♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Ibne-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Mairvi Hai Ke,
Huzur-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Tum Sab Nigran (Responsible) Ho, Tum Me Se Her Ek Se Iske Matahat Afrad Ke Baare Me Pucha Jayega.
– Baadshah Nigran (Jimmedar) Hai, Iss Se Iss Ki Riaaya (Kingdom) Ke Baare Me Pucha Jayega.
– Aadmi Apne Ahl-O-Ayaal (Family) Ka Nigran Hai, Iss Se Iss Ke Ahl-O-Ayal Ke Baare Me Pucha Jayega.
– Aurat Apne Khawind (Shohar) Ke Ghar Aur Aulaad Ki Nigran Hai Iss Se Inke Baare Me Pucha Jaega”.
– Sahih Bukhari Volume 007, Book 062, Hadith no. 116 (English Translation)
Home / Aurto Ke Masail / Her Ek Se Uske Jimmedariyo Ke Baare Me Pucha Jayega ….
Related Posts:
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Padosi ko Takleef denewala Musalman Jannat me Nahi Jayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Rivayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, Wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho (Chahe uska padosi kafir bhi kyu na ho ).." - (Sahih Muslim, Hadith No. 79)
- Peer Ke Din Ka Roza .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Katada Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Peer Ke Din Roze Ke Baare Me Pucha Gaya Toh, *Aapne Faramaya Ki: "Issi Din (Monday) Meri Paidaish Hui Aur Issi Din Se Mere Upar Nuzul Quraan Ki Ibtida Hui". - Sahih Muslim Book 006, Hadith no.…
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her… Ek Hi Biwi Hai Magar Mard Uske Paas Nahi Rehta, Balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta Hai tou Aurat Shohar Par Mutalbah Kar Sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm Diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi Raha Kare ki Hadees me Farmaya Gaya hai Ki: “Tumhari Biwi Ka…
- Tum Logo Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Shakhs Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Samne Shikayat Pesh Ki Ke, "Mujhe Apni Biwi Ke Kirdar Par Shubah(Shaq) Hai, Ye Baat Mere Liye Takleef Ka Sabab Hai," *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tum Logon Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho Tou Log…
- Martaba-e-Hazrate Abu Bakr Siddhik (RaziAllahu Anhu) ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Namaziyon Ko (Qayamat Ke Din) Baab-Us-Salaatu Se Pukara Jayega, - Mujahideen Ko Baab-Ul-Jihaad Se, - Sadaqat Karne Walon Ko Baab-Us-Sadaqa Se, - Rozadaron Ko Baab-Us-Siyaam Se Pukara Jayega. Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Ya Rasool'Aallah…
- Ilm Gayab Nahi Hota Jab Tak Ke Chupaya Na Jaaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Maine Pucha - “Ya Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Kaun Hai Woh Sabse Kismat Wala Jisko Aap Ka Waseela(Sha’afa) Milega Qayamat Ke Roz ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Sab Se Kismat Wala…
- Puraa Badla De Diya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sa'ad Bin Abi Waqqas (RaziAllahu Anhu) Bayan Farmate Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ki Raza (Allah Ko Raazi Karne) Ke Liye Jo Bhi Tumne Kharch Kiya Uska Tumhe Allah Se Pura Pura Badla De Diya Jayega, Yaha Tak Ki Agar Tumne…
- Qayamat Ke Qareeb Ilm Utha Liya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ki Nishaniya : Qatal-e-Aam Hoga « Abdullah (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irhsad Farmaya: "Qayamat Se Pehle Aise Din Ayenge Jin Me Ilm Utha Liya Jayega, Jahalat Utari Jayegi Aur Kasht-O-Khoon Ba-Kasrat Hoga". - (Sahih Bukhari…
- Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta’ala Ne (Sarai) Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di aur Musafir, Doodh Pilane Waali aur Pait Me Baccha Waali (Pregnant) Aurat Se Roza Muaf Kar Diya Gaya." - (Abu Dawud 2402.) # Sabaq: Yaani…
- Nek Kaam Ki Rehnumaae Karne Wala Bhi Nek ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshadey Mubarak hai ke, » "Beshaq Chughalkhori Aur Qeena-Parwari Dozakh Me Le Jayegi". - (Jild-3, Page-324) » Chugalkhor Jannat Me Nahi Jayega. - (Bukhari P:865 J:1) » Aadami Ka Chacha Uske Baap Ke Maanind Hai. - (Muslim P:316 J:1) » Nek…
- Ilm ki Talab Rakhne walo Par Beshumar Rehmate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai: "Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!" Arz Kiya Gaya "Ya RasoolAllah Aapke Jaanshin Kon Hain?" Farmaya "Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai." - (Tafsir-e-Kabir) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Ki Talab Me Jis…
- Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare Jo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune, Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye.." - (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366) Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - ♥…
- Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Usama Bin Zaid (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya "Qayamat Ke Din Ek Shakhs Laya Jayega Phir Wo Jahannum Me Dala Jayega Uske Pait Ki Aantein (Intestine) Bahar Nikal Aayegi, Wo Unko Liye Huye Gadhey Ki Tarah Jo Chakki Peesta Hai Chakkar…
- Safar Ke Douran Allah Ki Taraf Tawajjo Rakha Karey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Safar Ke Douran Allah Ki Taraf Tawajjo Rakhe Aur Uske Zikr Me Mashghool Rahe Allah Uske Liye Ek (1) Farishta Muhafiz (Yaani Hifazat Karne Wala) Muqarrar Kar Deta Hai Aur Jo Behooda Shero-Shayri Aur Fuzool Baaton Me Masroof Rahe…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Zameen per Nahaq Qabza karne ka Azab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisne Kisi Ki Zameen Me Se Kuch NaaHaq Le Liya Tou Qayamat Ke Din Usey Saat (7) Zameeno Tak Dhasaya Jayega.." - (Bukhari Sharif)
- Jab Allah Kisi Musalmaan ko Beemari Me Mubtilah Karta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Yahiya Ibn Say'eed (RaziAllahu Anhu) Se Rewayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Daur Me Ek Shakhs Ki Maut Par Dusra Ek Shakhs Ne Kaha, Woh Bara Naseebwala Tha, Kisi Beemari Ya Taqleef Ke Bagair Hi Mar Gaya, Ye Baat Sunkar RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:…
- Aurat Apne Shauhar ke Ghar aur Uske Bacchon ki Zimmedar hai Hadees Of The Day Aurat ki Zimmedari RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Aurat Apne Shauhar ke Ghar aur Uske Bacchon ki Zimmedar hai aur Usse Unke Baare me Poocha Jayega.” 📕 Sahih Bukhari : 7138📕 Sahih Muslim : 1829
- Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Na Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Momin Ke Liye Munaseeb Nahi Ke Wo Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kare" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kis Tarah Kiya Ja Sakta Hai ?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Do Padosiyo me se kiska pehla Haq ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) se rivayat hai ki mainey pucha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?" Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Jiska Darwaza tujhse jyada Qareeb hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 3, Hadith…
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Nazar Ki Pairwi Na Karo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jarir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Mainey Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Pucha Ki: (Ghair Mahram Par) Achanak Girney Wali Nazar Ka Kya Hukm Hai? Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki, "Tu Apni Nazar Pher Le". - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 381-Sahih) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Sabse Buraa Khana (Worst Food) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Sabse Buraa Khana (Worst Food) Waleema Ka Woh Hai Jiske Liye Sirf Maaldar Log Bulaaye Jaaye Aur Gareeb (Poor), Mohtaj Logon Ko Pucha Na Jaaye.." - (Bukhari, Muslim Sharif )