♥ Mafhoom-e-Hadees: Umme Salma Riwayat karti hain ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
“Jo Shaqs Sone Chaandi Ke Bartano me Khata Peeta Hai.
Wo Apne pet me Dozaqh ki Aag jama’a karta hai.”
– (Muslim, al Libaas 2025)
Related Posts:
Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.." - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Khana Kha Ke Shukar Ada Karne Wale Ka Darja, Sabr Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai.." - (Tirmizi, Hadees-2021)
Aap (ﷺ) Ka Mubarak Mojza: Ungliyo se Paani Ka Chasma Nikalna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabeer (R.A.) ne kaha ki Suleh Hudaibiya ke moqe par logo ko pyaas lagi thi, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke samne paani ka ek chhota sa matka (bartan) rakha hua tha Aapne logo se farmaya kya baat hai ? logo ne kaha ki jo paani aapke samne hai us paani ke siwa na tou hamare paas wazu ke liye koi dusra paani hai aur na peene ke liye, Aap (ﷺ) ne apna haath jaise hi us paani ke matke (bartan) mein dala , Aapki Ungliyon ke Darmiyan se Paani Chashme (springs) ki tarah Nikalne Laga , hum sab…
Islamic Quiz 239 Wo Kaun hain jo Apne pait me Ghataghat Jahannum ki Aag bhar rahe hain? Options Are 👇 A. Sharab Peene Wala B. Ghar me Ek Dusre ko Ladane Wale C. Makeup Karne Wali Aurtein D. Sone aur Chandi ke Bartan me Peene wale GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Sone aur Chandi ke Bartan me Peene wale Daleel : ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hain: "Jo Shakhs Sone ya Chandi ke Bartan me Peeta hain Wo Apne pait me Ghataghat Jahannum ki Aag bhar raha hain." 📕 Sahih Muslim 5387
Achhe Aur Burey Tajir Ka Hashr ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashr Nabiyo, Siddiqiyon Aur Shaheedon Ke Sath Hoga.." - (Tirmizi Jild_2 Page-229) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Aur Riwayat me Farmatey Hai - "Qayamat Ke Din Burey Tajiron Ka Hashr Nafarmano Ke Sath Hoga, Magar Jo Tajir Allah Ta'ala Se Dartey Hue Haraam Se Bachey, Jhooti Qasam Na Khaye Aur Sach Boley Tou Uska Hisab-o-Kitab Ambiyaon Ke Saath Hoga.." - (Tirmizi Jild-1 Page-230)
Aadmi ne Pait se jyada Bura koi Bartan nahi bhara ۞ Hadees: Mikdam Ibn Madikarab (R.A) se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (ﷺ) ko yeh farmate huye suna ki - "Aadmi (Insan) ne Pait se Jyada Buraa koi Bartan nahi bhara. Ibne Aadam ko Chand Luqme Kaafi hai Jo Uski Peeth Ko Sidha Rakhe Agar Jyada Khana Zaruri ho tou Tihaai Pait Khane ke liye, Tihaai Paani Ke Liye aur Tihaai Saans Ke Liye.." [ Tirmizi 2380 ]
Hadith: Jab tum me se koi paani piye tou bartan me saans na… Hadith: 29-March: Abu Qatadah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jab tum me se koi paani piye to usey chahiye ke bartan me saans na le. -Bukhari 154
Jab koi Khana khaye aur Niwala Gir jaaye ... Hadees of the day Jab koi Khana khaye aur Niwala Gir jaaye Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum Mein se Koi Khana Khaye aur Niwaala Gir Jaye tou Us Mein se Jo na Pasand Samjhe Us Hisse ko hata de phir Woh Baaqi Niwala Khaa Le, Usey Shaitaan Ke Liye Na Chhode." 📕 Tirmizi: 1802 Sahih
Jo Pait bhar ke khaye aur us ka padosi bhuka rahe wo… Hadees of the Day Jo Pait bhar ke khaye aur us ka padosi bhuka rahe wo Musalman nahi Abdullah bin Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Woh Shakhs (Kamil) Imanwala nahi ho sakta jo pait bhar ke khaye aur us ka padosi bhuka rahe." 📕 Shoabul Emaan 5660
Khane me Barqat ke Adab ke liye Chaaro Taraf Kono Me Se… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Busr (R.A) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ke Paas Ek (Khaane Ka) Bartan Laya Gaya. Aap (ﷺ) Ne Farmaya: "Chaaro Taraf Kono Me Se Khaao Aur Upar Ka Hissa Chhor Do, Jis Se Ki Barqat Ho.” - (Sunan Ibne Majah, 3275) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अब्दुल्लाह बिन बुस्र (र.अ.) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) के पास एक (खाने का) बर्तन लाया गया. आप (ﷺ) ने फ़रमाया: "चारो तरफ कोनो में से खाओ और ऊपर का हिस्सा छोड़ दो, जीस से की बरकत हो" - (सुनन इब्ने माजाह, 3275) For more Islamic messages kindly download our Mobile…
Jab koi khana khaye to Ungliya Chaat le ... Jab koi khana khaye to Ungliya Chaat le Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya – "Tum me se koi Shakhs Khana Khaye to Apni Ungliyon ko Chaat le, Kyunki woh Nahi Janta ke In me se Barkat kis me hai." 📕 Sahih Muslim; Hadees: 2035
Qasam Sirf Allah Ki Khaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki , Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Mere Waalid Umar-Bin-Al-Khattab Ke Paas Aaye Tou Kya Dekha Ki Wo Kuchh Logon Ke Saath Chal Rahe Hain Aur Apne Waalid Ki Qasam Khaate Jaa Rahe Hain. *Ye Sunkar Aap Ne Farmaya - "Suno! Allah Paak Ne Tum Logon Ko Apne Baap-Dada Ki Qasmein Khaane Se Manaa Kiya Hai,.. Jisko Qasam Khani Hii Hai Wo Sirf Allah Hii Ki Khaaye Warna Chup Rahe..." - (Sahih Al-Bukhari, Hadith no.6646)
Sona aur Chandi Ki Zakat Kaise aur Kitni De? https://www.youtube.com/watch?v=cxscBeqAoTw Sona aur Chandi Ki Zakat Kaise aur Kitni De? Sone aur chandi ke Zakat ke masail , How to Give Zakah On Gold And Silver & How Much, chandi ki zakat ka nisab, sone ki zakat nikalne ka tarika, sadqa aur zakat mein farq in urdu, zakat kitni hoti hai in urdu, sone ki zakat
Kaun sa Maal Rakhe ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Sahabi-e-Rasool se Riwayat hai ke, Jab Sone aur Chandi ke bare me Aayat Nazil hui tou log (Sahaba) kehne lagey ke ab Kaun sa Maal hum apne liye rakhe ? Umer (RaziAllahu anhu) ne kaha: "Main isey tumare liye malum karke aata hu,.." aur Aapne Uoont (Camel) par sawar Hokar isey tez daudaya , aur Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ke paas pahunche, Main bhi aap ke piche tha, Unhone arz kiya: "Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) hum kaun sa Maal rakhe ? ,." Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Farmaya: "Tum me har koi Shukr karne…
Hadees: Jhooti Qasam Gharo ko Veeran (barbad) karke chorhti… ۞ Hadees: RasoolAllah (SallAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya : ❝ Sila rehmi se ziyada jaldi sawab dilane wala jis mein Allah ki itaat ki jaye koi amal nahi aur Sarkashi (Zulm) aur qata rahmi se zyada jaldi saza dilane wala koi amal nahi, aur Jhooti Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai. ❞ 📕 Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees-Jild 1,155 📕 Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih 📕 At Tabrani, 1996-Sahih See more: Qasam Sirf Allah Ki Khaye Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega Qasam Ka Kaffara
Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Aadat-e-Kareema Thi Ki, Aap Burey Naam Badal Diya Karte They. - (Tirmizi, Jild, Safa 301, Abu Dawood, Jild 3, Hadees 1517, Safa 551) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Umar (Razi'Allaho Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ta'ala Ko Tamaam Naamo Me Se…