Aurton jaisi Chaal-Dhaal apnane waale Mardo par Lanat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Aurton jaisi Chaal-Dhaal apnane waale Mardo aur Mardo jaisi chaal-dhaal apnane waali Aurton par Allah ne laanat bheji hai.” Ek Aur Rewayat iske Talluk se aata hai ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne un…
Hadith: Tum log ajnabi aurto ke paas jaane se bacho Hadith: 30-March: Uqba (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Tum log ajnabi aurto ke paas jaane se bacho, ek ansari sahabi ne sawal kiya ke aye Allah ke Rasool ! Dewar ke baare me Aap ka kya khayal hai? Tou RasoolAllah SAW ne…
Hadith: Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah… Hadith: 5-April: Talha (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah Taala usko Izzat wa sarbulandi ata karta hai. -Musnad al-Bazzar 946
Ilm Hasil Karnewale Ka Martaba ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Farishte Ilm Hasil Karnewale Ke Amal Se Khush Hokar Uskey Liye Apne Bazu(Wings) Bicha Detey Hai.." - (Ahyaul Uloom Jild#2, Page#52)
Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Sona (Gold) Aur Resham Meri Ummat Ki Aurato Par Halaal Aur Mardon Par Haraam hai.." - (Sunan an-Nasa'i #5148; Book 48, Hadith no. 109)
Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se apne aap ko… Hadees of the Day Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se bacho Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se apne aap ko bachao." 📕 Bukhari; Hadees: 6401
Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
Hadith: Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke… Hadith: 31-Oct: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝ Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke hadiye (tohfe) ko mamuli na samjhe, agarche Bakri ka khur hi ho. -Bukhari 6017 Allah's Messenger (ﷺ) said: ❝ O Muslim women! no neighbour should underestimate a gift of her neighbour even if…
Hadees: Quran ki Shifarish Tilawat karne wale ke haq me Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804 Recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come…
Tum Logo Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Shakhs Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Samne Shikayat Pesh Ki Ke, "Mujhe Apni Biwi Ke Kirdar Par Shubah(Shaq) Hai, Ye Baat Mere Liye Takleef Ka Sabab Hai," *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tum Logon Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho Tou Log…
Hadees: Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke… Hadith: 10-July: Abdullah ibn Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke bawajood Naahaq Jhagda kare, woh jhagde se Nikalne tak Allah ke Gazab me rehta hai." 📕 Abu Dawood 3597
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Hadees: Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata… Hadith: 11 -July: Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata dena Sadqa (Sawab ka Kaam) hai.❞ 📕 Tirmidhi 1956
Narm Mizaji ki Fazilat : Saari Bhalayi aur khairiyat Hadees of the Day Narm Mizaji ki Fazilat : Saari Bhalayi aur khairiyat Jareer (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Narmi se mehroom raha wo saari Bhalayi se mehrum raha." 📕 Muslim 6763 Is Hadith mein Narmi (Narm dili) ki ahmiyat ko zahir…
Surah Ikhlas ki Fazilat aur Mukhtsar Sa Taruf ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Aap Keh Dijiye, Woh Allah Ek Hai. Woh Maabood Barhaq Beniyaaz Hai. Woh Na Kisi Ka Baap Hai Aur Na Kisi Ka Beta Hai, Aur Na Koi Uska Humsafar Hai". - Surah(112) Al-Iklaas # Tashreeh ( Ahsanul Bayan ) yani sabhi…
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou uss Waqt usey aisey Aadmi ka Khayal karna chahiye jo…
Hadees: Woh shakhs hum mein se nahi jo humaare chhoton par… Hadith: 27 - July: Anas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Woh shakhs hum mein se nahi; jo humaare chhoton par Shafqat aur badon ka Adab na kare.❞ 📕 Tirmizi 1919
Hadees: Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega Hadith: 06-July: Ash'as bin Qais (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega, wo Allah ke samne kodhi (leprosy) ho kar pesh hoga. 📕 Abu Dawood 3244
Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
Madat Karnewale Ko Allah Ki Madat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Allah Ta'ala Apne Uss Bande Ki Madad Farmata Rehta Hai Jabtak Woh Banda Apne Bhai Ki Imdad (Madad Aur Nek Kaam) Me Laga Rahe.." - (Bukhari Sharif)
Hadees: Rahmat ho uss Bande par jo Narmi Ikhtiyar kare Hadith: 23 - July: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Allah Taala ki Rahmat ho uss Bande par jo Bechney, khareedne aur Apna Haq Wasool karne me Narmi Ikhtiyar kare.❞ 📕 Sahih al-Bukhari 2076 ♥ हदीसे नबवी (ﷺ) : जाबिर बिन अब्दुल्लाह…
Baat Baat par Laanat aur Baddua Karne se Bacho .... Hadees of the Day Baat Baat par Laanat aur Baddua karne se Bacho Rasool'Allah(ﷺ) ne farmaya "Momin Naa tou Taana dene Wala Hota hai, Naa Lanat karne wala, Naa Fahash Bakne wala Behooda hota hai." 📕 Sunan Al Tirmizi; Hadees :1977 Sahih ۞ Hadees: Ek Shakhs ki Chaadar ko Hawa…