Contents

Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala hai.”
Allah jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo acche aur bure sab logon par aata hai
Hadees: Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“ALLAH jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (bure aur achchey) logon par aata hai jo us Qaum mein hote hain phir unhe unke Aamal ke mutabiq utahaya jayega.”
📕 Sahih Bukhari, Vol8, Hadees: 7108
Related Post about Allah ka Azab