par Roze farz kiye gaye Taaki Taqwa Ikhteyar karo

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:

❝ Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye,
jaise tumse pichali Ummato par humne farz kiye they
ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.❞

📕 Surah Baqrah 2:183

4.9/5 - (122 votes)
Roza Na Rakhne Ki Kisko Chut Hai

♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai?

Roza na rakhne ki kisko Chut hai?

Ramzan me roza koun log nahi rakh sakte?, Kin Logo ko Ramzan ke Roze Muaf hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

3.8/5 - (6 votes)
Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab

♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab

Roza Chorne ka Azab

Kin Logo ko Roza na rakhne ki chooth hai aur bewajah Roza chorne ka azab kitna khatarnak ho sakta hai? tafseeli jankari ke liye is audio clip ka mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (2 votes)
Roza Lag raha" Bolna kaisa hai ?

♫ “Roza Lag raha” Bolna kaisa hai?

“Roza Lag raha” Bolna kaisa hai?

Aksar Roze me Kamzori Aane ki wajah se Log ajib ajib baate kehne lagte hai, to kya aisa kehna jayaz hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala karte hai,. jazakAllah khairan kaseera.

Aur bhi Dekhe:

4.7/5 - (4 votes)
♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai ?

♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai?

Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai?

Roza kin Cheezo se toot sakta hai? wo kounse amal hai jiski wajah se roza toot’ta hai, tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ko jarur suney, jazakAllahu khairan kaseera.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Roza chorne ka azab | Roze Chorne se Bacha Kare

♪ Roze Chorne se Bacha kare

Roze Chorne se Bacha kare

Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Saher aur Iftar ka Tariqa aur kuch Galat Fahmiya

♫ Saher aur Iftar Ka Tariqa aur Kuch Galat Fahmiya

Saher Aur Iftar ka Tariqa aur Kuch Ghalat Fahmiya

Saher aur Iftar Kaise kare, uska mukammil Tariqa aur uske talluk se Kuch Galat Fahmiyo ka ijala janne ke liye is mukhtsar si audio clip ka jarur mutala kare.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara

♫ Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara

Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara

Roze ki Halat me miya biwi ka aapas me humbistari karna kitna bada gunah hai, aur uska kaffara kya hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala kare. jazakAllahu khairan kaseera.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou Kya kare

♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare?

♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare?

Ramzan me Aurat ko Roze ki halat me Haiz Aajaye tou kya kare?
tafsili jankari ke liye is Audio clip ka muatala kare, jazakAllah khair.

Aur bhi Dekhe:

5/5 - (1 vote)
Shab e Barat yaani Sahaba ko Gaali dene wala din (Nazubillah)

Shab e Barat yaani Sahaba ko Gaali dene wala din (Nazubillah)

Shab e Barat Shia ka festival hai, Sahaba ko Gaali dete hai Shia is din, Dekhe Sunni Ulemao ne kaise khol di inki pol

Shab e Barat ki ibteda Shiao se hui hai, Sahaba aur Ahle Sunnat wal jamat se nafrat ka ijhaar karne wale din ko Shia log Shab e Baraat ke naam se manate hai.

is video ko dekhkar koi Gustaak hi hoga jo Shab e Barat manayega.

Allah Hidayat de Ummat-e-Muslima ko aur aise tamam gusthakana rasmo riwaj se tauba karne ki taufiq de. ameen ya Rabbul Aalameen.

और भी देखे :

5/5 - (4 votes)
Shab-e Baraat Haqeeqat ke Aaine mein | By Hafiz JAVEED USMAN Rabbani

Shab-e Baraat Manana kaisa?

Shab-e Baraat Haqeeqat ke Aaine mein | By Hafiz JAVEED USMAN Rabbani

Shab e Barat me kya hota hai, Shabe Barat me Jagna kaisa hai, Shab e Barat ki Namaze kaisi hoti hai, kya Shab e Barat manana Sunnat se sabit hai, shab-e-barat according to hadith, shab-e-barat background? Tafseeli jankari ke is video bayan ka mutala farmaye.

JazakAllahu khairan kaseera.

4.7/5 - (3 votes)
Mah-e-Shaban ki Fazilat, Hamare Amal aur Shabe Barat ki hakikat

Mah-e-Shaban ki Fazilat, Hamare Amal aur Shabe Barat ki hakikat by Adv. Faiz Syed

Mah-e-Shaban ki Fazilat, Hamare Amal

Shaban ke mahine ki fazilat kya hai aur is mahine humare amal kaise ho ? Shabe Barat ki Galatfehmiya, aur iske talluk se tafseeli jankari ke liye Aayiye hum Janab Mohtaram Aalim Advocate Faiz Sayd ke Bayan ka mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. JazakAllahu Khair kaseera

5/5 - (4 votes)