Islamic Quiz 297 : Jab koi Musalman Ek… Jab koi Musalman Ek Neki karta hai toh usko maximum kitni Neki ka Sawab milta hai ? | Options Are: A. 7, B. 70, C. 700, D. 7000
Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen… Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai Hadees: Hazrate Muawiya (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool ( ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta’ala Jis ke Sath Bhalayi ka Irada farmata hai Uss ko Deen ki…
Har Neki Qadr ke Qaabil hai Har Neki Qadr ke Qaabil hai Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "(Har neki qaabile qadr hai, is liye) kisi neki ke kaam ko maamooli na samjho, agarche apne bhai se muskura kar milna hi kyun na ho. (kyun…
Bhalayi aur Burayi Ek Jaise Nahi ho Sakti ... Bhalayi aur Burayi Ek Jaise Nahi ho Sakti Ismey koi Shaq Nahi ke Allah aur Uskey Rasool ka Paigaam Haq hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem ki Muabarak Aayat me farmata hai ke - ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Bhalayi aur Burayi Ek Jaise…
Hadees: Bure Akhlaaq amal ko is tarah… Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah Hadees: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah sirka Shahad ko…
Neki Ka Hukm Dena aur Burayi se Rokna Farz hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Abdullaah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaaya : "Allah ne mujhse pehle Kisi Ummat mein jitne bhi Nabi bheje, unki Ummat mein se unke kuch Hawaari aur Saathi…
Allah Ta'ala Sakht Azaab dene wala aur… Allah Ta'ala Sakht Azaab dene wala aur Bakshshne wala bhi hai Allah Ta'ala Farmata Hai: “Jaan Lo! Bila Shubha Allah Ta'ala Sakht A'zaab Dene wala hai aur Bila Shubha Allah Ta'ala bohot Bakhshne wala aur Nihayat Raham wala hai.” 📕…
Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab… Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab Milta hai Hadees: Hazrate Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila…