♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sa’ad Bin Abi Waqqas (RaziAllahu Anhu) Bayan Farmate Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Allah Ki Raza (Allah Ko Raazi Karne) Ke Liye Jo Bhi Tumne Kharch Kiya Uska Tumhe Allah Se Pura Pura Badla De Diya Jayega,
Yaha Tak Ki Agar Tumne Apni Biwi Ke Mooh Me Niwala Bhi Rakha Hoga Tou Uska Bhi”.
– (Sahih Bukhari Book 2, Hadees-53)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Puraa Badla De Diya Jayega ….
Related Posts:
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se marega tou Qayamat ke… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki - Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou Aisa Badla Lo Ke, Saamne Wala Zindagi Bhar Yaad Rakhe, Aur Aisa BADLA ! Muaf Kar Dena Hain".
- Neki Ka Badla Pura Pura Ata Kiya Jayega ..... ♥ Hadees-Qudsi : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihe Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, Allah Ta'ala Apne Bando Se Mukhatib Hokar Irshad Farmata Hai - "Mere Bando! Tumhare (Nek) Aamaal Hi Hain Jinko Main Tumhare Liye Mehfooz Kar Raha Hoon, Phir Tumhe Uska Pura Pura Badla Dunga, Lihaaza Jo Shakhs (Allah Ki Taufeeq…
- Sabr Ka Badla .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: Allah Ta'ala Farmata Hai: "Mere Uss Momin Bandey Ka Jiska Main Koi Aziz Duniya Se Utha Lu Aur Wo Uss Par Sawaab Ki Niyat Se Sabr Kar Le Tou Uska Badla Mere Yahan…
- Burayi Ka Badla Bhi Ehtram Se Diya Karo .... » Hiqayat: Ek Din Hazrate Imaam Zain-ul-Aabidin (RaziAllahu Anhu) Ghar Se Kahin Tashrif Le Ja Rahe They Ki Raaste Me Kisi Gustaakh Ne Aapko Bura Bhala Kehna Shuru Ker Diya! Hazrate Imaam Ne Uss Se Farmaya Ki - 'Bhai Jo Kuch Tumne Mujhse Kaha Agar Mai Wakayi Aisa Hoon Tou…
- Her Ek Se Uske Jimmedariyo Ke Baare Me Pucha Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Ibne-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Mairvi Hai Ke, Huzur-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Sab Nigran (Responsible) Ho, Tum Me Se Her Ek Se Iske Matahat Afrad Ke Baare Me Pucha Jayega. - Baadshah Nigran (Jimmedar) Hai, Iss Se Iss Ki Riaaya (Kingdom) Ke Baare Me Pucha…
- Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya Tou Usey Chahiye Ki Apna Roza Puraa Karey - Kyonki Usey Allah Ne Khilaya Aur Pilaya Hai." - (Sahi Bukhari, Vol 3, Hadith no.1933)
- Us Din ka Darr Rakho Jabki Tum Allah ki Taraf Loutaye Jaoge "Aur Uss Din ka Khauf Rakho jabki Tum Allah ki aur Lautaye Jaoge, fir Har Shakhs ko jo kuch Usne kamaya Uska Pura Pura Badla dey Diya Jayega aur unke sath koi Nainsafi Na hogi" #Quran 2:281 "और उस दिन का डर रखो जबकि तुम अल्लाह की ओर लौटोगे, फिर…
- Martaba-e-Hazrate Abu Bakr Siddhik (RaziAllahu Anhu) ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Namaziyon Ko (Qayamat Ke Din) Baab-Us-Salaatu Se Pukara Jayega, - Mujahideen Ko Baab-Ul-Jihaad Se, - Sadaqat Karne Walon Ko Baab-Us-Sadaqa Se, - Rozadaron Ko Baab-Us-Siyaam Se Pukara Jayega. Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Ya Rasool'Aallah…
- Padosi ko Takleef denewala Musalman Jannat me Nahi Jayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Rivayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, Wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho (Chahe uska padosi kafir bhi kyu na ho ).." - (Sahih Muslim, Hadith No. 79)
- Apne Amaal Ko Ikhlas Ke Sath Riyaa Se Paak Rakhey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Ek Shaheed Allah Ke Saamne Qayamat Ke Din Laaya Jayega!!! Allah Usey Puchega Ke: "Tuney Kya Amal Kiya ? " - Woh Kahega Ke Mai Tere Raah Me Ladh Kar Shaheed Hua, Allah…
- Qayamat Ke Qareeb Ilm Utha Liya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ki Nishaniya : Qatal-e-Aam Hoga « Abdullah (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irhsad Farmaya: "Qayamat Se Pehle Aise Din Ayenge Jin Me Ilm Utha Liya Jayega, Jahalat Utari Jayegi Aur Kasht-O-Khoon Ba-Kasrat Hoga". - (Sahih Bukhari…
- Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega ⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm kiya hoTou Us se Aaj hi Uss din (Qayamt) ke Aane se pahle Muaf karwa le!Jis Din na Deenar honge…
- Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her… Ek Hi Biwi Hai Magar Mard Uske Paas Nahi Rehta, Balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta Hai tou Aurat Shohar Par Mutalbah Kar Sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm Diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi Raha Kare ki Hadees me Farmaya Gaya hai Ki: “Tumhari Biwi Ka…
- Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa" *Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya: "Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. " - (Tabarani: Chapter-'Ikramul Muslimeen') *Isi Aahadeese Mubarak Ke Tehat Likhney Walo Ne Bada Behtareen Qaul Likha Ke - "Chahe…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Zameen per Nahaq Qabza karne ka Azab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisne Kisi Ki Zameen Me Se Kuch NaaHaq Le Liya Tou Qayamat Ke Din Usey Saat (7) Zameeno Tak Dhasaya Jayega.." - (Bukhari Sharif)
- Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
- Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Toor Ki Qasam, Aur Kitaab Ki Jo Likhi Huee Hai Khushaada Auraaq Me, Aur Baitul Ma'mur Ki Qasam Hai, Aur Unchi Chat Ki Qasam Hai, Aur Ubalte Huwe Darya Ki, Beshaq Tere Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega, Usse Koi Rok Nahi Sakega, Jis Roz Aasmaan…
- Hadees: Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa… Ramadan Quotes: 14 - Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa Ramzan ka Roza na rakha (ya tod diya) tou Saari Umar ke Rozey bhi iski kami ko puraa na kar…
- Jis Shakhs ka Amalnama uski Peeth piche diya jayega Aaj ki Aayat | Verse of the day Jis Shakhs ka Amalnama uski Peeth piche diya jayega ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala farmata hai: "Aur Jis Shakhs ka Aamaal Naama Uski Peeth Piche se diya Jayega, tou woh Maut ko Bulane Lagega, aur Bhadakti huyi Jahannam mein Daakhil hoga." 📕 Quran…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…