Shawwal ke 6 Rozo Ki Fazilat

✦ Mafhum-e-Hadees: Rasol’Allah (ﷺ) ke Aazad karda Ghulaam Hazrate Sobaan (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya –
“Jo Eid-Ul-Fitr ke Baad 6 Din ka Roza rakhe isko purey Saal ke Rozon ka Sawaab milega, Jo ek neki laye isko iska 10 Gunaa ajar milega.”

📕 Sunan-Ibn-Majah; Hadees no.1715

Ek aur Riwayat me aata hai ke –
✦ Mafhum-e-Hadees: Abu-Ayyub-Ansari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya “Jo Roze Rakhe Ramzan ke aur iske sath lagaye 6 Roze Shawwal ke tou isko humesha ke Rozon ka Sawaab milega.”

📕 Sahih-Muslim, Hadees no. 2758
📕 Sunan-Ibn-Majah, Hadees no.1716

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: