Hadees: Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Hadees of the Day

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

۞ Hadees: Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta’ala Tinatah-al-khabaal peelayega

Jabir (R.A.) se riwayat hai ke,

Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi ne RasoolAllah (ﷺ) se Uss Sharaab ke Baarey me Puchha ke Jo Unn Elaqon me Pee jati hai aur wo Sharaab jo Taiyaar hoti hai Uss Sharaab ko Mizr kaha jata tha.

Tou RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya “Wo Sharaab Nasha (Intoxicating) waali hai?”

Uss ne Arz Kiya, “Ji Haan!”

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Har Nasha Wali Cheez Haraam hai, Kyon ke Allah Ta’ala ka uss Aadmi ke liye Waada hai ke Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta’ala Tinatah-al-khabaal peelayega.”

Sahaba ne arz kiya: “Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! Tinatah-al-Khabaal kya cheez hai ?

Read More

4.9/5 - (7 votes)
Azan ke baad ki Dua | Sahih Hadees ki roshni mein

Azan ke baad ki Dua | Nabi ﷺ ke liye Waseele ki Dua

Azan ke baad ki Dua 

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

اللَّهُمَّ رَبَّ هَذِهِ الدَّعْوَةِ التَّامَّةِ وَالصَّلاَةِ الْقَائِمَةِ،
آتِ مُحَمَّدًا الْوَسِيلَةَ وَالْفَضِيلَةَ، وَابْعَثْهُ مَقَامًا مَحْمُودًا الَّذِي وَعَدْتَهُ

Allahumma Rabba Hadhihi D-Dawatit-Tammaa
Was-Salatil Qaimah, 
Aati Muhammadan Al-Wasilata Wal-Fazilah,
Wabaathhu Maqaman Mahmudan
il-Ladhi Waadtah

तर्जुमा : ऐ मेरे अल्लाह जो इस सारी पुकार का रब है और कायम रहने वाली नमाज़ का भी रब है, नबी-ऐ-करीम मुहम्मद (ﷺ) को क़यामत के दिन वसीला अता फ़रमा और मुकाम-ए-महमूद पर उनका क़याम फर्मा जिसका तूने उनसे वादा किया है।

📕 Sahih Bukhari, Vol 1, 614

Read More

5/5 - (15 votes)
Zikr Azkar ki fazilat

Zikr Azkar ki Fazilat

Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad … Read More

Fazail-e-Quran: Part 8

✦ Fazail 2: Quran Shifa hai Ruhani aur Jismani Nafsiyati Bimari ka Ilaj : ♥ Allah Rabbul Izzat farmata hai … Read More

Sunnat ki Ahmiyat: Part 4

Sunnat ki Ahmiyat: Part 4

۞ Mafhoom-e-Hadees ۞ RasoolAllah (ﷺ) ne ek roz farmaya ke “Mere Jaanshino par Allah ki Rehmat ho!”Arz Kiya Gaya: “Ya … Read More

Uska Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Koi Shakhs Namaz … Read More

Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – *Jo Kisi Musalman … Read More