♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha tul Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Salallahu Alaihi WaSallam) Ne Farmaya,
“Teen(3) Tarah Ke Logo Par Se Qalam Utha Diya Gaya Hai (Yaani Unke Gunah Nahi Likhe Jatey),. Ek Tou Sonewala Jab Tak Ki Jag Na Jayein, Aur Bachcha Jab Tak Ki Wo Bada Na Ho Jayein, Aur Pagal Jab Tak Ki Wo Hosh Me Na Aaye (Yaani Achchha Na Ho Jayein).”
– (Sunan an-Nasa’i, Jild 2, Hadees 1372-Sahih)
♥ मफहूम-ऐ-हदीस: उम्मेहा तुल मोमिनीन आएशा (रजी अल्लाहु अन्हा) से रिवायत है की, रसूलल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया,
“तीन तरह के लोगो पर से कलम उठा दिया गया है (यानी उनके गुनाह नहीं लिखे जाते),. एक तो सोनेवाला जब तक की जाग न जाए, और बच्चा जबतक की वो बड़ा ना हो जाये, और पागल जब तक के वो होश में न आये”
– (सुनन अन नसाई, हदीस 1372-सहीह)
For more Islamic messages kindly download our Mobile App