Allah Ta’ala Quraan-e-Kareem Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Farmata Hai –
♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Keh Do Ke Logon Mai Tum Sab Ki Taraf Allah Ka Bheja Hua Hoon Yaani Uss Ka Rasool Hoon. Wo Jo Aasmano Aur Zameen Ka Baadshah Hai.
Uss Ke Siwa Koi Mabood Nahi Wohi Zindagani Bakhashta Hai Aur Wo Hi Mout Deta Hai.
Tou Allah Par Aur Uss Ke Rasool Paigambar Ummi Par Jo Allah Par Aur Uss Ke Tamaam Qalaam Par Emaan Rakhte Hai Emaan Laao Aur Unn Ki Pairwi Karo Taake Hidayat Paao”.
– (Surah: Al-A’raf: Ayaat 158)
Home / Quran ki Nasihat / Allah Ke Qalaam Ki Pairwi Karo ….
Related Posts:
- Allah Ke Zikr Ke Bagair Zyada Kalaam Na Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) Raawi Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Zikrullah(Allah Ke Zikr) Ke Bagair Ziyada Kalaam Na Karo, Kyun Ki Zikrullah Ke Bagair Qalaam Ki Kasrat Dil Ki Sakhti Ka Baais(Sabab) Hai, *Aur Yaad Rakho Ki Aadamiyon Me Allah Se Door Sabse…
- Yahudiyao Ka Rasool'Allah Ki Naboowat Per Yaqeen Lana .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Hai Hazrate Safwan Ibne As’aal Se Farmate Hai Ke, Ek Yahudi Apne Sathi Se Bola Ke Mujhe Inn Nabi Ke Pass Le Chal, Sathi Bola Ke Inhe Nabi Na Kaho Agar Wo Sun Lenge Tou Inn Ki 4 Aakhein Hojayengi. Phir Wo Dono Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Nazar Ki Pairwi Na Karo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jarir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Mainey Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Pucha Ki: (Ghair Mahram Par) Achanak Girney Wali Nazar Ka Kya Hukm Hai? Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki, "Tu Apni Nazar Pher Le". - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 381-Sahih) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Haq Ki Talash Me Koshish Karte Raho .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarte Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Shirk Sirf Boot Parsti Hi Nahi Hai Balki Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Aur Duniya Ki Kisi Bhi Chiz Ke Sath Ishq Ki Kefiyat Se Munsalik Ho Jana Ye Sarahatn Shirk Hai, Allah Ke Siwa Har Chiz Gaire Allah…
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Hidayat aur Gumraahi ki Dawat ka Silaah ... Hadees of the Day Hidayat aur Gumraahi ki Dawat ka Silaah Anas Bin Malik (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jis Daawat dene waale ne bhi Gumrahi ki Daawat di aur Uski Pairwi ki gayee tou Usko Pairwi karne Waalo ke Barabar Gunaah milega aur Pairwi karne…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Murdo Se Ibrat Hasil Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Uss Zaat Ki Qasam Jis Ke Qabze Me Meri Jaan Hai! Agar Log Murde Ka Thikana Dekh Le Aur Uss Ka Qalaam (Baatein) Sun Le Tou Mayyat Ko Bhul Jayennge Aur Apni Jaano Par Rone Lagenge. - Jab Murde Ko Takht…
- Allah Ke Zikr Me Shifa Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Allah Ka Zikr Kia Karo Ke Iss Me 'Shifa' Hai Aur Logo'n Ke Aib Bayan Na Karo Ke Iss Me 'Bimaari' Hai.." - Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu)
- Allah ki zaat par bharosa karne wala kabhi Naqam nahi hota ۞ Bujurgane Deen Ke Aqwal ۞ 01). Allah ki Zaat par bharosa karne wala kabhi naqaam nahi hota. 02). Kisi ka Raaz talaash mat karo, maalum ho jaaye tou faash mat karo. 03). Musibat padne par Mout ki tamanna mat karo. 04). Achha Dost Allah ka tohfa hai. 05). Kisi…
- Allah Ta'aala Humse Taqwa Aur Ikhlas Chahta Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki, Allah Ta'aala Tumhare Jaahiri Amaal Ko Nahi Dekhta, Wo Tumse Taqwa Aur Ikhlas Chahta Hain, Usney Apni Kitaab(Qalaam) Me Saaf-Saaf Farma Diya Hai Ki "Mujh Tak Tumahra Qurbani Ka Gosht Aur Khoon Nahi Pahuchta ! Balki Tumahra Taqwa Pahuchta…
- Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusrey Ki Madad Karo, Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!, Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai.." - (Al-Quraan: Surah Al-Ma'ida, A:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Allah Uspar Raham Nahi Karta -…
- Aye Emaan Walo! Sabr Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan walo! Sabr Karo, Aur Sabr Se Ek Doosre Ko Bardasht Karo, Aur Rishta Banaaye Rakho, Aur Darro Allah Se Ta'aki Tum Falah (Kamiyabi) Paao". - (Sureh: Aal-e-Imran, Ayat:200)
- Aye Emaan Walo! Har Haal Me Insaaf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye EmaanWalo! Allah (Ki Khushnudi) Ke Liye Insaaf Ke Sath Gawahi Dene Ke Liye Tayyar Raho Aur Tumhe Kisi Kabile Ki Adawat (Dushmani) Iss Jurm Me Na Faswa De Ki Tum Na-Insafi Karne Lago (Khabrdar Balki) Tum (Har Haalo Me) Insaf Karo Yahi Parhezgari Se…
- Fazail-e-Quran: Part 4 Allah Ka Qalaam Quraan-e-Majid ko thaam kar log kis tarha se Hidayat Yafta hue aayiye chand wakiyat ke jarye gour karte hai. ✦ Waqia 1 : Tufail bin Umro (R.A.) ka Iman lana Aap Yaman Ke “Kabila-e-Dous” ke Sardar they, aur bohot badey Shayar they, ek martba Makka tijarat(Business) ke silsiley…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Apni badhai aur taarif na kiya karo Kyunki Allah ko malum… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahih Muslim me Zainab Binte Abi Salma (RaziAllahu Anhuma) se marvi ki, Unka naam badah (Nekokar) tha, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai,…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Agar Tum Sabr karo aur Allah se darte raho tou [ Al-Quran;… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar Tum Sabr karo aur Allah se Darte raho tou Inn (Mushriko, Dushmanan-e-Deen) ka Makkar Tum ko Zara sa bhi Nuqsaan nahi pohnchaa sakta." [ Al-Quran; 3:120 ]
- Hadith: Tum Allah Taala ke Hukm ki hifazat karo, Allah Taala… Hadith: 2-Nov: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝ Tum Allah Taala ke Hukm ki hifazat karo, Allah Taala tumhari hifazat karega. -Tirmizi 2516
- Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna Allah Ta'ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega, Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem…
- Fazail-e-Quran: Part 6 ✦ Waqia 3: Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ka waqia Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ke talluk se riwayto me Aata hai ke, Aap Khud Imaan Laaney ke baad farmatey hai - "Pahli Baar Jo Imaan ki kuch Ronak ya chamak Mere Jehan me Aayi thi Wo Uss Wakt ki…
- Mout Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Aqalmand Aur Samajhdaar Woh Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Kare, Aur Maut Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare ,.. *Aur Ahmaq-O-Nadan Woh Hai Jisne Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Ki Aur Allah Ke Rehmat Se Jannat Milne Ki…
- Fazail-e-Quran: Part 7 ✦ Waqia 4: Musabbir-Bin-Umair (R.A) ke iman lane ka waqia Aayiye Ek aur Waqie par gour karte hai Musabbir-Bin-Umair (R.A) jo Muballig-e-Rasool they jab Ansar ne Aap (ﷺ) se Gujarish ki "Ke Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Kuch Logon ko Aap Humare Paas bheje taaki Hume Islam sikhaye. "…