Islamic Quotes in Roman Urdu

Islamic Quotes in Roman Urdu, Quran aur Sunnah ki roshni mein islami hawalay se motaivational aur inspiration quotes hasil karen.

Hadees Pehlwan woh Nahi Jo Logo ko Pachad deta hai

Pehalwan woh Nahi Jo Logo ko Pachad deta hai

Pehlwan woh Nahi Jo Logo ko Pachad deta hai ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) farmate hai: “Pehlwan woh Nahi Jo Logo ko Pachad deta hai, Balki Pehlwan tou woh Hai Jo Ghusse ki Halat me Apne Nafs par Qaabu Pa Leta hai.”…

Allah ke Mehboob Log quran ki roshni me

Allah ke Mehboob Log koun?

Allah ke Mehboob Log Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jo Log Asaani me aur Sakhti ke Moqe par bhi Allah ke Raste mein Kharch Karte Hain. 📕 Surah Aale Imran, 3:134

Dilo ko bhi Jang(Rust) lag jata hai jo Mout ko Qasrat se yaad karne aur Quraan-e-Kareem ki tilawat se door ho jata hai

Dilo ko bhi Jang(Rust) lag jata hai jo Mout ko Qasrat se yaad karne aur Quraan-e-Kareem ki tilawat se door ho jata hai

✦ Roman Urdu Hadees ✦ Abdullah ibn Umar (RaziAllahu Anhuma) se Riwayat ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya – “Inn Dilo me bhi Jang (Rust) lag jaati hai, Jis tarah lohe me paani lagne se jang lagti hai”. Arz Kiya…

Allah ka Zikr karne wala Zinda aur na karne wala Murda hai Hadees Sahih Bukhari 6407

Allah ka Zikr karne wala Zinda aur na karne wala Murda hai

Zinda aur Murda ki Misaal Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai: “Us Shakhs ki Misaal Jo Apne Rabb ko Yaad Karta hai aur Uski Misaal Jo Apne Rabb ko Yaad nahi karta ZINDA aur MURDA Jaisi hai.” 📕 Sahih Bukhari,…

Ilm Ki Ahmiyat: Part-15

Ilm Ki Ahmiyat: Part-15

Ek Mashoor Aur Maruf Shakhsiyat “Ms. Carleton Fiorina” Jo Ke H.P. Ki CEO Thi, aur Iss Khatun Ne Ek Speech Di Thi Jo HP ki All Worldwide Company Managers Ki Meeting Thi, Usmey Yeh Khatun CEO Thi Uss Zamane me.…

Apne Amal ko Barbaad na karo

Apne Amaal ko Barbaad naa karo

Apne Amaal ko Barbaad naa karo “Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo, aur (Nafarmani kar ke) apne amaal ko barbaad na karo.” 📕 Quran 47:33

Hadees: Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai ۞ Hadees: Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta’ala Tinatah-al-khabaal peelayega Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi…

Hadees: Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai

Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai

Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmate Hai: “Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai aur tumhaari madad ki jaati hai.” 📕 Sahih al-Bukhari 2896

Dhoke se Keematein na badhao Hadees

Dhoke se Keematein Naa Badhao

Dhoke se Keematein Naa Badhao Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Ek Duje ke liye Dhoke se Keematein na badhao.” 📕 Sahih Muslim, Hadees 2565 Is hadees se wajeh hota hai ki humein aapas mein dhoka dekar maal ki…

Hadees Har Shakhs Khataa karne wala hai

Har Shakhs Khataa karne wala hai, Lekin Behtar khatakar wo jo…

Har Shakhs Khataa karne wala hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne Irshad farmaya : “Har Shakhs Khataa karne wala hai aur Behtar Khata karne wala woh hai Jo Taubah kar le.” 📕 Tirmidhi, Hadees 389 Allah ke Rasool (ﷺ) ne…

Har Accha kaam Sadqah hai

Hadees: Har Accha kaam Sadqah hai

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Har Accha kaam Sadqah hai.” 📚 Sahih Muslim; Hadees: 1005 Ek aur Riwayat me Aap (ﷺ) ne faramaya: “Har Neki Sadqa Hai !Tum Apne Musalman Bhai se Pyar se…

Kisi ke Aage Hath Phailane se bache (Hadees)

Kisi ke Aage Hath Phailane se bache

Kisi ke Aage Hath Phailane se bache Allah ke Rasool (ﷺ) ne Farmaya: لأن يحتطب أحدكم حزمة على ظهره،خير له من أن يسأل أحدا فيعطيه أو يمنعه “Agar Koi Shakhs Lakdiyon ka Gattha Apni Peeth Par (Bechne ke liye) Liye…

Iman ki Mithas Hadees

Usne Iman ki Mithaas ko paa liya (Hadees)

Usne Iman ki Mithaas ko paa liya Anas (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya : Teen (3) Khaslate Aesi hai ki Jisme ye Paida ho jaye Uss ne Emaan ki Mithaas ko paya. ∗1. Pehli ye ki…

Juma ka khutba hadees

Khutba-e-Juma ke Adaab

Hadees of the Day Khutba-e-Juma ke Adaab Samura Ibne Zundab (R.A) ne kaha ki – Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Hazir Raho Khutbey (Jumma ke Khutbe) ke Waqt aur Imaam se Qareeb raho Isliye ke Aadmi Jis Qadar…

Juma Momino ke liye Eid ka Din hai

Juma Momino ke liye Eid ka Din hai

Hadees Of The Day Juma Momino ke liye Eid ka Din hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke – “Beshaq Juma ka Din Eid ka Din hai.” 📕 Sahih Ibn Khuzaymah: 2161 Juma ke din se har Makhluk darti hai…

Roze ka Asal Maksad Taqwa aur Parhezgari hai

Roze ka asal Maqsad Taqwa / Parhezgari hai

Allah Rabbul Izzat ne Surah Baqraah ki Aayat 183 me farmaya aur kaha: “Aye Emaan walo tum par Roze farz kiye gaye, Jaise tumse pichli Ummato par farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.” [Surah Baqrah 2:183] Tou Taqwa Roze…

Waqt par Namaz Padhna

Waqt par Namaz Padhna

Waqt par Namaz Padhna Hadees: Ubadah Ibn As-Samit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya – “Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki mashguliyat unko waqt par namaz ki adayeegi se rok degi, yahan tak ki…

Ek Jumuah Mein Haziri se 10 Dino ke Gunahon ki Maafi

Ek Jumuah Mein Haziri se 10 Dino ke Gunahon ki Maafi

Hadees of the Day | Jumuah Series Ek Jumuah Mein Haziri se 10 Dino ke Gunahon ki Maafi Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jisne Ghusl Kiya, Phir Jumuah ke Liye Hazir Hua, phir Uske Muqaddar mein Jitni (Nafil) Namaaz…

Beti ki Parwarish par Jannat ki Basharat

Behan Ya Beti ki Parwarish ka Silaah

Beti ki Parwarish par Jannat ki Basharat ۞ Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ki,Nabi-e-Kareem (ﷺ) Irshad farmate hai – “Jisey Ladki Ho aur Wo Usey Zinda Dafan na kare, Na Usko Zaleel Samze aur Na Ladke ko…

Hadees Of The Day | 21 September

Padosi ka Haq: Jab Tum Salan Pakao Tou Padosiyon ko bhi do

Jab Tum Shorba (Salan) Pakao Tou Padosiyon ko bhi do ۞ Hadees : Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Jab tum Shorba (Salan) Pakao tou usme paani jyada rakho aur padosiyon ko bhi yaad karo (diya karo).” 📕 Sahih Muslim,…

Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai

Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai

Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Beshaq Allah Ta’ala Tumhari Suraton aur Tumhare Malon ko Nahi Dekhta Balki Tumhare Dilon aur Tumhare A’amaal ko Dekhta hai.” 📕 Sahih Muslim, Hadees : 2564

Hadees : Allah Ta'ala Zalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai

Allah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai

Allah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai ✦ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: Allah Ta’ala Zaalim ko chand roz duniya me muhlat deta rehta hai lekin jab pakadta hai…

Aadmi Ke Buraa Hone Ke Liye Yehi Kafi Hai Hadees Sahih Muslim : 2564

Aadmi ke Buraa hone ke liye yehi kaafi hai ke

Kisi Musalman ko Haqeer Samjhne ka Gunaah Hadees: RasoolAllah (ﷺ) farmate hai – “Kisi Aadmi ke Bura hone ke liye yehi Kafi hai ke Wo Apne Muslim Bhai ko Haqeer samjhe. Har Muslim ki Jaan, Maal aur Izzat Tamaam Muslims…

Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge

Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge

✦ Mafhum-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – 1). Kisi Qoum me Behayayi is Qadar Fayl jaye ke wo Khullam Khulla iska irtiqaab shuru kar dey tou Allah inko Tawoon(Epidemic Disease) ki Bimaar me mulawwis kar deta…

Ummat-e-Nabi-Thumbnail

Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou

Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou Hadees: Muaz bin jabal (R.A) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: “Dunia mein jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou, Jannati hooron mein se uski…

Allah ki raah me kharch

Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari cheez Allah ki raah me kharch na karoge

Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak “Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari cheez Allah ki raah me kharch na karoge. aur tum jo kuch kharch karoge Allah Ta’ala bakhoobi janta hai.” 📕 Al-Quran; Surah Aal-e-Imran…

Karz Qarz ki Hadees, Hadith about debt

Karz ko Acchi Tarah Ada kare

Karz ko Acchi Tarah Ada kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Tum me se Behtareen Shakhs woh hai Jo Apne Karz ko Acchi Tarah Ada kare.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees 2392

Har Aadmi ko us ki rozi is tarh talash karti hai jaise marne wale ko mout

Har Aadmi ko us ki Rozi is tarah talash karti hai jaise …

Har Aadmi ko us ki Rozi is tarah talash karti hai Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Tum me se har aadmi ko us ki rozi is tarah talash karti hai jaise marne wale ko mout.” 📕 Sahih Ibn…

Hadees about Allah ki Raah me kharch karne ki Fazilat

Kharch karnewalo ke liye Farishton ki Dua

Allah ki Raah me kharch karne ki Fazilat Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Koi din aisa nahi jata ke jab bandey subah ko uthte hai tou 2 farishtey aasmaan se na utarte ho, ek Farishta yeh kehta hai ke Aye…

Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe

Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe

Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bhugz (nafrat) na rakkhe, kyunki agar Us sey uss ki koi Aadat Napasand hai tou koi dusri…

Baaz log Allah ke baare me bina ilm ke jhagdte hai

Baaz log Allah ke baare me bina ilm ke jhagdte hai

Baaz log Allah ke baare me bina ilm ke jhagdte hai Allah Ta’ala Quran me farmata hai: “Baaz Log Allah ke Baare mein Baghair Ilm ke Baghair Hidayat ke aur Baghair Roshan Kitaab ke Jhagadte hain.” 📕 Qur’an, 22:8

Ek Momin dusre momin ke liye Imarat ki tarah hai

Ek Momin dusre momin ke liye Imarat ki tarah hai

Ek Momin dusre momin ke liye Imarat ki tarah hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Ek Momeen dusre Momin ke liye Imarat ki tarah hai, Uska ek hissa dusre hisse ko Quwwat pahuchata hai.” 📕 Sahih Muslim, Hadees 2556

Hadees Of The Day | 25 September

Deen me Naye Aqeede (Biddat) Ijad karne se Bachna

Deen me Naye Aqeede (Biddat) Ijad karne se Bachna Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Deen me nikali gayi Nayi Baaton se bachte rehna, kyunki har nayi baat Biddat hai aur Har Biddat Gumrahi hai.” 📕 Abu Dawood: 4607-Sahih Ek…

Jo shakhs khud ko bada samjhta hai Allah us se Naraz hoga Hadees

Hadees: Jo shakhs khud ko bada samjhta hai Allah us se Naraz hoga

Jo shakhs khud ko bada samjhta hai Allah us se Naraz hoga Hadees: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Jo shakhs apne aap ko bada samjhta hai ya Takabbur ke saath akad kar chalta…

Aaj ki Aayat | Verse of the day | 27 September

Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha

Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha deti hai Allah Taala farmata hai: “Jab Allah Taala ki Aayatein un Imanwalo ko padh kar sunayi jaati hai tou wo Aayatein un ke iman ko aur badha deti hai.” 📕 Quran,…

Hadees: Insan Uske Sath Jis se wo Mohabbat karta hai [Sahih Bukhari 6169]

Insan Uske Sath Jis se wo Mohabbat karta hai

Insan Roz-e-Qayamat Uske Sath hoga Jis se Wo Mohabbat karta hai Ek Ansari Sahabi Jinka chehra bada Ghamjada tha, Woh RasoolAllah (ﷺ) ke Paas Aaye, RasoolAllah (ﷺ) ne Unki Pareshani ka Sabab Pucha. Tou Unhone Kaha “Aye Allah ke Rasool(ﷺ)!…

Aur Qayamat ke Din koi Dost kisi Dost ko Nahi Puchega. [Quran, Surah Al Marij 70:10]

Jab Quran Parha Jaye tou Gaur se Suna karo

Jab Quran Parha Jaye tou Gaur se Suna karo Allah Taala farmata hai: “Aur Jab Quran Parha Jaye tou Tawajjo se Suna karo aur Khamosh Raha karo Taaki Tum par Reham kiya jaaye.” 📕 Quran, Surah Al Araf 7:204

Hadees : Jiski Namaz Qubul Nahi Hogi Uske Koi Bhi Aamal Qubul Nahi Honge

Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge

✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya: “Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee hai aur ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee…

Shohar par Biwi ke Huqooq

Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her Husband)

Shohar par Biwi ke Huqooq Ek Hi Biwi hai Magar Mard Uske Paas nahi rehta, balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta hai tou Aurat Shohar par Mutalbah kar sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm diya Jayega ki Aurat…

Rasool’Allah (ﷺ) Tamam Aalam Ke Nabi ….

Rasool’Allah (ﷺ) Tamam Aalam Ke Nabi ….

*Deegar Ambiya Aur Rasool Jo Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Pahle Mabus Hue Pahle Aaye, Yeh Khusus Hotey, Makhsus Hotey Kisi Qoum Ki Taraf, Inka Paigaam Ek Wakt Tak Hota, Aur Ye Nabi Ek Makhsus Hissey Ke Liye Aatey Ek…

Aye Allah ! Mere kaam ko mere liye aasan kar

Aye Allah ! Mere kaam ko mere liye aasan kar

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ ❝ Rabbi Sharli Sadri Wa Yassirli Amri Wahlul Uqdatan Mil-Lisaani Yafqahu Qawli ❞ ✦ Tarjuma ✦ ‟ Aye mere Rab! tu mere liye mera seena khol dey aur isey risalat ka wajan sehne ke liye faila dey, aur mere kaam…

Insan ka Pait to Qabr ki Mitti hi bhar sakti hai

Insan ka Pait to Qabr ki Mitti hi bhar sakti hai

Insan ka Pait to Qabr ki Mitti hi bhar sakti hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke – “Agar Insaan ke Paas Maal Doulat ke 2 Baag Hain Tou Woh Teesre ki Khwahish Karega aur lsaan ka Pait tou…

Hadees : Khwab ki baate kisey bayan kar sakte hai?

Khwab ki baate kisey bayan kar sakte hai?

Khwab ki baate kisey bayan kar sakte hai Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “(Khwaab ko) Apne Kisi Muhabbat karne wale (Mukhlis) ya Sahib-e-ilm ke Alawa kisi se hargiz bayan na karo.” 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees: 5020 Hasan

Mayyat aur janaza ki dua

Janaza ki Duayein

Mayyat ki ankhen band karte waqt ki dua  ((اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِفُلاَنٍ (بِاسْمِهِ) وَارْفَعْ دَرَجَتَهُ فِي الْمَهْدِيِّينَ، وَاخْلُفْهُ فِي عَقِبِهِ فِي الْغَابِرِينَ، وَاغْفِرْ لَنَا وَلَهُ يَا رَبَّ الْعَالَمِينَ، وَافْسَحْ لَهُ فِي قَبْرِهِ، وَنَوِّرْ لَهُ فِيهِ)). (Allahummagh-fir li-name the dead- warfaAA darajatahu…

Qurbani kis din karna Afzal hai?

Qurbani kis din karna Afzal hai?

Qurbani kis din karna Afzal hai?Jawab: Qurbani Eid ke Din Namaz ke baad karna Afzal hai, agarche Qurbani Ayyame Tashreeq yaani 4 din tak kar sakte haiEid ki namaz ke baad se Qurbani ka waqt shuru ho kar 13 Zul-Hijjah…

Shukriya ada karne ka Huqm aur Fazilat

Shukriya ada karne ka Huqm aur Fazilat

✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Wo Allah ka Shukrghuzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na ho.❞ (Sunan Abu Dawood, Vol 3, Hadith 1383-Sahih) ❝ Aur jo Allah ki yaad se…

Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou

Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou

۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, “Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti.” 📕 Bujurgo ke Aqwal

Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai?

Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai?

Sawaal: 02 Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai? Jawab: Ji haa bilkul! Qurbani ka Gosth aise Gairmuslimo ko de sakte hai jo Islam se dushmani nahi rakhte. Allah Taala farmata hai: “Allah tumhe un logo ke saath…

Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat

Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam aane wale ki Fazilat

Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya “Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din…

Islamic Hadees Quotes Status in Roman Urdu Images by Ummat-e-Nabi

Fazar ki 2 Rakat ki Fazilat

Fazar ki 2 Rakat ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Fajr ki 2 Rakaten Duniya se aur jo kuch Duniya mein hai Un sab se Behtar hain.” 📕 Sahih Muslim, Hadees 725