Shukriya ada karne ka Huqm aur Fazilat

✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
❝ Wo Allah ka Shukrghuzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na ho.❞


❝ Aur jo Allah ki yaad se ghafil ho jata hai tou Allah uss par ek Shaitan muqarrar kar deta hai phir wo uska saathi ban jata hai.


❝ Agar tum meri neymaton ka Shukriya ada karogey tou aur ziyada dunga aur agar nashukri karogey tou mera Azaab bhi sakht hai.


✦ Dua: “Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika”

(Ya Allah! meri madad kar tera Zikr karney me, aur Tera Shukr ada karney me aur teri achchi ibadat karney me.)

♥ Ameen Allahumma Ameen !!!

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Leave a Reply