Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai
Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya:
“Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai.”
Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya –
‘Kya wo Allah ke sath kufr(Shirk) karti hai?’
Aap ﷺ ne farmaya :
‘Nahi! Wo Shohar ki Nashukri karti hai! Jo ke ek tarah ka Kufr hai aur Ahsaan nahi manti,
agar tu kisi aurat se Umar bhar Ahsaan aur Neki ka sulook kare lekin 1 baat bhi Khilafe Tabiyat ho jaye tou jhath se keh dengi ‘Maine tuzse kabhi aaram aur sukoon nahi paya.’
📕 Bukhari Sharif Jild 1, Baab 21, Hadees 28, Safa 109
Related Hadith
- Behatreen Aurat ki Sifat aur Pehchan
- Jannati Aurat ki Pehchan aur Khubi
- Behtareen Biwi aur Behtareen Shohar ki Pehchan
- Binaa kisi khas wajah se Talaaq mangne waali Aurat ka hashr
- Aurto ki Jannat ya Dozakh Unka Shohar hai
- Shohar ki Napasandida baato se doori Ikhtiyar kare
- Shohar ki Nashukri Karne wali Biwi ka Anjaam
- Nek aur Farmabardar Aurat ka Silaah
- Apne Shohar ke siwa dusre Mard ka zikr na kare
- Shohar par Biwiyon ke Huquq Kya hai ?
- Kya Biwi Shohar ko Zakaat de sakti hai?
- Aurat ke liye Shirk ke baad sabse bada Gunaah
- Aurat ke liye Parde ka Hukm Qurano Sunnat ki Roshni me
- Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou