Apne Rab ki Jannat ki taraf daudo
Allah Taala Quran me farmata hai:
“Apne Rab ki Bakhshish aur Jannat ki taraf Daudo, Jiski Chaudaai Aasmano aur Zameen ke Barabar hai jo Parhezgaaro ke liye Muhayya ki gayi hai.”
Hadees of the Day Walidain ka Apni Aulaad par kitna Haq hai ? Hazrate Abu Umama (R.A) riwayat karte hain … Read More
Jannat Mein Le Janewale Aamaal What is jannah, Concept of Jannah in islam, levels of jannah, Jannah As Defined in … Read More
च्यूँटी अल्लाह की कुदरत का नमूना है, एक फर्ज: नमाज के लिये मस्जिद जाना, हर नमाज के बाद तस्बीह फातिमी अदा करना,
औरतों का खुशबु लगाकर बाहर निकलने का गुनाह, तिब्बे नबवी से इलाज: नजर लगने से हिफाजत, नबी (ﷺ) की इताअत की अहमियत …
Jhuth bolna Kaisa hai? Jhuth bolna ek Kabeera Gunah (Major sin) hai. Aksar dekha jata hai muashre me fitne aur … Read More
Wuzu ke baad ki Dua aur Fazilat Umar bin Khattab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jo … Read More
Hadees of the Day 6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya – “Tum … Read More
Hadees of the Day Jis Musalman ke 3 Nabaaligh Bachche Faut Ho Jayein Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jis … Read More
Allah Taala Quran me farmata hai:
“Apne Rab ki Bakhshish aur Jannat ki taraf Daudo, Jiski Chaudaai Aasmano aur Zameen ke Barabar hai jo Parhezgaaro ke liye Muhayya ki gayi hai.”
Hadees of the Day
Abu Ayyub Ansari (R.A) ne bayaan kiya ki,
Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Koi Aisa Amal Bataiye jo Mujhe Jannat me le Jaaye ?
Aap (ﷺ) ne Unn se farmaya –
“Allah Ki Hee Ibadat Karo! aur Uss ke Sath Kisi aur ko Shareek Na karo,
Namaz Qayam karo, Zakaat detey raho,
aur Sila Rehmi karte raho”
Bas Yahi Amaal Tujhe Jannat me le Jayenge..”
Hadees of the Day
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya –
“Momin ki Rooh Uss Waqt tak Jannat me Jaane se Rooki Rehti hai Jab tak ke Uska Qarz Ada naa kiya jaye.”
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allahumma Rabba Hadhihi D-Dawatit-Tammaa
Was-Salatil Qaimah,
Aati Muhammadan Al-Wasilata Wal-Fazilah,
Wabaathhu Maqaman Mahmudan
il-Ladhi Waadtah
तर्जुमा : ऐ मेरे अल्लाह जो इस सारी पुकार का रब है और कायम रहने वाली नमाज़ का भी रब है, नबी-ऐ-करीम मुहम्मद (ﷺ) को क़यामत के दिन वसीला अता फ़रमा और मुकाम-ए-महमूद पर उनका क़याम फर्मा जिसका तूने उनसे वादा किया है।
Hadees of the Day
Samura Ibne Zundab (R.A) ne kaha ki –
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya :
“Hazir Raho Khutbey (Jumma ke Khutbe) ke Waqt aur Imaam se Qareeb raho
Isliye ke Aadmi Jis Qadar door rahega usi Qadar Jannat me piche rahega
agarche woh Jannat me Dakhil zaroor hoga.”
तारीख: हज़रत आदम (अ.स), अल्लाह की कुदरत : ज़मीन और उस की पैदावार, सुबह की नमाज़ अदा करने पर हिफाजत का जिम्मा, एक सुन्नत: पूरे सर का मसह करना, अहेम अमल : इस्लाम में बेहतर आमाल, गुनाह की वजह से रिज़्क से महरूमी …
तारीख: तातारी फ़ितना और आलमे इस्लाम, हुजूर (ﷺ) का मुअजिजा : रौशनी का तेज़ होना, एक फर्ज : नमाज़े जुमा के लिए जमात का होना, अहेम अमल : मोमिन की परेशानी में मगफिरत , एक गुनाह : बुरे कामों की सज़ा, नज़रे बद और शैतानी असर से हिफ़ाज़त …
Hadees of the Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Jumuah ke Din Subah Hote hi Tamaam Jaanwar Qayaamat ke Dar se Kaan Lagaye Huye hote hain Yahan Tak ki Sooraj Tuloo ho jaye, Siwaye Jinnon Aur Insaano ke.“
इस्लामी तारीख : टीपू सुलतान की शहादत, मेरे नजदीक शेर की एक दिन की जिंदगी गीदड़ की सौ साला जिंदगी से बेहतर है। , अल्लाह की कुदरत: हवा में आवाज़, एक फर्ज : वालिदैन के साथ अच्छा बर्ताव करना …
Hadees(Verse) of the Day
Allah Ta’ala Jannatiyon ki Pehchan Batate hue farmata hai:
“Aur Woh Allah Ta’ala ki Mohabbat Mein Khaana Khilaate hain Miskeen, Yateem aur Qaidiyon ko.”
हज़रत मौलाना जलालुद्दीन रूमी (रह.), सितारे, तकदीर पर ईमान लाना, खूशबू को रद नहीं करना चाहिए, हाजी से मुलाकात करना, मुसलमानों के क़त्ल में मदद करने की सज़ा , दुनिया से बे रग़बती पैदा करना …
Hadees of the Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Jannat mein Ek Kooda Rakhne Jitni Jagah Duniya aur is mein Jo kuch hai, Sab se Behtar hai.”
(1). अल्लामा अब्दुर्रहमान बिन जौज़ी (रह.), (2). बेहोशी से शिफ़ा पाना, (3). कज़ा नमाज़ों की अदायगी, (4). गुनाहों से बचने की दुआ, (5). मस्जिद की सफाई का इन्आम, (6). कुफ्र की सज़ा जहन्नम है, (7). माल व औलाद दुनिया के लिए ज़ीनत, (8). कब्र की पुकार, (9). बड़ी बीमारियों से हिफ़ाज़त, (10). जन्नत में दाखिल करने वाले आमाल…
सीरत – इमाम इब्ने माजा (रहमतुल्लाहि अलैहि), हुजूर (ﷺ) का मुअजीजा: छूहारों में बरकत, एक फर्ज के बारे में: तक्बीराते तशरीक, खैर व भलाई की दुआ, दुनियावी जिंदगी पर खुश न होना, बीमारी से मुतअल्लिक अहम हिदायत …
۞ QAUL-E-MUBARAK ۞
Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai,
“Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti.”
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
Abu Darda (R.A) farmate hai ke,
Maine Allah ke Rasool (ﷺ) ko ye farmatey huye suna,
“Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai, Ab ye Tumhari Marzi hai ke Tum Iss Darwazey ko Zaya Karo (Yaani Iss Ko Naraaz kar ke Jannat se Mehroom bano) ya Iski Hifazat karo (Yaani Iss ki Khidmat ke Raste se Jannat me Dakhil ho jao.)”
📕 Jameh Tirmazi: 1900,
📕 Sunan Ibne Majah: 2089,
📕 Musnad Ahmed: 4456
8. Ramzan ke Mahine me Allah har raat logon ko Jahannum se aazad karta hai: ۞ Hadith: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) … Read More
2. Nuzul-e-Quraan ke liye iss Mahine ka Intekhab kiya: Iski dusri sabse badi fazilat ye hai ke Allah Rabbul Izzat … Read More
इस्लामी तारीख: हज़रत जुबैर बिन अव्वाम (र.अ), नमाज़ी पर जहन्नम की आग हराम है, जब बुरा ख्वाब देखे तो यह अमल करे, बीमारी की शिकायत न करना, अल्लाह और उसके रसूल की नाफर्मानी का गुनाह, किसी गुनाह को छोटा और मामूली न समझो …
इस्लामी तारीख: हज़रत तल्हा बिन उबैदुल्लाह (र.अ), बारिश में कुदरती निज़ाम, बीवी की विरासत में शौहर का हिस्सा, मुस्कुराते हुए मुलाकात करना, हर महीने के तीन दिन रोजे रखने की फ़ज़ीलत, औरतों को उनके मेहर खुश दिली से दिया करो …
इस्लामी तारीख: दीन के मुकम्मल होने का एलान, दाँतों की बनावट में अल्लाह की क़ुदरत, अपने घर वालों को नमाज़ का हुक्म देना, रुख्सत के वक़्त मुसाफा करना, जन्नत का मुस्तहिक, सामान ऐब बताए बगैर फरोख्त करने का गुनाह, अल्लाह तआला को तुम्हारे सब आमाल की खबर है…
Hadees Of The Day | 5 October
Umme Salma (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:-
“Jo Aurat Dunia se is haal me chali jaye ke
uska Shohar us se raazi tha,
tou wo Jannat me dakhil hogi.“
Islam me Behan aur beti ki Parwarish ka badla hadees e nabvi ki roshni mein…
Hadees Of The Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:
Allah Taala farmata hai
“Maine Apne Nek Bandon ke Liye (Jannat mein) Woh Cheezein Tayyar kar Rakhi hain Jinhein kisi Aankh ne dekha na kisi Kaan ne Suna aur na kisi ke Gumaan mein Woh aayi hain.”
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim “Momino! Badha Chadha kar Sood naa Khao aur Allah Ta’ala se Daro Taake Tumhe Nijaat Miley.aur Uss Aag se … Read More
Hadith : Allah Subhanahu sabse zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai Abu Dhar Radi Allahu Anhu se … Read More
۞ Hadees: Allah Ke Rasool (ﷺ) ka irshade Mubarak hai ke:
“Jis ne Meri Sunnat se Mohabbat ki (Yaani Uspar Amal kiya), Tou Usne Mujh se Mohabbat ki aur jis ne Mujh se Mohabbat ki wo Jannat me Mere saath hoga.”
۞ हदिस: अल्लाह के रसूल (ﷺ) का इरशादे मुबारक है के :
“जिस ने मेरी सुन्नत से मोहब्बत की (यानी उसपर अमल किया), तो उसने मुझ से मोहब्बत की और जिस ने मुझ से मोहब्बत की वो जन्नत में मेरे साथ होगा।”
۞ The Messenger of Allah (ﷺ) said:
“Whoever revives my Sunnah then he has loved me. And whoever loved me, he shall be with me in Paradise”
✦ Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: … Read More
✦ Behtarin Aurat Ki Sifat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) se pucha gaya ki, “Behatreen … Read More
Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – ❝ Lanat aur Halaqat hai us shakhs ke liye Jo logo ko Hasane … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallaho Alayhe Wasallam) Farmatey Hai – “Meri Saari Ummat Jannat Me Chali Jayegi Siwaye Uske Jisney Jannat … Read More
✦ Mushriko ke Nek Aamal Unhe Aakhirat me koi Fayda nahi Dega: ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Roz Ummhatul Momineen Hazrate Ayesha … Read More
Sunnat-e-Rasool Ko Tark Karne Waley Ka Duniyawi Anjaam : » Aayiye Aagey aur Kya Nuqsaan Hoga Duniyawi Aitbaar se Agar … Read More