Dhoke se Keematein Naa Badhao

Hadees of the day

Dhoke se Keematein Naa Badhao

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Ek Duje ke liye Dhoke se Keematein na badhao.”

📕 Sahih Muslim, Hadees 2565


Is hadith se wajeh hota hai ki humein aapas mein dhoka dekar maal ki qeemat ko badhana nahi chahiye. Is hadith mein maal ki qeemat mein dhoka karke ya doosron ko dhokha dekar apna fayda uthane se roka gaya hai.

Allah Hum Sabko Kehne sunne se jyada amal ki toufiq de,
Hume Tamam kism ki Burayi se bachaye.

Ameen Allahumma Ameen

Leave a Reply