“Jab Tumhe Mehsoos ho ke Tumhari Tabiyat ko Zikre Ilahi se Mohabbat ho Gayi hai, Tou Jaan Jao ke Woh Yaani Allah Rabbul Izzat Tumhe Pasand karta hai..”
Agar Puri Duniya Bhi Tumhe Nafa Pohchana… Agar Puri Duniya Bhi Tumhe Nafa Pohchana Chahe to Nahi Pohcha sakta Abdullah Ibn Aabbas (R.A) farmatey hai ke (Mere Bachpan me) Mai ek Martaba Aap (ﷺ) ke Sath Unth ke pichey Baitha tha, Tab Aap (ﷺ) ne Mujhe kuch…
Dua Ibadat Hai ~ Allah ka farman hai… Dua Ibadat Hai Hadees: Numan Ibn Bashir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Dua hi tou Ibadat hai," phir Aap (ﷺ) ne "Surah (40) Momin" ki Aayat 60 tilawat farmayi, "Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe…
Jab Juma ke Din ki Namaz ke liye pukara… Jab Juma ke Din ki Namaz ke liye pukara jaye tou Allah ki yaad ki taraf chal pado "Aye Imaan walo! Jab Juma ke Din ki Namaz ke liye pukara jaye tou Allah ki yaad ki taraf chal paro aur khareed-o-farokht chorh do, Yeh…
Al-Quran: Tumhaari Doulat aur Aulaad tumhe… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Tumhaari Doulat aur Aulaad tumhe Allah ki yaad se Gaafil na kar de Allah Taala Quran me farmata hai: "Aye Imaan waalo! Tumhaari Doulat aur tumhaari Aulaad tumhe Allah ki yaad se Gafil na karne paye aur…
Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge ✦ Mafhum-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – 1). Kisi Qoum me Behayayi is Qadar Fayl jaye ke wo Khullam Khulla iska irtiqaab shuru kar dey tou Allah inko Tawoon(Epidemic Disease) ki Bimaar me mulawwis kar deta…
Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare ... Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare aur Tumhare Gunah Tumhe Ranjeedah kare tou tum momin ho." 📕 Silsila Saheeha; Hadees: 550
Hadees: Allah ke Hukm ki hifazat karo,… Allah ke Hukm ki hifazat karo, Allah tumhari hifazat karega Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Tum Allah Taala ke Hukm ki hifazat karo, Allah Taala tumhari hifazat karega." 📕 Tirmizi, Hadees 2516
Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari… Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein Paakdaman rahengi ۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein bhi Paak Daaman rahengi." 📕 Mustadrak, Hadees 7258