Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai

————— ❖ Hadith: Roman Urdu ❖ —————

★ Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne faramya,
‟ Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin par Dozakh ki aag haram hain aur wo aag par haram hain, har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai (un sab par dozakh ki aag haram hai).”

– Jamia Tirmizi,Jild 2,377-Hasan

———————— ❖ हिंदी हदिस ❖ ————————

★ अब्दुल्लाह बिन मसूद (र.अ) से रिवायत है के रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:
‟ क्या मैं तुमको ऐसे लोगों के बारे में न बता दू जिन पर जहन्नुम की आग हराम हैं, और वो आग पर हराम हैं, हर वो शख्स जो अपने क़रीब के लोगों के लिए आसानी और सहूलत पैदा करता है (उन सब पर जहन्नुम हराम है)।

– (जामे तिर्मिज़ी , जिल्द ३, ३७७-हसन)

——————— ❖ English Hadith ❖ ———————

★ Abdullah bin Masud narrated that the Messenger of Allah (ﷺ) Said:
‟ Shall I not inform you of whom the Fire is unlawful and he is unlawful for the Fire ? Every person who is polite, and easy (to deal with) to the people near.

– Jamia Tirmizi, Book 11, 2488-Hasan

Rate this post

Leave a Reply