Buzurgo ke tazeem ki Fazilat : Jo jawaan Aadmi kisi Budhe ki tazeem karega

۞ Hadees:  Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

Jo Jawaan Aadmi kisi Budhe(Buzurg) ki Tazeem iss ke Budhape ki bina per karega tou Allah Ta’ala iss ke Budhaape ke waqt kuch aise logo ko tayyar farma dega, jo budhape me iss ka Aa’ziz wa Akraam karenge.”

📚 Mishkaat Jild 2, Safa 1423 Sah Al’mutabeh

Leave a Reply