Search Result for: Sahih Bukhari

Showing 40 of 287 Results

Nek Dost aur Burey Dost ki misaal

✦ Mafhum-e-Hadith: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Nek Saathi (Dost) aur Burey Saathi (Dost) ki Misaal mushk bechney waley Attar aur Lohar […]

Puraa Badla De Diya Jayega ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sa’ad Bin Abi Waqqas (RaziAllahu Anhu) Bayan Farmate Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki – “Allah Ki Raza (Allah Ko Raazi Karne) Ke Liye […]

Azan ke Azkar aur Jawab

۞ Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) hai ke, “Jab Moazzin ko Azan kehte Suno tou jo wo kehta hai tum bhi kaho (Yaani Azan ka Jawab do).” 📕 Sunan […]

Saat (7) Halaaq Karne Wale Gunaah se Bacho

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi’Allaho Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya – “Saat (7) Halaaq (Barbad) Karne Wale Gunaahon Se Baccho” *Sahaba Ne Arz […]

Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai

Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]

Roza kin Cheezo se toot’ta Hai?

“Bismillah Hir-Rahman Nir-Rahim” 1. Roza Rakh ne Wala, Janabat (Biwi se Mubashirat Ya Mani ka Kharij ho Jaana, Jiske liye Ghusl Wajib hai) ki Halat me Apna Roza Shuru kar […]

Ramzan ke Masail

Ramzan aur Rozon ke Masail Quran Hadees wa Sunnat ki roshni mein | Ramazan Se Mutalliq Kuch Sawal aur Uske Jawabat Ramzan aur Rozon ke Masail | Ramazan Se Mutalliq […]

Raston par Baithne ka Haq Ada karo

Hadees of the Day Raaston par Baithne ka Haq Ada karo Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Sadko (Rasto) par baithane se bacho.” Sahaba ne kaha ki “hum log wahi […]

Paani Pilaney ka Sawaab

Hadees-e-Nabwi (ﷺ) Paani Pilaney ka Sawaab Abu Huraira (R.A) kehte hain ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne irshad farmaya – “Ek Kutta Kuve ke Aas-Paas Ghum raha tha aur pyaas ki […]

Musalman Bhai ki Ahmiyat: Hadees

Hazrate Anas (R.A) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya, “Tum me se koi shakhs iman wala na hoga jab tak Apne bhai ke liye wo na chahey jo apne […]