♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke,
Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna –
“Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey 100 Hissay Kiye
Aur 99 Hissay Apne Paas Rakh Kar Ek (1) Hissa Apni Saari Makhlooq Ke Liye Bhej Dia.
*Pas Agar Kafir Bhi Yeh Jaan Le Ke Allah Ke Paas Kitni Rehmat Hai Tou
Woh Bhi Jannat Se Mayoos Na Ho Aur Agar Momin Yeh Jaan Jaye Ke
Uss Ke Paas Kitna Azaab Hai Tou Jahannum Se Woh Bhi Be-Khouf Na Rahey”.
– (Sahih Bukhari 5/2374 Hadith no. 6204)
– (Sahih Muslim 4/2109 Hadith no. 2755)
– (Tirimzi 5/549 Hadith no. 3542)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ?
Related Posts:
- 3 Tarha Ke Logon Par Allah Nazar-e-Rehmat Nahi Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "3 Tarah Ke Log Wo Honge Jinki Taraf Qayamat Ke Din Allah Ta'ala Nazar (Nazar-e-Rehmat) Bhi Nahi Uthayega Aur Na Unhe Paak Karega Bulki Unkey Liye Dardnaak Azaab Hoga". ∗(1). Wo Shakhs Jiske…
- Mareez Ya Murde Ke Paas Khair Ki Baat Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umme Salma (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai, Ke Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Bhi Tum Koyi Bimaar Mareez Ya Murde Ke Paas Jaoge, Tou Khair Ki Baat Karna, Kiyun Ki Tum Jo Kahoge, Uss Baat Ke Upar Farishte Ameen Kahete Hai.." - (Muslim Sharif) #…
- Takabbur Aur Ghuroorr Walo Par Allah Ki Rehmat Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Allah Ta'ala Uss Shakhs Ki Taraf Nazar-e-Rehmat Nahi Karega Jo Apna Kapda Takabbur Aur Ghuroor Ki Wajah Se Zameen Par Ghaseet Kar Chalta Hai". - (Sahih Bukhari, Vol 7, Hadith no. 5783)
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - “Gunaah Per Nadeem Hone Wala Aisa Hai, Jaise Usne Gunaah Kiya Hi Nahi, Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai Jab Ke KhudPasandi Kerney Wala Allah Ta'ala Ki Narazgi Ka Muntazir Hota Hai”. - (Shaib-Al-Emaan, Raqam 7178, Jild 5,…
- Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabre Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai",…
- Zeenat Ki Numaish Par Sakht Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "(Aye) Auraton Ke Giroh ! .. Tum Me Jo Aurat Zevar Pehan Ker Gair Mard Ke Samne Iski Numaish Karegi Wo Azaab Me Mubtila Hogi". - (Abu Dawood) Aur Farmaya Ke, "Jo Aurat Gair Mardon Par Apni Zeenat Ki Numaish…
- Allah ki Rehmat Allah ke Gusse se badhkar hai Hadees Of The Day Allah ki Rehmat Allah ke Gusse se badhkar hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Jab Allah Ta'ala ne Makhlooq ko Paida kiya tou Arsh ke Upar Apne Paas apni Kitab me likh Diya ki Meri Rehmat mere Gusse par Galib hai.” 📕 Sahih Bukhari : 3194
- Walidain Ka Apni Aulaad Par Kitna Haq Hai ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Aboo Umama (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Ek Aadami Aaya Aur Uss Ne Arz Kiya: Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Waliden Ka Apni Aulaad Par Kitna Haq Hai ? *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Woh Donon Teri Jannat Hain Aur Dozakh." (Yaani Unki Khidmat…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Nikah ke Liye Mehar Ki Sabse Kum Miqdaar Kitni ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Nikah Karo Chahe (Mehar Dene Ke Liye) Ek Lohey Ki Anguthi Hi Kyu Na Dena Padey.." - (Bukhari Sharif)
- Zinaa Aur Sood Ki Kasrat Par Azaab-e-Ilahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jab Kisi Qoum Me Zinaa (Badkari) Aur Sood Fail Jata Hai Toh Allah Uss Basti Walo Ko Halaq Karne Ki Ijazat De Deta Hai.." - (Sahih Bukhari, Safa-242)
- Zulm Ki Pairvi Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr Siddiq (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Log Zaalim Ko Zulm Karte Huye Dekhe Aur Usey Na Roke Tou Qareeb Hai Ki Allah Ta'ala Un Sabko Azaab Me Mubtela Kar De..." - (Jamia Tirmidhi, Vol2, 40 Sahih)
- Jin Ke Dilon Me Dusron Ke Liye Rehem Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Woh Log Allah Ta'ala Ki Khaas Rehmat Se Mehroom Rahenge Jin Ke Dilon Me Dusron Ke Liye Reham Nahi Hai, Aur Jo Dusron Par Taras Nahi Khaate" - (Bukhaari, Muslim Sharif)
- Bhalayi Sikhane Wale Par Allah Ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Umama Baahili (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Unhone Farmaya Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Saamne 2 Aadmiyo Ka Charcha(Zikr) Kiya Gaya ,.. Ek Unmey Se Ibadat Karne Wala(Aabid) Tha Aur Dusra Aalim. *Tou Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Ibadat Karne Wale Par…
- Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo!..." Ek Sahabi Ne Sawaal Kiya: "Ya Rasool'Allah! Dewar Ke Bare Me Kya Irshad Hai?" Aap (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Dewar Tou Mout Hain". - (Bukhari Sharif Jild 3, Bab…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Hawa bhi Allah ki Rehmat hai Usey Bura na Kaho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Mat Bura kaho Hawa ko! kyun ki wo Allah ki Rehmat me se hai, Jo Rehmat ya Tabaahi lekar aati hai. Par Allah se uski Bhalaayi mango aur uski Buraayi (Tabahi) se Panah chaaho.” - (Sunan Ibne…
- Be'adabi aur Jahalat Wali Baato Ka Anjaam ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda Ek (1) Baat Zubaan Se Nikaalta Hai Aur Uss Ke Mutalik Sochta Nahi (Ke Kitni Kufr Aur Be'adabi Ki Baat Hai) Jis Ki Wajah Se Wo Dozakh Ke Gherey Me Itni Door Gir Parta Hai Jitna Mashriq Se Magrib Door…
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Haq Baat Chupane Wale Ke Liye Dardnak Azaab ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshak Jo log Kitab Allah Ki Bato Ko (Jinko Allah Ne Nazil Farmaya Hai) Chupatey Hai Aur Usey Thodi-Thodi Keemat Par Baichtey Hai Yakeen Jano Unke Liye Dardnaak Azaab Hoga.." - (Surah Al-Bakarah Ayat:174) Allahu Akbar ! ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez!! Allah Ta'ala Hume Har Haal Me…
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Woh Insan Kitna Badd'Naseeb Hai, Jiske Dil Me ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, Woh Insan Kitna Bad'Naseeb Hai, Jiske Dil Me Jaandaaro Par Reham Karne Ki Aadat Nahi...” - (Mazhare Jamal Mustafaai)
- Masjid Har Muttaqi Ka Ghar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Masjid Har Muttaqi (Parhezgaar, Allah Se Darne Wale) Ka Ghar Hai ,.. Aur Allah Ta'ala Ne Apne Zimme Liya Hai Ke Jiska Ghar Masjid Ho Usey Rahat (Sukun) Dunga, Uss Par Rehmat Karunga.…