Islamic Quiz 239 Wo Kaun hain jo Apne pait me Ghataghat Jahannum ki Aag bhar rahe hain? Options Are 👇 A. Sharab Peene Wala B. Ghar me Ek Dusre ko Ladane Wale C. Makeup Karne Wali Aurtein D. Sone aur Chandi ke Bartan me Peene wale GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Sone aur Chandi ke Bartan me Peene wale Daleel : ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hain: "Jo Shakhs Sone ya Chandi ke Bartan me Peeta hain Wo Apne pait me Ghataghat Jahannum ki Aag bhar raha hain." 📕 Sahih Muslim 5387
Islamic Quiz 211 "Allahumma Bismika Amutu wa Aahya" RasoolAllah (ﷺ) Ye Dua kab padhte the? A. Ghar se nikalte waqt B. Raat ko sote waqt C. Subah ko bedar hote waqt D. Khane se pahle GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Raat ko sote waqt Daleel : Huzefa (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) jab apne bistar par let-tey to ye farmate: "Allahumma Bismika Amutu wa Aahya" Ya ALLAH, tere hi naam ke saath main murda aur Zinda rahta hu. 📕 Sahih Bukhari, Vol7, 6312
Islamic Quiz 260 Wo Kaunsi Masjid hai jaha Namaz ada karne se ek Umrah karne ka sawab milta hai? Options Are 👇 A. Masjid e Aisha B. Masjid e Aqsa C. Masjid e Nabwi D. Masjid e Quba GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Masjid e Quba Hadees: Sahl bin Hunaif (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah ﷺ ne farmaya : "Jo apne ghar mein paak hokar Masjid Quba mein aakar namaz ada kare usko umrah karne ke barabar ajar milega." 📕 Sunan ibn Majah, Vol. 1, 1412-Hasan
Islamic Quiz 254 RasoolAllah ﷺ ye dua "Allahumma Bismika Amutu wa Aahya" kis waqt padha karte they? Options Are 👇 A. Ghar se nikalte waqt B. Raat ko sote waqt C. Subah ko bedar hote waqt D. Khane se pahle GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Raat ko sote waqt Huzefa (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) jab apne bistar par let-tey to ye farmate: "Allahumma Bismika Amutu wa Aahya" Ya ALLAH, tere hi naam ke saath main murda aur Zinda rahta hu. 📕 Sahih Bukhari, Vol7, 6312 Allah Rabbul izzat hume kehne sunne se jyada…
Islamic Quiz 180 Wo Kaunsa Aasan Amal hain Jisko Karne se Jannat ke 8 Darwaze khol diye jate hain Insan jis Darwaze se Chahe Dakhil Hojaye? A. Miswaak Karna B. Wazu Karna aur Wazu ke Baad ki Dua Padhna C. Raste se Takleef deh Cheeze Hatana D. Apne Ghar Walo ki Izzat Karna GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Wazu Karna aur Wazu ke Baad ki Dua Padhna Daleel : ۞ Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka Farman Hain: Tum mein se Jo Shaqs bhi Wazu Kare aur Apne Wazu ko Poora kare Phir ye kahe: أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ…
Ghar me dakhil hone ki dua ❝ Bismil-lahi walajna, wabismil-lahi kharajna, waAAala rabbina tawakkalna.❞ ( Allah ke naam ke saath hum dakhil yuye aur Allah ke naam ke saath hi hum baahar nikle aur hum ne apne parwardigaar Allah hi par bharosa kiya. ) 📕 Abu Dawud:4/325, Hadith: 5095 ۞ Hadees: Ek dusri hadees mein hai ke: "Jab Aadmi apne ghar mein daakhil hone aur khaana khane ke waqt Allah ko yaad karta hai tou shaitan (apne chelon se) kahta hai ke us ghar men tumhaare liye raat guzaarne ka thhikaona nahin hai aur na hi raat ke khaane mein tumhaara hissa hai." 📕 Sahih Muslim:…
Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Hadees of the Day Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Abu Talha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Farishte us Ghar me dakhil nahi hote jaha Kutta aur (Jandar ki) tasweer ho.❞ 📕 Sahih al-Bukhari 5949 & 3322📕 Sahih Muslim 2106 a📕 Sunan an-Nasa'i 4276 & 4282 WAJAHAT: Jis ghar me Kutta (Dog) ya kisi jaandaar ki tasveer ho waha Rehmat ke Farishte dakhil nahi hote, isliye inhe Ghar ke andar rakhna munasib nahi. Agarche kisi ne apne Ghar ki security ke liye Kutta paala ho to usey chahiye ke kutte…
Download Ummat-e-Nabi Official Android App Assalamo Alaikum Wa Rehmtullhi Wa Barkatuhu ! kindly download our Ummate Nabi official Android app for huge islamic post collection in roman urdu, hindi & english. - ummat-e-nabi.com/home Team Features: › Islamic News › Islamic Quiz › Islamic Naat & Video Bayan › Daily Hadees & Quranic Verses Notification on Mobile. › Hadith Collection in Urdu & Hindi › Masail in the light of Qurano Sunnat Android App ♥ In'sha'Allah ! Upcoming Features: › Tafseer ibn Kaseer in Roman Urdu › Halal Job › Islamic Matrimonial
Her Ek Se Uske Jimmedariyo Ke Baare Me Pucha Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Ibne-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Mairvi Hai Ke, Huzur-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Sab Nigran (Responsible) Ho, Tum Me Se Her Ek Se Iske Matahat Afrad Ke Baare Me Pucha Jayega. - Baadshah Nigran (Jimmedar) Hai, Iss Se Iss Ki Riaaya (Kingdom) Ke Baare Me Pucha Jayega. - Aadmi Apne Ahl-O-Ayaal (Family) Ka Nigran Hai, Iss Se Iss Ke Ahl-O-Ayal Ke Baare Me Pucha Jayega. - Aurat Apne Khawind (Shohar) Ke Ghar Aur Aulaad Ki Nigran Hai Iss Se Inke Baare Me Pucha Jaega". - Sahih Bukhari Volume 007, Book 062, Hadith no. 116 (English Translation)
Get Free Islamic Post notification for Mobile in 3 steps… Assalamo Alaikum !!! *apne mobile par free Islamic Messages paane ke liye - » Mobile ke google chrome se www.ummat-e-nabi.com/home visit karey. » subscribe box me diye gaye option me se "Yes" par click kare , » fir agle screen par dikhaye gaye option me se "Allow" par click kare ,. ♥ in'sha'Allah! aap humare subscribers ki list me automatic add ho jaoge aur site ki taraf se daily #Islamic_Post updates apne mobile par paoge. jazak'Allahu Khairan kaseera,.. # Note: Alahmdulillah ! yeh service Desktop user ke liye bhi hai.
Islamic Quiz 215 Surah Al Kausar me Kausar se muraad kya hai? Options Are 👇 A. Jannat ka ek Ghar B. Jannat ki ek Nahar (Hauz) C. Jannatul Firdaus D. Inmein se koi nahi GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Jannat ki ek Nahar (Hauz) Daleel : Allah Taala Quran me farmata hai: "Beshak humne Aapko (O Muhammad ﷺ) Al-kauther Ata farmayee, So Apne RAB ke liye namaz parha karo aur Qurbani kiya karo , Beshak Aapka Dushman hi Be Naam-O-Nishan rahega." 📕 Surah Al-Kauther (108) ✦ Mafhoom-e-Hadees hai ke:Abdullah bin Amr (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ)…
Islamic Quiz 206 Apne Walid ko Chod ke Kisi aur ko Walid Kehna kaisa hain? A. Bola Ja sakta hai B. Saghirah Gunah hai C. Sab se bada Bohtan hai D. Sahih Jawab Ka Intezaar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Sab se bada Bohtan hai Daleel : Wasila bin asqa bayan karte hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Sab se bada Bohtan aur Jhut ye hai ki aadmi apne baap ke siwa kisi aur ko apna Baap kahe." 📕 Sahih Bukhari, Hadees 3509
Hamesha Allah ki Neymato ka Shukr Ada karte rehna (Waqia… Hajra (Alaihay Salam) ke Inteqal ke baad jab Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) apne bete Ismayil (Alaihay Salam) se mulaqat ke liye aaye tab Unhe maloom hua ke Ismayeel (Alaihay Salam) Ka Nikaah, Makkah Me Hi Rahne Wali Ek Khatoon (Aurat) Se Ho Gaya. Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) Jab Ghar Par Ja Kar Dastak Di Tou UnKi Bahu Se Mulaaqat Huyee. Unki Bahu Ne Unhe Pahechana Nahi Ke Ye Mere Sasur (Father In Law) Hai. KyonKi Woh Unhe Paheli Baar Dekh Rahi Thi. Ibrahim (Alaihay Salam) ne apne bete Ismayeel (Alaihay Salam) Ke Baare Me Pochaa Tou Unki Bahu Ne Jawaab…
Kya Humare Badey Galat They ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya - Man Alaqtan Tammimatan Faqad Ashrak” Jisne “Taweez” Latkai Usne Shirk Kiya. – [Musnad Ahmad (4/156) No. 17458 and Mustadrak al-Haakim (4/243) No. 7513] # Tou kya humare badey Galat they jinhone Taweez ka Aqida ijad kiya ? - Ab Bolney mat Lagayiye ,.. ♥ Hadees Ka Mafhoom Hai ke - Rasool'Allah (ﷺ) Farmatey hai - "Jo Mar Gaye, Wo Apne Hisab Ko Pohoch Gaye, Unke Talluk Se Husne Guman Rakho. Jab Bhi Kaho Accha Kaho! Bura Mat Kaho ..” – (Sunan An-Nasai, Vol 3 , Hadith No,1938) * * * * * #…
Allah ke fazl se Aakhirat ka ghar banane ki koshish karo Aaj ki Aayat | Verse of the Day Allah ke fazl se Aakhirat ka ghar banane ki koshish karo ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Allah ne tumhe jo kuch de rakha hai, uske zariye Aakhirat waala ghar banaane ki koshish karo aur duniya me se bhi apne hisse ko nazar andaaz na karo.❞ 📕 Surah Al-Qasas 28:77