Contents
Islamic Quiz 298
in mein se Kis ko Bura kehne se mana farmaya?
Options Are 👇
A. Burayi Karne Wale ko
B. Shaitani Fitrat ko
C. Maal Walo ko
D. Zamaane ko
Sahih jawab hai : Option ( D )
✅ Zamaane ko
Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke:
❝Haaye Zamanay ki Barbadi ‘ Hargiz Koi na kahe ‘ Beshak Allah he Zamanay wala hai.❞
📕 Musnad Abu Yaala 452 /10 (6066)
Hazrat Abu Hurera (R.A) se marwi hai ke, RasoolAllah ﷺ ne farmaya ki :
Allah Taa’lah farmata hai: “Ibn-e-Adam Mujhe Aziyat deta hai, Zamane ko Gaaliyan Deta hai aur Mai (Sahib) Zamana Hun. Mere Hath me Muamlaat Hain, Mai hi Din aur raat ko Badalata Hun.”
Read More:
- Zamane ko Bura Na Kaho, Zamana Allah Hai
- 99 Names of Allah with meaning in Roman Urdu / Hindi
- Nazar ki Dua : नज़रे बद कि दुआ | बुरी नज़र से बचने और नज़र दूर करने की दुआएँ
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.