Contents
Islamic Quiz 146
RasoolAllah (ﷺ) par Sabse pehle Nazil hone waali Aayate Kounse Surah ki thi?
A. Surah Al-Fatiha (1)
B. Surah Muhammad (47)
C. Surah Al-Alaq (96)
D. Surah Al-Ikhlaas (112)
Islamic Quiz 146 : RasoolAllah (ﷺ) par Sabse pehle Nazil hone waali Aayate Kounse Surah ki thi?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Surah Al-Alaq (96)
Daleel :
۞ Rasool’Allah (ﷺ) par Nazil hone waali
Quran ki sabse pehli 5 aayte Surah Alaq ki thi.
1. “Iqra’ Bismi Rabbika Al-Ladhi Khalaqa.”
» (Parh Apney Rab Ke Naam Sey Jiss Ney Paida Kiya).
2. “Khalaqa Al-‘Insana Min Alaqin.“
» (Jisney Insan Ko Khoon Ke Lothrey Se Paida Kiya.)
3. “Aqra’ Wa Rabbuka Al-‘Akramu.
» (Parh Uss Rab Ke Naam Se Jo Bada Karam Karne Wala Hai.)
4. Al-Ladhi `Allama Bil-Qalami.
» (Jisne Insan Ko Qalam Ke Zariye (Ilm) Sikhaya.)
5.”Allama Al-‘Insana Ma Lam Ya`lam.
» (Jisney Insan Ko Woh Sikhaya Jo Woh (Insan) Nahi Janta Tha.)
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.