Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur …
♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya –
“Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou uss Waqt usey aisey Aadmi ka Khayal karna chahiye jo Uss se kum darje ka hai.”
Aye Logo! Tum kaise Allah ka Inkar kar… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ ‟ Aye Logo! tum kaise Allah ka Inkar kar sakte ho sakte ho jabki Tum Murda they to usi ne tumko zindagi di, aur fir wohi tumhe ek din mout bhi dega, fir wohi tumko dubara qayamat…
Aadmi ne Pait se jyada Bura koi Bartan nahi bhara Hadees: Mikdam Ibn Madikarab (R.A) se riwayat hai ki, Maine RasoolAllah (ﷺ) ko yeh farmate huye suna ki - "Aadmi (Insan) ne Pait se Jyada Buraa koi Bartan nahi bhara. Ibne Aadam ko Chand Luqme Kaafi hai Jo Uski Peeth Ko…
Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na… Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na rakho ۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta'ala tujhe bhi gin…
Hadith: Jab tum me se koi paani piye tou… Hadith: 29-March: Abu Qatadah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jab tum me se koi paani piye to usey chahiye ke bartan me saans na le. -Bukhari 154
Islamic Quiz 242 : Wo Kaunsi Cheez hain Jo… Wo Kaunsi Cheez hain Jo Aadmi ko Qabr mein aur Oont (Camel) ko Handi mein Utar deti hain? | Options are : A. Zinaa, B. Takabbur, C. Sharabnoshi, D. Nazar
Hadees: Jab tum me se kisi ka luqma gir… Hadith: 17-April: Anas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf kar ke kha le, shaitan ke liye naa chhode. 📕 Sahih Muslim 2034 In-book…
Koi Shakhs Imanwala nahi ho sakta jabtak… Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, Beshak Rasool-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya, "Qasam hai Us Zaat ki jis ke haath mein meri jaan hai, Tum mein se koi bhi imanwala nahi hoga jab taq Main uske Waalid aur Aulaad se…
Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo… Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de ✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ki ek dua ye bhi hai - "Allahumma inni audhu bika min ilmin la yanfaa, wa min…