Jo Jaanbujh kar Farz Namaz Chorh de wo Allah ki Panaah se Nikal gaya

Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah

Hadees of the Day

Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah

Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne mujhe waseeyat farmayee ki:

“Allah ke saath kisi ko Sharik na karna chahe Tumhare tukde tukde kar diye jaye ya tumhe Aag mein jala diya jaye aur Farz Namaz ko jaan bujh kar kabhi mat chorhna kyunki jo jaanbujh kar Farz Namaz chorh de to Allah ke Zimme se bari ho gaya (yaani ab wo Allah ki panah mein nahi) aur Sharaab na peena kyunki Sharaab har burayee ki kunji (key) hai.”

📕 Sunan Ibn Maja, Jild-3, 915-Hasan

Read More

4.4/5 - (16 votes)
Iman Walon ko tou Allah hee se Zyada Mohabbat hoti hai

Mohabbat Ke darjaat

Mohabbat Ke darjaat : Iman Walon ko tou Allah hee se Zyada Mohabbat hoti hai

Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Hadees

Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai

Hadees of the Day

Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai

Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya:

“Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai.”

Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya –

‘Kya wo Allah ke sath kufr(Shirk) karti hai?’

Aap ﷺ ne farmaya :
‘Nahi! Wo Shohar ki Nashukri karti hai! Jo ke ek tarah ka Kufr hai aur Ahsaan nahi manti,
agar tu kisi aurat se Umar bhar Ahsaan aur Neki ka sulook kare lekin 1 baat bhi Khilafe Tabiyat ho jaye tou jhath se keh dengi ‘Maine tuzse kabhi aaram aur sukoon nahi paya.’

📕  Bukhari Sharif Jild 1, Baab 21, Hadees 28, Safa 109

Read More

4.9/5 - (7 votes)
12 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

12. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

तारीख: हजरत नूह (अ.स) की दावत, मुअजिजा : दरख्त का हुजूर (ﷺ) को इत्तेला देना, एक फ़र्ज़ : नमाजी पर जहन्नम की आग हराम है, अहेम अमल : नेअमत के मिलने पर अल्हम्दुलिल्लाह कहना, अल्लाह के साथ शिर्क करने का गुनाह, दुनिया चाहने वालों का अन्जाम …

10 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

10. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

तारीख: हज़रत इदरीस (अ.स) की दावत, मुअजिजा : अबू जहल पर खौफ, एक फ़र्ज़ : पर्दा करना फर्ज है, अहेम अमल : नमाज़े चाश्त की फ़ज़ीलत, कुफ्र व शिर्क का नतीजा
तिलावत ऐ कुरआन और जिक्रे इलाही की फ़ज़ीलत …

Shirk Sabse Bada Zulm hai

Shirk Sabse Bada Zulm hai

Shirk Sabse Bada Zulm hai

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Luqman (A.s.) ne apney betey ko Naseehat karte hue kaha ke beta Allah ke saath kisi ko Shareek Naa karna, Shirk tou bada Zulme Azeem hai.”

📕 Surah Luqman 31:13

Rating: 5 out of 5.

Is Aayat se pata chalta hai ke:
Shirk sabse bada Zulm hai jo banda khud apne upar karta hai Allah ki Zaat me Kisi ko shareek kar ke.

Allah Ta’ala hume Mouheed (Tawheed parast) banaye, aur har tarah ke shirk se Apni panah ata farmaye. Ameen.

4.6/5 - (10 votes)
Aaj ki Aayat 25 September

Shirk ka Anjam Jahannam hai

Aaj ki Aayat | Verse of the Day

Shirk ka Anjam Jahannam hai

Allah Taala farmata hai:

“Beshak Jisne Allah ke Saath Shirk kiya Allah Ta’ala ne us par Jannat Haraam Kar di hai aur Uska Thikaana Jahannam hi hai.”

📕 Quran, 5:72

5/5 - (2 votes)
15. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

15. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

(1). आमुल हुज़्न (ग़म का साल), (2). समुन्दरी मछली, (3). सच्ची गवाही देना, (4). बैतुल खला जाने का तरीका, (5). अपने घर वालों को खिलाना पिलाना, (6). एक गुनाह : शिर्क और कत्ल करना, (7). दुनिया में उम्मीदों का लम्बा होना, (8). नेक अमल करने वालों का इनाम, (9). हर मामले में इंसाफ करो …

अल्लाह के साथ शिर्क न करना अगरचे तुम टुकड़े टुकड़े कर दिए जाओ और जला दिए जाओ। [हदीस: इब्ने माजाह 4034] #IplusTV #IslamicQuotes

अल्लाह के साथ शिर्क न करना अगरचे तुम टुकड़े टुकड़े कर दिए जाओ और जला दिए जाओ। [हदीस: इब्ने माजाह 4034]

۞ हदीस : अल्लाह के पैगम्बर (ﷺ) ने फ़रमाया :

“अल्लाह के साथ शिर्क न करना अगरचे तुम टुकड़े टुकड़े कर दिए जाओ और जला दिए जाओ।”

Rate this post

Badshaguni Shirk hai

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-bin-Mas’ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad …

Read More

Tawheed aur Shirk (Part:2)

✦ Kalma-e-Shahadat “La Ilaha Illallah” Ke Taqaze Islam Ke 5 Faraiz (Kalma-e-Shahadat, Namaz, Roza, Zakaat …

Read More