Jis Musalman ke 3 Nabaaligh Bachche Faut Ho Jayein
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Jis Musalman ke 3 Nabaaligh Bachche Faut (Death) ho Jayein to Allah Ta’ala us Rahmat ke Nateeje mein jo un Bachchon se Woh Rakhta hai Usey Jannat mein Daakhil karega.“
हुजूर (ﷺ) की पैदाइश के वक़्त दुनिया पर असर, एक फर्ज: सब से पहले नमाज़ का हिसाब होगा, एक सुन्नत: अच्छी मौत की दुआ, अल्लाह की दी हुई रोज़ी पर राज़ी रहने की फ़ज़ीलत, लड़की की पैदाइश को बुरा समझने का गुनाह, दुनिया का धोखा …
❝ Har jaandar ko mout ka mazaa chakhna hai (Kullu Nafsin Zaikatul mout) aur tumhe Qayamat ke din purey purey badley milenge, phir jo koi Dozakh se door rakha gaya aur Jannat me dakhil hua so wo pura Kamiyab hua, Duniya ki Zindagi tou dhokey ke Maal ke siwa kuch bhi nahi hai.❞
हूज़ूर (ﷺ) का शाम का पहेला सफर, गुस्ल के लिये तययम्मुम करना, बुढ़ापे में रिज़्क में बरकत की दुआ, मौत को कसरत से याद करने की फ़ज़ीलत, पाक दामन औरतों पर तोहमत लगाने का गुनाह, क़यामत के दिन लोगों की हालत …
Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh Tum tak pahunch kar rahegi
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:
“Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh to Tumhein Pahunch kar Rahegi, phir Tum Sab Chhupe khule ke Janne wale (Allah) ki taraf Lautaye jaogeaur Woh Tumhein Tumhare kiye hue Tamaam kaam bata dega.”
Aam taur pe yeh sawal humesha insani zehniyat ko zinjod dete hai ke Marne ke baad humare sath kya hoga? dharm iske baare me kya kehta hai? Islam iske baare me kya kehta hai?
Tou aayiye is mukhtasar se bayan me jante hai ke Marne ke baad insan ke sath kya hota hai.
People also Search as:
Maut ke baad kya hota hai, Maut ke baad kya hoga, Maut ke baad ki zindagi, Maut ke baad ka manzar, Maut ke bare mein, Maut ke farishtey, Maut ke waqt kya hota hai, Qabar ke andar kya hota hai, Qabar ke 3 sawal, Qabar ke sawal jawab, Qabar ka azab, Qabar ke sawal, Qabar ke sawal kon kon se hai, Qabar ke sawal kya hai, Qabar ke 3 sawal aur jawab, Rooh kaise nikalti hai, Rooh kaise qabz hoti hai, Qabar ki pehli raat, Qabar ka haal, Azab, Azab e Qabar
Mout ki Kya Hakikat hai, Mout ke Baad insan kin marhalo se gujarta hai ? iske bare me Qurano Sunnat ke hawale se tafseeli jankari ke liye aaiye is bayan ka mutala karte hai baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan. Video Dekhe: